mistakes se faida uthayin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes se faida uthayin
    aslam o allikum all members kaisay hain sb log umeed hay sb khaireat se hongay.dear mn yeh kehna chahta hon k trading mein hum se jo mistakes hojati hain to hum ko un se faida uthana chaheye matlab k mistakes se sabaq hasil krna chaheye aur unko recover krna chahye.agar hum recover krna seekh jaingay to ye hamaray leye faida nandd sabit hoga...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes se faida uthayin

    forex trading main hmaisha apni galtiun se apni trading ko sikha ja skta hai jo achy trader hoty hain wo aik bar aik galti karty hain bar bar wo galti nahi karty hain jub hum apni galtiun ko bahter karny k liye mahnat karen tu hum forex main achi trading kar skty hain wohi forex main bahtri se trading kar skty hain or acha profit lay skty hain or jub hmari trading ability weak hoti hai tab he hmain loss hota hai tu hum aghr apni trading main loss ko khtam krna chahty hain tu demo account par trading ki practice karen
    Last edited by ; 30-06-2020, 05:43 PM.
    • #3 Collapse

      Re: mistakes se faida uthayin

      asslam o alikum g han dear ap ny sahi kaha hum apni galtio sy sheekh ty hain or kosis kar ty hain ky next time apni galtio sy kuch sheekh kar un ko shudary is lea forex main hum jan treading main loss face kar ty hain tu next time hum be carefull ho jaty hain or apni galtoi ku dubara nhi hony dety wasy insan jo kuch galtio say sheekh ta hain wo kabhi bi nhi wasa kam sheekh sahk ta is lea galtio ku baade apny knowledge ko mazeed gain kary
      Last edited by ; 30-06-2020, 05:45 PM.
      • #4 Collapse

        Re: mistakes se faida uthayin

        اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
        aslam o allikum all members kaisay hain sb log umeed hay sb khaireat se hongay.dear mn yeh kehna chahta hon k trading mein hum se jo mistakes hojati hain to hum ko un se faida uthana chaheye matlab k mistakes se sabaq hasil krna chaheye aur unko recover krna chahye.agar hum recover krna seekh jaingay to ye hamaray leye faida nandd sabit hoga...
        Salam jab hum mistake krty hn to us sy humy sekhna chahiye k us k bad humy koi b esi mistake ni krni chahiye jis ki waja sy humy nuksan ho jaye forex me mistake ki koi bhi limit ni hoti humy mistakes ni krni chahiye us sy hmy nuksan ho skta hmari ek bhi galti humy loss me ly ja skti hn or hmara account wash ho skta ha is sy....
        • #5 Collapse

          Re: mistakes se faida uthayin

          hum apne mistake sy seekty he hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey yai aik world wide karobar hai hum is main aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty han hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey yai aik wase karobar hai hum is main aik din main aik account main 24 ganty he kam kar sakty han yai kabe be band na hony wala karobar hain
          • #6 Collapse

            Re: mistakes se faida uthayin

            G in say seekhain
            • #7 Collapse

              Re: mistakes se faida uthayin

              dear apki baat sahi hay k agar hamko mistkes say lose hota hay to hamkoo isi hisaab say markeet main risk bhi lain achaye k hamko markeet main tab kaam kam say kam lots k sath karna hota hay jis say hamko kabhi lose bhi ho jaye to wo bhi kable recover hota hay aur agar ham markeet main is nisat say kaam kartay hain k hamain kam lots k sath kaam karna hay to hamain tab he kisi mistakes ka pata chalaega aur agar ham markeet main big lots say kaam kartay hain to hamain kisi mitkaes ki bhi koi smajh nai ayege.
              • #8 Collapse

