Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?
    Sabar o tahamul say trades laganay ka buhot acha results miltha hai jaab aap wait kartay hai kesi achi opportunity ko avail karnay kay leye tho wo aap haqeeqat mai hasil be kar laitay hai lehaza jaisay be ho trades laganay be jaldbazi say bilkul bachna chaheye aor patience kay saath jab conditions favorable ho taab he trades laganay chaheye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

    g han ap ny bilkul sahi kaha hai lalach karny se apko kbhi bhi kamybhi nahi milti aghr ap market ko achi trha se anlaysis nahi karengy tu ap trend find out nahi kar skty or juba pko market ka trend he pta nahi hoga tu ap kisi bhi trha se kamyab nahi ho skty na he apko acha profit milta hai es liye achi trading k liye zarori hai k ap market ko achi trha se nalaysis karen jis se ap achi trading kar skty hain or kamyab ho skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

      dear jis tarha say yeh markeet bahut ziada waseeh hay hamko bhi is main kaam akrnay k liye apnay mined ko waseeh bana kar kaam karan sab say ziada best hay is liye hamainchaye k ham markeet main enter honay k liye bahut ziada jaldi say kaam na lain jis say agar hamko earn hota hay to sath sath hamko is say achi learning aur experience bhi milay ga aur ham amrkeet kos amjhnay main bhi kamyaab hongay aur is main waisay bhi ham success ho jayengay.
      • #4 Collapse

        Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

        hamy is mai sabar sy trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta han hamy stop loss ko kabe be ignore nahe karna chahey hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily is mai kam karna chahey
        • #5 Collapse

          Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
          Sabar o tahamul say trades laganay ka buhot acha results miltha hai jaab aap wait kartay hai kesi achi opportunity ko avail karnay kay leye tho wo aap haqeeqat mai hasil be kar laitay hai lehaza jaisay be ho trades laganay be jaldbazi say bilkul bachna chaheye aor patience kay saath jab conditions favorable ho taab he trades laganay chaheye

          Salam hum trade lgaty waqt sabr sy kam lena chahiye jaldibazi sy sb ko khrb ho skta ha is liye ap jab bhi trade lgayn to us ki phly achi tarh learning kr len or ap sure hun k ap ko is trade sy koi bhi nuksan ni hoga blky profit hasil hoga us k bad ap trade lgyn wrna apkas account wash ho skta ha agr ap jaldbzai sy kam kren gye yhi to nishani ha k zaida log forex me nakam hoty hn...
          • #6 Collapse

            Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

            Dear friends forex business main jab be hum nay trades laganay hain to hamay sabar or tahamul kay sath soch samaj kar lagani chahiya agar hum nay jald bazi main trade lagai to hum koi na koi galti kar day gai jis say hamay loss ho jai ga or hamay loss ko pora karnay main bohat zayada time lag sakta hain is liya hamay jo be kam karna hain is ki sab say pahlay planning karni chahiya pher trade lagani chahiya jis say hamay profet ho.
            • #7 Collapse

              Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

              ji Han dear bilkul AP ne sahi kaha hai k hamain Pak forex forum per hamesha soch samjh ker aur sabro tahamul se Kam kerna chahea qk jaldi me jab ham sochy samjhy baghair trade lagaty Hain to apna hi nuksan krty Hain is Lia agr AP achi trading kerna chahty Hain to apko chahea k AP kabi b baghair sochy samjhy trade na lagain hamesha sabar se Kam lain ..
              • #8 Collapse

                Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

                Dear friend aap ki baat bilkul theek trading mein kamyabi hasil karne ke liye hamen chahie ke yahan subah samajhdar trade open Karen aur open karte uska analysis Karen aur apne knowledge ki basis per iske lagaen agar Ham lalchi bani kar is bar kam karte Hain to hamen 2GB market mein Hi acchi nahin kar sakte isliye hamen chahie ki Ham iska analysis Karen aur iske bad bhi is per trade Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

                  G trading main waqt lay Kay Kam karma zarrori hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

                    Ji Bhai bilkul aap Sahi kah rahe ho trade Lagate Hain vah Kya mein se baat se kam Lena chahie Agar Humsafar Se Kam Nahin Rahte To Hamara Kaun baat ho jata hai agar Ham Sabar se kam Lenge to Hamari trading acchi Hogi aur Hamara bonus acha hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

                      Asslam o Alakium bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa hunga forex aik bohat hi lajawb karobar ha jis ko karna ka liya hamy bohat zyada learning karna ki zarort huti ha aik achi learning ka sath hi ham is markit ma aik achi earning hasl kar sakta han ya aik online karobar ha jis ma mehnat kar ka ham apni life style ko badl sakta han forex ma kam karna ka liya es ma trade lgana ka liya hamy aik bohat hi sabr or thaml sa kam karna hu ga markit ma souch samj ka kam karna hu ga esi ma hamri aik achi kamyabi ha jo markit ma souch samj ka kam nai karta osy es ma acha losse huta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

                        jiya mere Bhai bilkul sahi kaha aapane jaldbaji bilkul bhi nahin karni jab aap setting mein jaate Ho to aapko kam se kam 10 minut market ko acchi tarah analyse karna chahie market Ko ek najar dekhe Hain ki aakhir market ki kya movement hai uske bad mere bhai apna trade lagaen trading mere Bhai tu ka lagakar nahin hoti is per experience bahut important hai jiske pass experience nahin hai usko trading mein kamyabi nahin Mil sakti to koshish karen jyada se jyada experience hasil Karen iske liye dam account ko use Karen use per practis karne se aapko bahut achcha experience aur bahut achcha knowledge house hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

                          jis tarha say yeh markeet bahut ziada waseeh hay hamko bhi is essential kaam akrnay ok liye apnay mined ko waseeh bana kar kaam karan sab say ziada pleasant hay is liye hamainchaye ok ham markeet principal enter honay okay liye bahut ziada jaldi say kaam na lain jis say agar hamko earn hota hay to sath sath hamko is say achi mastering aur ride bhi milay ga aur ham amrkeet kos amjhnay most important bhi kamyaab hongay aur is fundamental waisay bhi ham success ho jayengay
                          • #14 Collapse

                            Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

                            Han gee dear pak forex member humy trade karty waqt sabar ka muzahiraa karnaa chahya kuy kah jald bazii ma hmasha insan loss hi hotaa ha is ly trade karty waqt humy sabar rakhna chahya humy trading ma loss bhi ho jata ha tab bhi humy sabar sa kam lana chahya aur mehnat karnii chahya..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trades laganay mai sabar o tahamul say kam liya jaye?

                              Trading is like a war jo bachta hy wo wohi zinda rehta hy r bachta wohi hy jo achi planning krta hy sabar ka phal meetha hota hy hmen apni kisi b trade k liue sae wqt ka intizar krna chy jitni achi planning hum kr paen gain utna hi zayda profit hum utha paen gain ALLAH hum sbko kamyaab kry ameen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X