soch smajh kar faisla karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    soch smajh kar faisla karen
    forex ke business me soch smajh kar faisla karna chahiye or jab trade laga den to bech me us ko band nhi karna chahiye loss ke khoff se .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    sir baat ya ha kay m,a apko yahi kaho ga kay jab bhi ap koi bhi tarde lagaty hy to phlay apko sochna chahiye kay market kasy kam krti hy then ap tarde kia kren takay apko aek acha profit bhi ho skaay
    • #3 Collapse

      brother when we trade then we should keep in mind that every step is so important in forex market. so before opening a trade we must analysis on it.
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum jo be new user is forex trading key business me investment karna chahta hey wo is ko soch samjh kar join karey aur pehley demo account me practice kar key apney ap ko jan ley key wo is ko kar sakta hey key nahi.
        • #5 Collapse

          gee han bhai hmein apne trading mein sahih soch smjh se trading krne se fiada hota he aur jb tk hemin apne trading mein sahih market ke smjh na ho apne trading mein order na lagain market ko smjh kr apne trading krna profitable hota he
          • #6 Collapse

            g bhai forex trading mien apko chhaiye ke ap is mien kabhi bhi panic nahi hon is mien ap agar panic honge to apko phir is business mien bohat big loss hosakte hian.
            • #7 Collapse

              Ap NY bilkul sahi kaha humein forex trading mein soch smaj kr faisla krna chaye kiyon ke forex trading aik risky business hai is mein ap ki mamooli si galti bhi ap KO bahot bra loss de sakti hai apko galtiyon se faida bhi uthana chaye aur khof se kahin loss ho na Jaye is trade ko close na kren
              • #8 Collapse

                soch samajh kar acha decision insan le sakta hai agar forex ke business me aap soch samajh kar koi faisla karte hain or apni trades hamesha carefully karte hain to us me aap ke samne he hota hai sab result or us me losses kahin kahin hote hain jab ke profits hamesha line se nazar atey hain .
                • #9 Collapse

                  Emotions is business main allow nahi hain aur agar aap aik safe trading krna chahtey hain to emotional ho kar trading na karain. Emotional ho kar hum jald bazi main wrong decision lena shuroo kr detay hain jo keh trading key leye faidamand nahi hy aur aap ko loss hona shuroo ho jata hy.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business ko agr hum soch samjh kar karain gay tab hi hum forex trading mein kaamyaab trader ban sakty han aur forex trading mein profit earn kar sakty han forex trading mein har trade soch samjh aur market ko dekh kar open karni cahaiye
                    • #11 Collapse

                      Forex trading k liye ap ki thinking ability strong hone chahiye ta k ap right time pe right deceision ley saken.. forex trading main ap ko full concentrate hona parta hai ap ko samjhdari sy apna order open aur close kar k he acha profit mil skta hai..
                      • #12 Collapse

                        Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun ap trading karty huye bohat soch samjh kar faisla karna chahiye kyun k ap ka aik faisla ap ko bohat zyada loss day sakta hy is liye jab bhi trading karien to soch samjh kar karien
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          g han trades open karty time bahot hi soch samaj kar faisla karna chaye agar ham orders book karny me faisla sahi kar lety hey to hi hamy profit ho saky ga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X