                Re: mistakes se faida uthayin

                G han hamy apni khaltio sa sekhna chyea jo bi member apni khaltio sa sekhty ha wo acha earning ki tarf jaty ha forex ma ak bhot hi acha earning karty ha or forex ma ham rozana ki bunyad kar sakty ha forex ma hamy rozana ki bunyad kaam karna ho ga forex ma ham tab hi kaamyab ho gea jab ham achi earning kary gea.
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes se faida uthayin

                  dear friends Forex mein jo aap mistake Karte Hain Aise Bhi aap behtarin knowledge hasel karte hain aapki mistak se aapko behtarin knowledge Deti Hai Kyunki Jab aapko mistake Karte Hain To vah Apne zahen mein rakhte hain aur dubara woh mistake Nahin Karte isase aapko Ek Sabar Milta hai aur Suraksha Ek Achcha knowledge Milta hai isliye Apne Mitra ko award na Karen ismein acche se mehnat Karen aur Aise aap Dekhkar intricate Aasan kar sakte hain
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes se faida uthayin

                    hello friend ji han bilkul aapane sahi kaha main apni mistake se fayda uthana chahie mere Bhai dekhiae koi bhi aisa businessman trader nahin hai Jo Bina galti ke kamyabi Tak pahuncha dekhe mere ko insan se hamesha galati hoti hai lekin galti se sikhana bahut badi baat hai aur galti ko dhoran are mere Bhai aapke nuksan ki nishaniyan mere Bhai dekhen koi bhi businessman Jo hamesha apni galti dohrata hai kabhi bhi Kamyab nahi ho sakta mehnat se kam Karen apni galti to daura mein se Grace Karen mehnat se kaam Karen koshish karen apni posting ki quality Ko bhi Bata banaen aur trading ko bhi time de
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes se faida uthayin

                      Dear friend Forex trading hamen apne galtiyan se hi seekh chahie isliye Jo acche trade hote hain vah ek hi galti karte Hain jisse vah sabak sikhate Hain isliye hamen bhi chahie ki Ham apne galtiyan se taraf se aur ek achcha trader bane kyunki koi bhi member 1 din mein trader nahin Ban sakta hai isliye hamen chahie ki Ham iske bare mein Na Lage aur uske liye uske sath kam Karen takki trading mein fayda hasal kar sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes se faida uthayin

                        Dosto yad rkna pak forex pay aik acha or kamyab treadr humsha apni galtio say sekh k agy bhrta hy wo apni galtio say apna experience increase krty huy nxt time usi galti say kafii zyda bonus profit hasil krta hy na k apni glti ko ignor krna chye ya apni glti ko choti mistake samjh kr usy ignor kary asa bilkul na kary humsha aik achy kamyab treadr ki soch ki tra apny work ko achy say mahant k sth krty huy apni mistake say jatna zyda ho sky seeky kar agy bhary ir successful ho...
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes se faida uthayin

                          G han foreign exchange buying and selling major hmaisha apni galtiun se apni buying and selling ko sikha ja skta hai jo achy dealer hoty hain wo aik bar aik galti karty hain bar bar wo galti nahi karty hain jub hum apni galtiun ko bahter karny okay liye mahnat karen tu hum foreign exchange important achi buying and selling kar skty hain wohi foreign exchange important bahtri se buying and selling kar skty hain or acha income lay skty hain or jub hmari buying and selling capacity vulnerable hoti hai tab he hmain loss hota hai tu hum aghr apni buying and selling important loss ko khtam krna chahty hain tu demo account par buying and selling ki exercise karen
                          • #14 Collapse

                            Re: mistakes se faida uthayin

                            G jo hm chothi chothi gltiyan krtu hain in sy hmyn faida othna chaiye q k gltiyan hmysha shikhany k liy sikhny k liy hoti hain....avr glti ho b gyi hai to pryshn ni hn os sy sikhyn or koshis kryn k wo glti dobaara na duhrayn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mistakes se faida uthayin

                              dear friend forex rading main hum apni hi mistake say faida hasel karty hain hum jo mistake karty hain os say hamen kuch sekhny ko melta hy aur asivtarah say humcak bahtren knowlldge hasel kar lety hain as leye apni mistake say faida hasel karen aur os par goor karen k hum nay kis waga say mistake ki hy sur as say kuch sekhny ko mely ga
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X