Market may GAP

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    jab market friday ko closing per ho tab kabhi us me ap trade na lagaen or monday tan ke liye trading ko mat choro kiyun ke gap ki waja se market ziyada up ya down se ager open ho ke ap ke against chali gae to ap ko bade loss ka samna karna per sakta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      mere khyal me dear ye har rooz nai hota bal k zayda tar ye monday morning ko hota he is ki koi tention nai leni chahye or hamen apni trade ko dekh kar samj kar open karna chahye or learning karte rahna chahye
      • #648 Collapse

        jab hum trading karty hain to humain is main do din ki chutti hoti hay is ko market gap kehty hain in do din main humin kjoi trade nai karni hoti hay humain trading main loss b ho sakta hay or humain profit b aysa kuch nai hota hay
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #649 Collapse

          forex market main kai bar aisa hota hay jis price par market close hoti hay friday ko monedy ko us price say open nahi hoti matlab price ka gap aa jata hay so ziada tar aisa hota hay ye gap recover hota hay
          • #650 Collapse

            bohat bar aisa hota hay keh market main gap aa jata hay kai dafa aisa bhi huwa hay keh market jab friday ko close hoti hay to us closing price par monday ko open nahi hoti balkeh gap main open hoti hay
            • #651 Collapse

              market main kai dafa aisa bhi hota hay keh gap ata hay agar hum us gap main trade karen gay to acha earn kar sakty hay kyun keh ziada tar aisa hota hay keh gap recover hota hay
              • #652 Collapse

                market main kabi is tara say hota hai k monday ko market jub open hota hai to last close price say nah open hoti hai to ye time kafi muskil hota hai k market nay kis traf ko move krna hota hai kabi ye hota hai k in nay forun gap ko fill krna hota hai
                • #653 Collapse

                  market ka gap hota hai jub hum trade ko kr rhy hoty hain in main say asar ye news ka zada effect hota hai to hota hai nahi to normal ye jub market open hoti hai humy nazar ata hai or ye kafi muskil time hota hai trade ko krny k liay
                  I LOVE PAK FORUM
                  • #654 Collapse

                    marget kay gaap is waqt hi hotay hai kay jub market me iak bohat hi teezzi a jati hai aur jub market new day ko open hoti hai tu market me aik gap hota hai
                    • #655 Collapse

                      kai dafa aisa hota hay keh friday ko market jis price par close hoti hay monday ko us price par open nahi hoti matlab market ki price main kafi gab hota hay so humay chahiey keh esko bhi daikhty hway trading karen
                      • #656 Collapse

                        market ki price main kai baat gap aa jata hay aisa news ki waja say hota hay aur humay tab us news ko folow karna chahiey tabhi hum usmain safe trading kar kay earning kar sakty hay
                        • #657 Collapse

                          kai bar aisa hota hay keh market main gap aa jata hay agar hum gap kay darmyan trade karen to achi earning kar sakty hay so humay chaihey keh sahi say market ka analysis kar kay he trading karen
                          • #658 Collapse

                            Mery bhai aisa he hai ma ny bhi ap sub ky view sy yeh nateja akhaz kea hai ky gap ki wja saturdy sunday ma jo bussiness aor affect hota hai wo monday ko show ho jata hai is gap sy abchny ky leay human chye ky hum long term trading ma ahteyat kren ky big loss na ho jay short term ka to itna msla nhi hota hai
                            • #659 Collapse

                              dear friends gap is defined is as market ending point at last working day to compare with market start point after the weekend because in weekend market is closed officaly
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Ku ka Forex market business currency ka economical pa depend karta ha as waja say makret may amoman monday ka din gap ata ha magar ya gap amm tor par nhi hota khabi kabar market gap marti ha wo be economical pressure ka baize laking ya gap zada bhra nhi hota tu as waja say traders as pa itna dahen nhi deta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X