Assalamu alaikum mistakes to har Kisi se ho jaati Hain magar Jo log mistakes se sabak Nahin sakte aur mistakes ko ignore karte Hain to woh aisi dubara mistakes karte rahte hain jiski wajah se vah kamyab Nahin hote isliye hamen chahie ki agar humse Forex trading mein koi mistake ho jaaye to ham us se achi learning Hasil Karen kyunki jitni zayada ham apni mistake se learning hasil kar sakte hain itna zayada ham Kisi aur chiz se learn nahin kar sakte jitna zayada ham kamyab Hona chahte Hain to hamen chahie ki ham mehnat se kam ko jari rakhen aur apni mistakes ko search Karen aur us se zayada se jyada learning Hasil Karen tabhi ham ismein kamyab ho sakenge aur ek acche trader ban sakengeek kamyab trader kabhi bhi apni mistakes ko ignore nahin karta hai vah hamesha apni mistake se sabak sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим