forex se earnings mumkin hain .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jo b log esa kehty wo khud loss kar chuky hoty apni ghaltiyo ki waja say or dosru ko or dara daity k yeh kaam ghalt hai esy na karo es leyeh humy chahiyeh save rahy tubhi kamyabi mil sakti hai es kaam main or learning bohat zarori
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      han g forex se earning mumkan hai or main kafi period se forex per kam kar raha ho or forex se earning la raha ho. per yah lazmi nahe hai k ap continue forex se earning lai q k forex aik risky kam hai or yahan per loss ho satka hai or aisa b ho skta hia k ap ka order kuch din tak nakal na sakain or ap ko wait karna party . per forex se ham baki business se achi income kar skty hai .
      • #18 Collapse

        Forex trading business mein hum kaamyaab ho sakty han aur profit bhi earn kar sakty han likn is k liye forex trading mein learning ki zaroorat hoti hy agr hum forex trading ki achi learning karty han aur forex trading mein knowledge experience hisal kar k trading karty han tu forex trading business mein profit earn kiya ja sakta hy
        • #19 Collapse

          Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k jo bhi forex trading ko learn kary ga wo earn kary ga kyun k jis k pas market ko analyise karna ka proper knowledge aur experience hoga wo zaror earn kary ga
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            jo log kehtay hain k forex market mai kaam kar kaay earning karna imposiable hai woh ghalt kehtay hain . kion k kafi saray logon ko mai khud b janta hon jo iss market mai kaam kar kay earinig kar b rahy hain . sirf aik cheez hi ke forex market mai trading ke liye zaroori hai ke app ke learning bohot he achi ho.

            اب آن لائن

            Working...
            X