kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha
    mera ap sy sawal ha ky mehnat karny wala insaan kamiyabi ki taraf pohnchta ha is ky bary mein merakhayal hy ky mehnat karny wala insaan zaror apni mazal ki taraf pohnchata ha woh hamesha kamiyab hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

    Daikho g Forex trading k business main ya Pak forum p ziada Mehnat krny Wala member zaroor apni manzil e maqsood Tak zaroor pahnchta Hy trading main trading ki technique ko seekhny k liy bahut lazmi Hy k ap hard work aur ziada time do gy to apko real knowledge aur experience hasil hota Hy aur Pak forum p achi aur quality ki posts aur threads sy AP achy sy acha bonus leny main bi kamyab hoty ho
    • #3 Collapse

      Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: saeedahmad2245 پيغام ديکھيے
      mera ap sy sawal ha ky mehnat karny wala insaan kamiyabi ki taraf pohnchta ha is ky bary mein merakhayal hy ky mehnat karny wala insaan zaror apni mazal ki taraf pohnchata ha woh hamesha kamiyab hota ha
      Salam dear members g bilkul mehnt krne wale kbhi bhi nakam nahiii hote isliye mehnt krna kbi bhi nahi chorna chaiye jtna zaida hum mehnat kren gy kamyab hongy isliye jo mehnat krter hn wo life main bhuyt kamyab hote hn or bina mehnat k kuch hasil nahi hota ... islioye kuch bhi ho jaye mehnat krna kbhi bhi na choren q k mehnat krne wale ko Allah kbhi nakam nahi krta isliye jo mehnat krter hn wo hi kamyab hote hn or apni manzil msoin kamyab hote hyn ....
      • #4 Collapse

        Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

        Salam Walekum kahan karne wala Insan apni mangalmay Swaroop hota hai aur accha Mokama se Pata Hai Achcha fayda Hasil karta hai isliye isliye Kuchh Nahin Ho Jaaye mehnat karna Kabhi Na Chhodenge Kyon main Karne Wale Ko Allah na Kam Nahin Karta isliye mehnat karte hain Vahi kam Aate Hain apni Marzi Mausam Kamyab
        • #5 Collapse

          Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

          dera g han ap nay acha swal kia hay agar ham is main hard work k sat apnay kam ko bar bar karty rahnay ki try kia karein gye aor is main ham apnay time ko waste nahi kia karein gye to hem ko is main ik nah ik din main z\aroor kamybi mil saky g jis say ham agy ki trf asani k sat ja ker k apnay ap ko improve ker k achay say acha bana sakatay hein is main .
          • #6 Collapse

            Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

            G han kamyabi Ka raz hi mehnat men hy Jo members mehnat r Lagan se Kam krty hen achi trading krty hen thread achy lagaty hen to wo zroor kamyab hoty hen ap Apne mind set bnaen target rakhen k aj Mene ye wala target achieve krna hy r phir ap mehnat kren r target ki achievement k liye Tamam aside laga den to apki mehnat apko zroor manzil tk pohnchaye gi.
            • #7 Collapse

              Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

              ji han jarur mehnat karne wala apni manzil Tak jarur pahunchta Hai vah jitni jyada mehnat karega Forex Mein utna Hi Kamyab Hoga hamen chahie ki Ham mehnat Karen Dil laga kar kam Karen tab hi Ham Forex Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

                Dear friend kisi bhi business ke liye sabse jaruri chij aur uski basement mehnat hi hoti hai kyunki agar Ham mehnat nahin karte vah kam adhura rah jata hai aur hamen koi bhi fayda nahin hota isliye Jo log apne kam per mehnat karte hain vah jarur kamyab hote Hain aur mehnat Karne wale jarur apni e manzail Tak pahunch sakte hain isliye hamen chahie ki ham mehnat jarur Karen jisse hamen fayda Ho
                • #9 Collapse

                  Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

                  mahnat karny wala har medan mai he kamyab hai hamy is main mehnat or lagan sy kam karna chahey pher he hum is mai ache earning hasil kar sakty hai or pasio ko apne marze sy karsh kar sakty hai hum is mai pair or currency main trading karty hai agar hum new trader hai to hamy euro usd currency main kam karna chahey yai aik ache or famous currency hai
                  • #10 Collapse

                    Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

                    g bahi mehnat ka phal zoror milta hy agar ap kisis kam man dil se mehnat kro gy is ko karny k lie wo zoror ho ga aur ap us ko zoror hasil jr skty ho aur agar ap log mehanat kr k forex man apna acha bouns bi laga skty ho
                    • #11 Collapse

                      Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

                      g bilkul tk kaha ha ap ny hmysha mhynti insan yaha kamiyab hta ha yaha kisi degree ki zarorat ni hti ha yaha just mhynat mi zarorat hti ha agar hamare mhynat quality ki ha to hm yaha sy success full treader bn skaty hy
                      • #12 Collapse

                        Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

                        Aapane Sahi Kaha Main karne se hi Insan Apne a target achieved karta hai aur apni life ko secure karta hai because Forex Hamen Hamari trading ke andar bahut help Karta Hai jisse Ham Kamyab ho sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

                          dear friends mehnat aik aysi chiz hai jo insan ko zameen sy utha kar asman par la ke khara kar dyti hai or ap kh rahy hai kiya mehnat sy insan apni manzil tak poch sakta hai or ha ge poch sakta hai insan agar mehnat krta hai to wo zarur apni manzil tak poch sakta hai is liya dear friends hamain chahia ke hum mehnat ke sath kam kary ku ke agar hum mehnat ke sath kam karty hai to hamain zarur kamyabi mil sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

                            G hn bilkul mahnat krny wala insaan zaroor kamyab hota hai jitni mahant wo krta hai Allah pak osy b bhar kar osko ata krty hn or Allah tala ko b mahnat dar log hi pasand hai isliye onki mahnat ko kbhi b rayga nhi jany deta 😍😇
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kyamehnat karny wala insaan apni manzil tak pohchta ha

                              Ji bilkul mehnat karne wala insan apni manzil tak zarur pohnchta he ye aesa shaandar tool he jis se kamyabi ko ham qareeb hote hue dekhte hen kamyabi ka taste sirf aur sirf hardworking log hi chakhte hen forex me kamyabi se apna career banane k lie hamen pak forum par mehnat se work karna chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X