jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

    G han dear forex members yeh hai a Baat theek hai ki Forex Mein kam karne ke liye aapko mehnat aur Lagane Ki bahut jyada jarurat hoti hai koi bhi kam jawab Shuru karte hain usko karne ke liye mehnat per Lagane Ki jarurat hoti aap chahie ki oryx ko Soch samajhkar acche tarike se knowledge or experience ke sath kam Karen apni post ko Achcha banane ki aap Kamyab ho sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

      Baat thek hay jitni hum ne mehnat karni ha wasa he gain krna hay ak new trader ko boht kuch learn karnay ko milta hai forex trading main jo trader achi learning kar kay achi earning karna chahtay hain ap asani sa trading krna sikh sakty ha or ager ap new user ha or ap demo par kam nai krty ha to ho sakta ha k ap ko ziada sa ziada loss ka samna krna prta ha
      • #18 Collapse

        Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

        Baat theek hay jitni hum ne mehnat krni wohi kamana hay is main work kar sakty hain aur jitna chaye earn kar sakty hain is ko hum par koi time ki pabdni nahin hai ka iss time humy is main zaror kam karna hai ye kam nahin karna hum apny hisab se iss business ko kar sakty hain
        • #19 Collapse

          Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

          Han dear member ya bat apki bilkul theek ha hum jitaa mehnat kary ga utnaaa hi kamyab hon ga agr hum mehnat na kary apny kam ma to hum kabhi kamyab nahii ban sakty kamybai ka razz mehnat ma ha humy mehnat karty rahna chahya kamyabi hmary qadam chomy gi..
          • #20 Collapse

            Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

            Koi shak Nahin Janab finex per Ham Jitna zyada mehnat Karenge usse zyada Hamen is per kamyabi Hasil login Kyunki yah Aisa business hai Jiske Liye Hamay Jitna zyada struggle Karenge Dil Laga kar kaam Karenge mehnat Ke Sath usse Hamara knowledge increase hoga Hamen experience hasil hoga aur ham Achcha confidence hasil Karke aasani Se Achcha bonus hasil kar ke trading Karke paise Kama sakte hain Forex Mein Kamyab hone ke liye sirf knowledge Aur mehnat ki zarurat hoti hai..
            • #21 Collapse

              Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

              Dhyan ka main aapse baat ka Ikrar karta hun aap Logon Se Vahi Kuchh Milta hai jo aap log kis chij Ki Main karte the problem mehnat Nahin Karoge To aapko Kuchh Nahin Milega jitne Jyada mehnat Karenge utna hi Jata aapko to Hasil Hoga isliye koi bhi kam karna chahte hain to usko Main To Lagane ke sath nahin tha ki aap Sabko profit ho aur aap log Jyada kam Hogi is gane Mein ka main aapse sake
              • #22 Collapse

                Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

                Assalamu Alaikum dear fresh member kaise hain 200 Forex Ek Aisa business hai Jisme Insan jitne mehnat Karega use utna hi profit hoga Forex kabhi kisi ki mehnat ko Jaaye nahin karta use uski mehnat ka Jarur Sila Milta Hai isliye Hamen chahie ki Ham Khub Dil Laga kar frocks ko time de aur Forex Mein Khoob mehnat Karen Forex aapki mehnat ko Kabhi Jaaye Nahin Karega
                 
                • #23 Collapse

                  Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

                  ji han Forex trading mein agar Ham kamyabi Hasil karna chahte hain to Hamen isase proper time Dena hoga Apne knowledge kobita banana hoga jitni jyada practice ke Karenge utna hi hamara experience pata hoga Forex trading ek achcha business hai Hamen is mein kamyabi mil sakti hai agar Ham ise proper time den aur apne knowledge or experience covid banane ki koshish karen Forex trading mein Hamen start mein Las ho sakta hai to Hamen bardasht karna hoga Apne kaam par focus karna hoga.
                  • #24 Collapse

                    Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

                    Assalamu Alaikum dearest friend kaise hain doston Forex Ek Aisa business hai jismein Ham jitne mehnat Karenge Apna Hum Kamyab Honge yah Koi hard work Nahin Hai ismein time ko invest karna hoga senior member ko follow karte hue track square rules ko samajhte hue mehnat Karni chahie jisse Hamen kamyabi milegi forex is the best friend
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

                      Ji bilkul sister ki baat perfect he k Jo bhi mehnat kare aur ek do din ki baat nahi hoti he regular kare wo zarur is me kamyab hote hen jaldi me Kia hua work me meh shamil nahi hoti he to wo work fail hota he is me ham jitna active and passionate woykarenye work yad rehtthe k is se Phir hamen achi achi achievement milti hen I forum par work karne aur hardwork me barra farq hota he hamen quality work se apni struggle ko manzil tak le Jana chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

                        Forex trading ke bare mein hamari jitni learning hogi ham utani hi earning kar sakte hain Forex trading mein Hamen koshish karni chahie ki Apne real account ke sath demo account per bhi practice jari rakhta ke apne experience covid bana sake aur Forex trading Se achcha benefit hasal kar sake Forex trading mein Ham jitni jyada mehnat ke sath kam Karenge apni personal job samajh Kar kam Karenge tabhi Ham achcha benefit transfer kar sakte hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

                          jee haan apne theek kaha mehnat sy he humien achi earning hoti hy jab ap kois ka bar a pat ho ga or ap is ma pisa invst karo ga to he ap is ma boht pisa kam sako ga sab is ma pisa invst kart ka he pisa kamt ha ya ak oline jop ha is ko sab boht like kart ha
                          • #28 Collapse

                            Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

                            GTR aap Sahi kah rahe ho Jitna Hai Jyada mehnat Karen utani hi kamyabi Hasil Karenge Ghar Insan Hamesha koshish karta hai ki Hamara Achcha Se Achcha banaa chaatwich Achcha bolna Sar karne ke liye main mehnat ki jarurat padati hai Ham jitne Jyada acchi mehnat Karenge Hote Nahin Jyada Achcha fayda Hoga Hamen chahie ke sath kam mehnat ke sath karna chahie aur Dillagi Ke Sath karna chahie aur jo Insan mehnat nahin karta Hua kabhi bhi kamyabi Hans nahin karta Har kamyabi Ke Piche Ek Raja Hota Hai vah hai sirf mehnat Itni mehnat Hogi utna hi fayda hoga
                            • #29 Collapse

                              Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

                              forex mein hm jb k mehna nahi karien gy b k humien kamiyabi nahi mil sakti hamain learning ki zyada zarorat hoti hai jis se hamain market ko samjhny ka expericne milta hai or ham is men trend daikh ker trading ker lety hain jis se hamain profit mil jata hai. forex hamain earning learning k bina nhn detiii es liye ye es k basic fundamentals mai se hain pehle learning karo market ko smjhon phr ap ko market apne se kch lene dy gii aur ap es se achii earning kar pao gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jitnaa hum mehnat kuray gaay utna he kamyab hon gaay

                                han g bilkul tamam results hmri mehnat pe depend krty hn..forex trading dekhne me bht easy lgti h jb hm apne seniors ko kamiyab dkhty hn lkn hme ye ni pta hta k is kamiyabi k pichy kitni mhnat h .Forex me kamiyab hone k lia ap ko dil se mehnat krni pare gi r knowledge gain krni hogi take ap apna experience devolpe kr ske r ye tb mumkin h k ap mehnat k sth kam kren

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X