forex me greed karna loss ko dawat dena kehlata hai .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    han g forex main loss karna boaht he bura hai or yhaan per ham aik he qadam without thinking nahe la skty to ham yahan per agr lalch krty hai or agr is k bad hamain loss ho jai to ham ko forex ko blame karny ki zroorat nahe hai q k aisa karna asal main asia hai k ham khud loss ko dawawt day rahy hoty hai. to please agr ap safe trading karna chahty hai to please do not b greedy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g han foex trading mien agar ap greed karenge to is min phir apko just loss hi hoga is liye ap is mien kabhi bhi greed nahi karen balke isko bohat tareeqe se seekh kar karen.
      • #33 Collapse

        Dear g han bilkul mein ap say agree karta hun k greed nahi karni chahiye hamien thory profit par sabar kar lena chahiye kyun k ham thory profit ko zyada karny k chakar mein loss kar lety hain
        • #34 Collapse

          Dear g han bilkul ap ny theek kaha hy k forex trading mein lalach karna aisy hy jaisy loss ko dawat dena is liye hamien trading karty huye greed nahi karni chahiye hamien thory profit par khush hona chahiye kyun k is tarah kuch to ata hy
          • #35 Collapse

            bilkul brother app ke baat bilkul theek hai , saray traders ko khas tor pay new trades ko ziada greed say door rehna chiaye aur iss ko avoid karna chaiye. maire experience ke mutabaiq tu greed ke wajha say ziada tar loss he hota hai . trade start say pehlay he profit aur loss ke limit define kar laine chaiye.
            • #36 Collapse

              loss greed or panic karne se hota hai jitna lalach barh jati hai hamare andar utna he loss ka ratio increase hota hai agar lalach ke bina target set kar ke kaam karte raha jae to forex ke business se ziada acha or earning platform koi or nahi ho sakta hai .
              • #37 Collapse

                han g humy chahiyeh mehnat kary zaida say zaida tubhi kamyab hu sakty hain or greed say dor rahy tubhi kamyab hu sakty hain es leyeh huny chahiyeh greed ki waja say hota hi loss hai humy chahiyeh mehnat kary
                • #38 Collapse

                  greed aik aisi chiz hai ju trader jaan bojh k nae kerta her trader yahan profit k liye aata hai or her trader ki ye koshish hoti hai k wu maximum porfit earn kery or loss bilkul na hu.
                  • #39 Collapse

                    han g yah bat to bulkal theak hai k agr ap forex main lalch karo gy to ap ko forex se yakeeni toor per loss ho ga. q k ham janty hai k lalch bury bala hai is lai hamain forex main kabi b lalch nahe karna ho ga . balky apny risk mangement ko yad rakh kar trading karny ho k loss se hamary equity end na ho jay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      ji bilkul sahi khe rahey hy app kyun ky jb banda greedy ho jata hy tou hum kuch nhi soch patey hy aur ghalat faisly kar letey hy jis ki wajah se hum bht problem mein hotey hy lehaza huemin chayein ky hum kabhi bhi is kaam ko kartey waqt greedy na ho lehaza mehnat bht zaroori hy yahan

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X