Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?
    Dear forex members forex business mein aap kitni mehnat karenge utani hi acchi earning hasil kar sakenge aap jyadamehnat karenge to jyada earning hasil karenge aur frax business ek bahut achcha aur kamyab business hai jo Puri world mein famous hai isme agar aapka main aap hona chahte Hain to aapko chahie ki forex business rules ko follow Karen aur ismein jyada se jyada mehnat Karen isase aapko lost bhi nahin hoga aur isase aap ek kamyab trade abhi Ban sakte hain online business aap mehnat karke acchi earning hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kubrakhan پيغام ديکھيے
    Dear forex members forex business mein aap kitni mehnat karenge utani hi acchi earning hasil kar sakenge aap jyadamehnat karenge to jyada earning hasil karenge aur frax business ek bahut achcha aur kamyab business hai jo Puri world mein famous hai isme agar aapka main aap hona chahte Hain to aapko chahie ki forex business rules ko follow Karen aur ismein jyada se jyada mehnat Karen isase aapko lost bhi nahin hoga aur isase aap ek kamyab trade abhi Ban sakte hain online business aap mehnat karke acchi earning hasil kar sakte hain
    Deer yahan se earning karna aap par depend karta haiagar aap yahan se acchi earning karna chahti Hain to iske liye aapko mehnat ki jarurat hoti hain aur Dil lagakar kam karna padta hai jitna jyada ab interest lenge is kam mein Ab kitni acchi tarike se isko Sikh sakte hain aur ismein experience gained kar sakte hain iske labh aapane trading ko bhi sikhana hai trading jitna aap jyada sikhenge aapke pass nahin jyada experience aaega aur aap apna hi achcha aaram kar sakte hain to aapki Jo earning hai vah sirf aur sirf aap per aur aapki experience aur knowledge per depend karta hai.
    سرکار
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

      ham apne knowledge ke mutabik earn kar sakte hain agar ham ne is mei earn karna hai to hmain is mein jitna knowledge ho ga hmain jitna is mein practice kar ke money management ka pata ho ga ham is mein earn karain ge aur ham kameyab hon ge is liye hmain is mein mehnat se kaam karna hai aur is ke liye hmain mehnat se kaam karna hai practice karni hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

        hum trading kar ky pasai kama sakty han hum is mai live kam kar sakty han is ko samjan aik din ka kam nahi hain hum is mai bager balance account ban kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga hmy is mai manet karne ho ge pher he hum asan sy agy ba rsaky gy forex aik amm business jasa nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

          bohat zyada hum bahtreen acha earn kr saktey hain work krk ya normal sa busnss hy agr ham hard work nai karain gy to hmaray liya ya mushkal ho ga or agr ham is py mehnat karin gy or full information lain gy to hamay koi mushkal naa ae i or ham zada sy zada pesa kama lain gay mehnat kro bs.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

            agar hamary pas yaha treading ka Best experience ho to hm yaha sy jtni chahy treading my earning hasal kar skaty hy hmy yaba regular kam karna chaiy kam asa kary k best experience ho r quality ka work share kar k best bonus ly k acount bara kary
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

              G han dear friend hm jitna acha kaam krn gy hm jitni achi earning hasil krn by.to hmy chae k hm apna kaam mehnat or lgan sy krna chae or zeada sy zeada learn krna chae tb he hm kmyab ho skty hn or achi earning hasil kr skty hn.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

                Ji aapane Sahi Kaha Forex trading Mein Ham earning kar sakte hain but Hamen chahie apni earning ko improve karne ke liye mehnat Karen Jo person mehnat karta hai vah apni Ali Neem ko improve Karta Hai because profit level ko maximum karne ke liye Hamen mehnat ki bahut jarurat hai
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

                  Forex mein eaning ki koi limit nahin hai aap iss sae kam bhi earn ker saktay hain aur zayada bhi forex mein aap apnay knowledge ke mutabik earn kar sakte hain agar ham ne is mei earn karna hai to hmain is mein jitna knowledge ho ga hmain jitna is mein practice kar ke money management ka pata ho ga ham is mein earn karain ge aur ham kameyab hon ge is liye hmain is mein mehnat se kaam karna hai aur is ke liye hmain mehnat se kaam karna hai practice karni hai tou humain achi earning ho gi
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

                    Dear members forex busienss bohat acha business hain or ya aik legal business hain hum is main jitni zayda mahnat karay gai hamay apni mahnat ka phall zaror milta ha agar hamaray pas acha knowledge or experience hain to hum is ko use kar kay ache strategy kay sath kam kar kay acha profet earn kar saktay hain is liya jab be hamay is main kam katrna hain to hamay soch samaj kar karna chahiya jis say hamaray kam main koi be galti na ho.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

                      Forex ak aisa business Hy is mn itna earn Kar sktey hny jitna hum is mn mehnat or acha kaam karey gy itna he hum earn Kar sktey hny kyunki forex ek aisa business hai jismein Ham investment bhi kar sakte hain aur ismein mehnat karke apna bonus banakar bhi kam kar sakte hain tu Agar Ham bounce perr kam kar rahe hain tu hamen chahie ki Ham jyada se jyada garmi naat karke jyada bonus banaenge to fir hamare trading bhi utna zaida ho gii aur FIR hamare earn bhe jyada hogi ..
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

                        Dear forex trading se ap utna earn kr skty jitne ap mehnat krty hn .forex me kamiyab wohi hota h jo mehnat imandari k sth kam krta h .ap ka jitna experience hoga utna ap earn kren gy .ap k decision strong hongy r ap me sabar hoga to ap earn kren gy ..Acha earn krne k lia ap k pas kamiyab senior ki guidline apka demo pe acha kam ap ka experience r apki knowledge hna chahihe
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

                          Hum agar mehnti hain hum bohat acha he earn kr saktay hain Kuch trader is ko easy sumjhte hain lakin ye difficult hai is k liye bhot mehnat or technical way s kaam lene parta hai trade karte waqt patience or cool maind s kaam lena chahye tab ja k ap ko profit earn hota hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

                            Forex trading mein profit ki koi limit nahin Hoti aap is se Jitna chahe profit asell kar sakte hain Forex trading ek profit wala business hai Hamen ismein dilchaspi ke sath kam karna chahie Forex trading ke bare mein Apne knowledge ko Patra banane ke liye Hamen chahie ke demo account per regular practice Karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading sa Ham kitna earn kr skty Han?

                              Forex trading ak asa online business hain jis main ham jitna chahty earn ker sakty hain is main earning ki koi limit nahi ham jitna chahty earn ker sakty hain ya hamarain lia ak bohat ho acha online business hain is ma kam kerk ham achi earning ker sakty hain. Is k lia hamarain pass acount ka power ma hona zarori hain acount ko power ma kerny k lia hamain forum per acha kam kerna ho gha agar hamarain pass acha balance ha to hi ham acha profit earn ker sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X