Re: Humne Apne mistakes ko Kabhi bhi ignore nahi karna Chahiye.
har kaam main kamyabi usi wqt hoti hy jb ham apny mistakes sy lesson gain krty hain aur agr ham apni galtiyo par control nh krain gy to ham isi trh kbhi bhi agy nh barh skain gy aur hamesha nakam hi rhain gy isi lia ya sb k lia zarori hy k ham apni har galtiyo par qabo pai aur forex main jo bhi galti hti hy usy hamain seekhna chahiya aur apny mind main betha lena chahiya k next time ya galti nh krni main ny aur isi trh phr hm asani sy apni galtiyo par kabo kr jain gy jo k hamary liay aik faida hy isi trh jitna zda ho sky ham forex sy information lain aur daily kuch new learn krain. isi trh ham bht hi jald kamyab ho jain gy

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим