greed ko chor den forex me

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g ha forex trading mien apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi greedy nahi hon is mien agar ap greedy honge to apko phir is business mein bohat losses hosakte hian.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k jab tak ham forex trading mein greed ko nahi chorien gay tab tak ham kabhi bhi successful trader nahi ban sakty is liye greed nahi karni chahiye kyun k greed hamary profit ko bhi loss mein convert kar deti hy
      • #33 Collapse

        Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k jab tak ap forex trading mein greed karien gay tab tak ap successful trader nahi ban sakty is liye ap ko greed chorni pary gi kyun k greed ap k profit ko bhi loss mein convert kar deti hy
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Bilal Hanif پيغام ديکھيے
          forex me aap greed ko jab tak choren ge nhi is me loss he milta rhe ga jis din ap ne greed chor di aap is me kamyab ho jao ge .
          Je janb lalach boht bari bala hy agher hum lalach sy traed karn gy to loss karty ray rah gy as lay lalchi log as main kamyab ni hoty aur bar bar loss karty raty hy traeding ka doran ap ko kam profit lay kar hi tread close kar dyna chay
          • #35 Collapse

            maire khayal mai tu greed ke wajah say he log forex market ko join kartay hain greed ke wajha saay he saray trader learning karty hain greed ke wajha say he trader mehnat kartay hain ta ke ziada say ziada earning kar sakin , sirf zaroort iss baat ke hai ke greed ko control kiya jaiye .
            • #36 Collapse

              forex me lalach chor ke trading kari jae to bohat acha result milta hai us ka agar aap forex ke business me lalach karen ge or trading thik se nahi kar saken ge to aap earnings apni better kabhi nahi kar saken ge rule bana kar apni aap ko hamesha straightforward tarha se forex me work karna chahiye takey trading me or better or profitable earning ki sake .
              • #37 Collapse

                Greed aap ka sub sey bara enemy hy aur yeh aap key profit ko destroy kr deta hy. Is leye greed aur over trading sey apney aap ko door rakhai aur emotional ho kar trading na karain. Agar aik target bana kar kam kia jaye to greed sey bacha ja sakta hy aur patience key sath trading krney sey faida hota hy.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  g bhae app nay bohat ache baat ki hy jab tak app greed ko control nahe karein gay meri tarha her month account wash he kertay rahean gay so control ker k he app success hasil ker sagtay hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X