Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi
    Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MrJohnny پيغام ديکھيے
    Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi
    Agar Ham starting hi Threads Se Karte Hain To Jab Threads ki limit Puri Ho Jaati Hai To fir Ham posting nahin kar sakte Kyunki limit Jab Ek Dafa a Jaati Hai To Uske bad posting restriction Ho Jaati Hai Hamen sabse pahle 50 post kar leni chahie Uske bad Hamen Threads create karne chahie Taki limit Nagar 50 post ki a Jaati Hai To Uske bad friends Jarur create ho sakte hain lekin posting Nahin ho sakti Hamen pahle posting Karni chahie Uske bad friends create karne chahie
    • #3 Collapse

      Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

      G han hum post se pehly b threads open kr skaty hain lakin agr ap post se pehly threads open krty hain tou forum ki tarf limit ka error anny k Chances hoty hain lehaza ma ap sab ko yehi suggest kro ga k pehly threads open na krian or threads open krny k liye pehly 2 3 , post zaror kr lein taki apko error. Face na krna pary.
      ​BELIEVE IN YOURSELF!
      (Ahsan999)
      • #4 Collapse

        Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

        dear friend post pahly kam say kam ap 5 kar lain as k bad ap ko thread karny cahyue qu kl pahlyu thread kkarny say baz dafa lenmet ka masla aa gata hy aur ap nay ges tarah say thread ki hy asi thread say ap ka noksan to hjota hy sath main ges ges nay as par reply kia hotya hy on sab ka noksan hot hy atni choty post nahi krty bary thred karny ki koshehs karen agar acha bones hasel karnm cahty hain
        • #5 Collapse

          Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

          Assalamu alaikum my dear friend post se pahle bhi Ham thread likh sakte hain ismein Koi khas issue tu nahin hai lekin ismein ek chij note ki hai ki Jab Ham posting se pahle threading karte Hain to usmein sometimes error aa jata hai mere sath kabhi kabhi yah hota hai lekin ismein yea Baat laazmi nahin hai ke Jo log ki posting se pahle threading Karen unke sath yah issue hua balki ho sakta hai unke sath yah issue Na huwa hokhuli Hawa Mein samajhta Hun Ki posting se pahle Ham thread likh sakte hain lekin usmein Hamen different situations ko dekhna parta hai aur ismein ek chij yah bhi note ki hai ki Hamen chahie ki thread open karne se pahle 2 3 posting kar leni chahie phir Hamen threading ki taraf Jana chahie
          • #6 Collapse

            Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MrJohnny پيغام ديکھيے
            Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi
            Dear forex member pal forex forum oer her dailt base per 50 posts kar dakte he aur is ke sat 4 thread be kar sakte he is waja se phele ya akher me thread karni chaya take dusre member is per posts be kar sake aur is thread se knowledge be hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

              Bilkul sahi hai aap post se pahle trade likh sakte hain aapko Is Pyar Hai Aap aapki Marji aap pahle likho ya bad mein likho freed likh sakte ho ho post Se Pahle aur Aisa Hi karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

                Jee Ham Sab per depend karta hai kis time aapane posting karni hai aur kis time thyroid post karna hai Hamen chahie posting aur thread Ek Sath post Karke apni mehnat per focus Karke apni quality of posting improve Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

                  Agar aap friend pahle post karte hain to 5 ki limit complete kar lete hain to is per kabhi kabhi aisa hota hai ki next friend per ho sakta hai form ki taraf se limit ka error a jaaye lekin use ki vajah se aapki Baki posting limit per Koi Fark nahin padta balak aap apni posting ki limit Puri kar sakte hain lekin jab aap Delhi ki 50 post se upar jaane ki koshish karenge to aap ko 24 ghante ke liye bahan kar diya jaega mere khyal mein bataya hai ki trade aur post ko milakar posting ki jaaye any har 10 post ke bad ek thread laga de tu is tarah 50 post ke sath 5 thread bhi ho sakti hain aur darmiyaan mein aapki logon ke sath bhi interaction mein rahenge is tarah aapko achcha Christmas bhi milta rahega Baki logon ko yah idea ho jata hai ki aap unko bhi respond kar rahe hain to aapki trade per bhi jawab aate rahenge yah sabse achcha tarika ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

                    Market Mein post se pahle bhi thread likh sakte hain Iske pahle likhane Mein Koi Bhi is Nahin Hota market Mein Apna Kam Kisi bhi time aur kar sakte hain market mein aap ko post aur trades Ko Bus informative Banakar share karna chahie tha ki aap isko Jab banae to Iske jariya se aapko nuksan na ho balki aap Achcha bonus Hasil kar sake
                    • #11 Collapse

                      Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

                      Hn G bilkul posts sy pehly threads likh sakty hn koi masla nh ap threads lgany sy pehly agar 5 posts write kar den tu behtar rahy ga kiunkeh aksar aisa hota hy keh threads agar pehly laga den tu limmit wala notification a jata hy posts pori 50 nh howi hoti notification pehly a jata hy tu esi liya agar ap pehly 5 posting kar len us ky bad ap threads laga den tu ziyada behtar rahy ga dear friends mein AAP Sab Ko Yahi batana chahti hun ki aap Jab Bhi Threads open Karte Hain To acchi trades Lagaya Karen Jo informative Ho juniors ko fayda de Aisi Threads create Kiya Karen copy na Kiya Karen thread ko dear friend se Asi trades delete Ho Jaati Hain tu bhitare ki ki acchi traders open Karen Jahan per juniors Ko fayda Ho Aur vah aapki trades ka Achcha jawab De Saken Jitna Jyada copy wali trade Hogi FIR posters bhi copy wali Ho Jaati Hai Ek Jaisi post karne paper account bhi band ho Jaate Hain Aur Ek Jaise Threads open karne se bhi account Band Ho Jaate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

                        Asslam-o-alikum umeed hai aap sub forex members khaireyat se hon ge' g han dosto pakistan forex main post sey pehle ham thread bh e lekh sakte hain iss main koi harj nahin hai hum ek apne ek khass tarteeb main chleen to hamin faida hai thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

                          Slam friends kase ho ap main umeed krta hn ap kheriat se hngy or forex Mai Kam kar rhy hngy or acha bonus gain kar rhy hngy or trade laga rhy hngy . Beshak forex bht acha business hy jis Mai ààp jitna mehnat karyn gy utna apko acha bonus mily ga or apko utna acha profit mily ga . Dosto informative post Karni chahye , threats nahi karni chahye es se bonus acha nahi milta ..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Post say pehle b threads likh salty hain koi masla nahi

                            Ap ka question buhat important ha is liya mein app jo detail se bata deta hon.Hum kp daily ki 50 posts karni hoti hain jin mein 46 comments hain aur 4 new threads.Ap ko chahiya ap pehly 46 comment krein aur us kay bad apni 4 threads banein khunky aksar asa bhi ho jata ha agar ap pehly threads bna lety hain tu bad mein ap apni posting nhai kar sakty .Asa masla bhi ban jata ha is ka bhi app ko pta hona chahiya khubky agar ap apni posting complete nhai karein gay tu app ko bonus bhi kam hi mily ga is liya pehly comments kiya krein us kay bad 4 new threads bnaya krein .Threads sirf 4 hain un kay liya koi zada time bhi nhai lagta

                            اب آن لائن

                            avatar Ayeza
                            avatar Sno
                            Working...
                            X