Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay
    Agar ham normal signals per bhi trade open ker lety hain tou aesy main hamain acha profit hasil nehi ho sakta lekin bara loss zarur ho sakta hai agar ham strong sell ya buy ky signals per trade open ker lain tou phir profit hasil hony ky chances bahot zyada hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

    Dear memberbs trading ma signals ki Bari zyada ehmiyat hai q k signal's ki base per ap kam waqt ma axha profit bana sakyy hain.market ma signal freely provide nahi kiya jaty hain. High probability wlay signals ki fee charged ki jati hai agr ap k pas knowledge hai tou ap khud market analysis kr k apna liye signal dhoondh sakty hain .lehaza jab koi strong signal received ho tab hi trade open krain
    ​BELIEVE IN YOURSELF!
    (Ahsan999)
    • #3 Collapse

      Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

      yes dear yeh baat theek hay k jub tak hamaray pass is markeet main main acha knowledge na ho jub tak hamaray pass is markeet main enter honay k liye aik strong opportunity na ho tab tak hamko is main koi bhi aisa risk nai laina chaye jo k baad main hamaray liye kisi mussebat ka bais na ban jaye is liye hmain is main kaam karnay k liye kisi jald baazi ka muzahir nai karna chaye balk sochtay samjhtay huvay is min kaam karnay ko ziada aehmait daini chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali lmran پيغام ديکھيے
        Agar ham normal signals per bhi trade open ker lety hain tou aesy main hamain acha profit hasil nehi ho sakta lekin bara loss zarur ho sakta hai agar ham strong sell ya buy ky signals per trade open ker lain tou phir profit hasil hony ky chances bahot zyada hoty hain
        Dear forex friend zayada signels per itemad nahi karni chaya aur khud se marlet ke analysis karni chaya aur marker ke analysis karne se experience hasil hoti he aur is se knowledge be increase hoti he aur jitna zayada knowledge aur ezoerience hasil ho he utna zayada earning be kar sake ge
        • #5 Collapse

          Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

          Ji bilkul trading k liye signals ka strong hona bohat zrori hota hy. Humy sab se pehly market analysis kar k proper strong signals k sath hi trade open karna chaiye es sy loss k chances kam ho jaty hen.
          • #6 Collapse

            Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

            deear friend gab ap ko bahteren singnal mely ap a smain tab trade karen kabhi bhi trade krny main gald bbazi nahi karni cahye as say ap ko kafi loss hioo sakta hy ur ap as main apny acount ko wash kar sakty hin apni her trade min lot ko kam use karn acahye as say hi ap bahtyeren erning k kbil ban skty hain ap ki mahnat ap ko forex main kameyab banaty hy
            • #7 Collapse

              Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

              My dear friend I agree with you completely aapane bahut important baat ki hai ki Pakistan Forex form meinbusiness karte hue Hamen bahut itihaas karni chahie Hamen chahie ke Pakistan Forex form Mein cost time koi bhi trade open Karen Jab Hamen senior ki taraf se koi achcha signal mile Hamen kabhi bhi khud Se Koi trade open nahin karni chahie aur na hi kabhi Koi tukky se trade lagani chahie isliye janab main aapki baat se full agree karta Hun Ki Pakistan Forex form meinbusiness karte hue Hamen hamesha satrangi signal milane per hi apne trade open karne chahie aur acche profit per apne trade ko close kar lena chahie trading ke liye Hamen bahut hi ahitaat krni parti haiJo log trading Mein achcha signal use karte hain vah hamesha achcha profit earn kar jaate Hain Jab ke Jo log jaldbaz hoty Hain ya phir lalach karte Hain vah hamesha kamyab nahin ho sakte
              • #8 Collapse

                Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

                Dear members forex trading me strong signal milte hi hamen trading karni chahie kiun k jab ap market ko ache se analys Karen aur dekh Len k trend kis taraf he to us waqt hamen trade open karne ka decision lena chahie ye cheez forex trading me bahut ahmiat rakhti he aur as a profession hamen is baat ki ijazat nahi hoti he k ham market ko analys kie baghair trading karen ye step hamen loss dene ka bais banta he safe aur secure trade open karne k lie hamen mehnat experience aur apni will power ko use karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

                  Hamen apni mehnat per bharosa Hona chahie jis baae per hunm trading karte Hain itni jyada ham mehnat karenge uska fal hamen jyada milega signal per yakin nahin karna chahie kyunki agar ham aaj signal per kam karte Hain shakal hamen pareshani hogi to cal hamen kisiko Forex trading ke bare mein nahin bata sakenge hamen apni mehnat per apni experience hai Forex trading co analyse karna aana chahie tha ki ham best traider ban sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

                    gi han strong signal hon tab hi trade open karna chahiye kyo ky aksar signal ghalat hotein hain jo loss detein hain ham on signal par trade lagani chahiye jin par hamein khud ko yakeen ho tab hi hamein trade open karni chahiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Strong signals hon tab hi trade open kerni chahiay

                      Market Mein trade ko open karne ke liye strong signal Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai agar best signals hai to use time hi aapko market Mein Apni trade ko open karna chahie Varna aapko strong signals ka wait kar ke market ko acche tarike se analysis Karte Rahana chahie aur use per acche tarike Se Nazar rakhni chahie

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X