greedy person always lose in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greedy person always lose in forex
    forex ke business me greedy banda kabhi kamyabi nhi hasil kar sakta hai aur hamesha loss he uthata hai is me .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bilkul greedy person always losts his money in forex kun k wo mazeed or zyada ki chah men rehta hy to jo kuch earn kia hota hay wo bhi loss kr beth ta hy isi liye loss se bchty rhen.
    • #3 Collapse

      brother we always need more and more. this is the natural emotion for every person. but greed is not good for trading. it always prefer losses. so be alert about it.
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum is me to koi shak wali bat nahi hey key jo be greedy person hey us ko forex trading key business sey dor he rehna chahye aur kabhi be is ko join nahi karna chahye.
        • #5 Collapse

          gee haan bhai hmein apne trading mein greed nhe krna he aur apne trading mein experience se aur pateince se kam krna he aur apne trading mein loss nhe krna aur apne trading mein experience se kam kr ke apne trading se profit haisl krana he
          • #6 Collapse

            g han forex trading mien greedy person hamesha hi is mien just loss karta hai apok agar forex mien kamiyab hona hai to apko apni greed ko khatam karna hoga aur sukoon se trading karni hogi.
            • #7 Collapse

              g han es me koi shak ki bat nahi hay greedy person hamesha es business me loss hi kary ga wo jetna b profit earn kar ley us ka anjam loss hi ho ga
               
              • #8 Collapse

                G han bahi ap NY drust kaha lalach buri bala hai humein lalach nhi kr chaye jab bhi zaida profit ka lalach krty hain tu humein loss hi hota hai islye humein lalach nhi krna chaye aur hardwork krna chaye ta ke him kamyab hun saken lalchi insaan kisi cheaz mein bhi kamyab nhi hota
                • #9 Collapse

                  bilkul bhai yeh kaam hi esa hai greedy log kabhi b es kaam main kamyab hu sakty humy chahiyeh slow slow kaam kary tu hi lalach sy dor raha ja sakta or lalach karo gy tu es kaam ka end phir zero hi hai
                  • #10 Collapse

                    han g esy hi hai greed karny wala tu kabhi b kamyab nahi hu sakta os ki waja yeh hai k humy chahiyeh mehnat kary zaida say zaida or lalach sy dor rahy tu hi kamyabi hasil kr sakty hain or han loss tu milta hi hai
                    • #11 Collapse

                      trade me greed apko first profit deta ha phr loss bht zyade so apko greed se kam nahe lena apko control me karna ha so apko khob mehnat se kam lena ha apko bht faide hoga
                      • #12 Collapse

                        greed ki waja se loss per loss hote rehte hain agar lalach ke bina he trading karte rahen to losses me na sirf kami aa sakti hai balke trading bhi achi tarha se handle ho sakti hai agar aap forex pe trading mehnat se karte rahen to hamesha success hasil kia ja sakti hai .
                        • #13 Collapse

                          Greed trading main sub sey ziada dangerous hy aur greedy log kabhi bhi kamyab nahi ho patey aur hamesha nuqsan uthatey rehtay hain. Hamain target laga kar kam karna chaheye takeh greed aur over trading sey bacha ja sakay. Greed aap kye profit ko destroy kr deti hy. Is sey bachney ka aik tareeqa yeh bhi hy keh stop loss ka use kia jaye.
                          • #14 Collapse

                            Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k forex trading mein greed karny wala kabhi bhi successful nahi ho sakta kyun k greed ki waja say ap apny profit ko loss bhi convert kar dety hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G forex trading business jo bhi trader greed karta hy wo forex trading se kuch hisal nhi kar sakta kiok forex trading mein greed ki waja se buht ziada loss hota hy aur greed se account bhi wash ho sakta hy is liye greed se Bach kar trading karain gay tu profit ho ga nhi tu loss hi ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X