Mehnat ak din lazmi rung latti h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

    Hum jaantay hain hamari mehnat rang lati hay zaya nahi hota depend karta hai kai aap is business ma kis tarha trading karty hai agar aap is main mind ko fresh rakh kar achi tarha learn kar kai start karain gay thin aaap ko is say bht ziada faida ho ga oor aap kilife kafi ziada easy ho gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

      jee haan mehna ek din lazmi rang lati hy ,jab hamary pas knowledge hote ha to hamary knowledge koe bhe chain nhn sgta ,earning to har koe karta ha,likn hamra forex forum hamen 2non chaizen dita ha ,knowledge bhe or earning bhe ,it means forex is best for earning and learning.
      • #33 Collapse

        Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

        gi han mehnat aik din lazmi rung lati ha hamari ki howi mehnat kabhi zaya nahi hoti ha balky woh kamiyabi hoti hamnein jitni bhi mehnat ki hoti ha woh aik na aik din lazmi rung lati ha
        • #34 Collapse

          Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

          Ji han bilkul dear forex members mein 1 din mein rang lati hai isliye hamen chahie ki forex business mein jyada se jyada mehnat Karen aur forex business ek bahut achcha aur kamyab business hai jo Puri world mein famous hai ismein agar aapka main aap hona chahte Hain to aapko chahie ki forex business ko follow Karen aur ismein jyada se jyada main Bhi nahin hoga aur sakte hain yah ek online business hai jismein aap mehnat karke acchi earning hasil kar sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

            JBL kal menat jarur rang lati hai agar Ham regular practice Karenge Apne kaam par focus Karenge jitni jyada tu Jo Ham Forex trading mein denge ise personal job samajh Kar kahan Karenge tabhi Forex trading mein Ham kamyabi a sarkar sakenge Forex trading main vahi log kam jaam hai jo Apne knowledge per Jo dete Hain aur acche ki ummid rakhte Hain.
            • #36 Collapse

              Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

              je haan mehnat sy kiya gya kaam ek na ek din zaror kaam aat ahy jub tum market ko smtjy ho. oor market ko smjna bgher knowledge k impossible hy. so risk ko hatam krna hon toh fhly learning krni chahey.learning k bina earning nhe ho sakti h,mere liay to yeh dono hi lazim hain.
              • #37 Collapse

                Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

                G mehnat ak din zarrror rung late gi
                • #38 Collapse

                  Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

                  G ap teak kah rahy hain mehnat ka phal ap ko har Hal main milta hy aur ap ke mehnat kbe b zaya nhe hote chahay dair sy milay ap ke mehnat ka phal ap ko mil k rehta hay ais leay apne mehnat ko jari rakhain aur dil laga Kar kaam
                  • #39 Collapse

                    Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

                    Bilkul mehnat Ek Din Jarur Rang lati Hai Kyunki Jab Ham Jyada Se Jyada mehnat Karte Hain To Hamen uska fal Jarur Milta hai aur ham Jarur Kamyab hote hain isliye Hamen chahie Kyon Dil Laga kar Apna Kam Karen mehnat Karen Full focus ke sath Apna Kam Kare full concentration ke sath apni working Karen Taki Kamyab ho sake aur acchi earning kar sake
                    • #40 Collapse

                      Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

                      mehnat ek din zaror rang lati hy app is business me demo account se kam sikh k real account me kam kare to apki learning bhi hota hai aur dusri taraf se earning bhi hota hai real account me aap forex ko samjh sakhtay hen or jab aap samjh jayen to aap asani se earn kar saktay hen hum earning bhi nahi kar sakty zahir hai kay agar hum learn karen gay tohi kuch kamaen gay na to in dono pay hi tuwajo deni chahiye par agar aaik ka kaha.
                      • #41 Collapse

                        Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

                        Asslam o Alakium bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa hunga forex aik bohat hi lajawb karobar ha jis ko karna ka liya hamy bohat zyada learning karna ki zarort huti ha aik achi learning ka sath hi ham is markit ma aik achi earning hasl kar sakta han ya aik online karobar ha jis ma mehnat kar ka ham apni life style ko badl sakta han mehnat karna wala asi markit ma kabi nakam nai huta q ka jo markit ma mehnat karta ha to wo aik bohat hi achi kamyabi hasl kar sakta ha agr esy os wakt asi markit ma kamyabi nazr nai ati to es ka liya osy sabr sa kam karna hu ga mehnat aik din zaror rang lati ha
                        • #42 Collapse

                          Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

                          G bilkul mehnat aik na aik din lang zaroor lati hy magar us ki mehnat lang lati hy jo shoq r jazbe se kam kare mehnat jo sache jazbo se r mehnat se kam krta hy us ko aik na aik din mehnat ka bhal zaroor milta hy r g bilkul jo bhai forex m mehnat r lgan se time de rha hy r kam kr rha hy to us bhai ko apni mehnat ka rang bi lag rha hy
                          • #43 Collapse

                            Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

                            G brother ap ne belkl dorst kha ha mehnit ka phal zror melta ha ye or bat ha thora arsa lg jata ha or as hawale sy kam me be mazeed safai ati ha as lye hime kam me dlchspi krni chaye or mhenit ko hamesha dillgi sy krna chayee toty dil sy mehnit ni krni chayee
                            • #44 Collapse

                              Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

                              Ji han bilkul theek Karen mehnat Ek Din Zarur Rang lati Hai Jo log apni mehnat ko Zyada Se Zyada Tujhe Karte rehte hain aur kabhi bhi aise Mein Himmat Nahin Hath aur unko Agar lost bhi ho gaya hai yah Unka account wash bhi ho gaya hai to wo apni mehnat se Piche Nahin hata bulka wo apni mehnat ko double karne ki koshish karte hain Taki wo ismein Achcha profit again kar sake aur Zyada Se Zyada mehnat Se Achcha bonus again ho aur usse acchi khasi earning kar Sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Mehnat ak din lazmi rung latti h

                                g bilkul aap ko aik bat zehan mein rkhni chahey k aap ko bilkul bhi ghbrana nahi chahye q k aisa kabhi nahi howa k mehant ka phel na mily jb aap koi akm krty hain mehnat k sath to aap ko us ka phel zrur milta hai is liye agar aap kabhi aa k sath aisa ho bhi jay k aap ko aapki mehant ka phel anhi mil raha to bhi aap ko kabhi bhi ghbrana nahi chahey blky aap ko puri dil jmai sy kam krna chaye jba ap puri mehant k sath kam kryn gy to aap ki mehnat aik na aik din zrur rung lay gi bs aap ko ghbrana ya dis heart anhi hona chahey. or zahir si bat ahi jb aap ki mehant rung lay gi to aap ko kamyabi mil pay gi . or aap kamyab ho payn gy.
                                "Dream bigger. Do bigger"
                                (mahroosh)
                                :1f607:


                                اب آن لائن

                                Working...
                                X