Loss mein trade ko close na karen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss mein trade ko close na karen.

    Loss main trade ko close nai kren is se hmra account wash bhi ho skta forex bhut acha online business hy forex per acha work kr k achi earning kr skty hyn forex trading krne k lie planning bna kr trading kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss mein trade ko close na karen.

      Assalamu Alaikum dear Forex friend Jaisa ki aap Jante Hain Jab Bhi Koi trade chal rahi ho usmein last hone ka Jarur Khatra Hota Hai like lichen aapane trade ko close nahin karna ho sakta hai market Mein jumping ho jaaye Vahi aap Khallas Kiya Gaya close Kiya world trade Prophet mein tabdeel ho sakta hai isliye koi bhi train Ho use and Tak close nahin karna
      • #18 Collapse

        Re: Loss mein trade ko close na karen.

        Han gee dear pak forex member ya bat bilkul thk ha humy loss ka waqt trade ko roknaa nahii chahya humy sabar ka muzahiraa karnaa chahya humy khud pa bharoosa rakhna chahya trade ko rokny ka apka ziada loss ho sakta ha insan ko kam ma himat nahii harnii chahya balkay sabar sa kam la usay zror faida ho ga..
        • #19 Collapse

          Re: Loss mein trade ko close na karen.

          g bilkul sahi bat kahi aap ny, jb hmy loss ho raha ho to loss mein bilkul bhi trade close nahi krni chahey q k aksar aisa hota hai k market uper ja ker again nechy aa jati hai or agar hmari trade lgi ho to hmara loss recover ho jata hai. is liye jb bhi aap ko loss ho raha ho aap ko chahye k aap bilkul bhi trade close na kryn blky wait kryn jb aap wait kryn gy to aap ko us ka acha benifit mily ga, kisi bhi kam mein jld bazi nuksan dyti hai or jld bazi her giz nahi krni chahey. isi liye to kehty hain k sbar k sah kam lyna chahey q k sbar ka phel meetha hota hai. or jb aap in asoolon per amal ker k kam kryn gy to aap ko is ka benifit bhi ho ga wrna aap ko nuksan hi hoga. ap ka kam hai k jb bhi aa trade lgayn to in sb baton ko zehan mein rakhyn. agar hm log sbar sy kam nahi lyn gy to hmara account wash bhi ho skta hai, hm apny whole bonus sy hath bhi dho skty hain.
          "Dream bigger. Do bigger"
          (mahroosh)
          :1f607:


          • #20 Collapse

            Re: Loss mein trade ko close na karen.

            yeh aik ache trader ke nishani hote hae jo bhe log is main agar apni trade ko close na kiya karen kabhe bhe loss main q ke jo bhe log apni trade ko loss main close kar jate hain wo kabhe bhe is main ache trading nhe kar pate hain to bas is waja se tamam logon ko cahiye ke wo is main zayada se zayada ache tarah se apna kam karna ho ga or is bat ko bhe samajhna ho ga ke kabhe bhe trade ko loss main close na kiya karen jo bhe log is main apni trade lossmain close main kar jate hain to wo he to is main kamayb bhe ho he jate hain or is tarah se he to wo is main kamayb ho sakte hain bas tamam logon ko is main sahe tarah se acha kam karna ho ga take wo yahan se kuch na kuch hasil bhe kar saken or is main kamayb ho saken
            • #21 Collapse

              Re: Loss mein trade ko close na karen.

              G loss main trade ko close na karain ho skta hai kuch hi mins baad positive ho jaye
              • #22 Collapse

                Re: Loss mein trade ko close na karen.

                Asalam o alykum.
                Ji han bilkul thek kaha hamesha sabar se kaam lena chaiye agar trade loss me ja sakti hy to profit me jaay ge bs sabar k sath trade ka profit me jaany ka wait karna chaiye es tarha loss k chances bohat kam ho jaaien gy aur account wash hony se bach jaay ga.
                • #23 Collapse

                  Re: Loss mein trade ko close na karen.

                  jiya mere Bhai bilkul sahi kaha aapane ki loss mein trade ko close nahin karna chahie mere Bhai dekhiae jaldbaji insan ki sabse badi dushman hai aapko koshish karna chahie sabar se kam karna hai lekin mere pass mein ja rahi hai to usko thoda time den market agar down ja rahi hai to ab ho jayegi aur agar aap ho rahi hai to down bhi jana hai usne mere pass hi thoda sabar se kam lenge to inshallah aapko trading mein achcha profit hasil hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss mein trade ko close na karen.

                    G Haan sabar sub sy Zaiyda zarouri Hy knu k jab ap trade open kartay hai tow shouro main wo loss main jate hay ais leay jaisay he loss main Jay aus ko close Na krain balkay wait krain knuk agar ap ny analising Kar k trade lagain Hy tow profit main lazme jai ge ais lzarouri Hy k ap soch samaj kar trading krain
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss mein trade ko close na karen.

                      Dear friends pak forex pay agr ap logo ny kam karna hy tu us k lay ap ko apny indr sabr pada krna hoga sabr krny wla hi as main kamyab ho skta hy thoerwise bgr sabr wla nii ho skta ku k as main agr ap ki tread loss main chli jaye tu us k lay ap ko sabr say kam lena hoga wrna ap loss main clos kary gay tu ap ka nuksan hoga jab ap tread ko hold kary gay jald bazi ni kary gay tu inshaAllah us Sayal ap ko loss bhi ni hoga humsha treading soch samjh k kary pory focus k sth properly work kry time day.....
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss mein trade ko close na karen.

                        Asalam o Alikum dear friends and dear members umeed ha kay ap sab theek hon ga forex aik bohat hi lajwab karobar ha jis ma kam karna ka liya hamy bohat zyada learning karna ki zarort huti ha aik achi learning sa ham aik achi kamyabi hasl kar sakta han es kam ko karna sa hamy kisis or kam karna ki zarort nai huti es ma hi hamy itni zyada earning hu jti ha es ma hamri sab sa bari galti os wakt huti ha jab ham markit ma kam karta han or losse huna lagta ha to ham es intzar ma bath jata hanka markit waps ay gi to ya bohat hi kam huta ha q ka jab markit apna trend badl lati ha wo waps nai ati es liya janb hamy losse hu hamy es closse kar dana hu ga aik zyada losse sa bachna ka liya
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss mein trade ko close na karen.

                          Trade open hone k bad kuch waqt k lie hamari trade loss me jati he is me profit ka wait karen aur trade ko loss me mat katen forex trading me har trade ko open karne k bad patience se trade ko open rakhen thora wait apko lazmi karna chahie is se hamare andar patience peda hoti he aur forex me patience hi success ka key factor mana jata he
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Loss mein trade ko close na karen.

                            Dear friends forex trading me hamye loss me trade ko close nhe krna chahiye is sy hamye nuksan ho ga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X