Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?
    Lot size ki selections he risk ko increased aor decrease karti hai jab ziyada risk liya jata hai tho lot size ko be increase kiya jata hai jesko waja say profitability be barh jati same osi tarha agar risk ko kam rakna ho tho lot size ko kam raka jata hai aab ye depend karta hai trader par kay wo kitna riak efford kar saktay hai agar balance acha hoga tho ziyada risk liya jata hai aor agar balance kam hoga tho kam risk liya jata hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

    Sahe bat ki hay ap nay agar risk tab he increase and decrease hota hay jab lot size kam ya zeada hoti hay kyn kay agar lot size zeada ho ge to risk increase ho ga aor agar lot size kam ho ga to risk decrease ho ga hamen chaey kay risk usi time len jab account aisi sorat men ho kay ham ko loss ho bhi jaye to account wash ni ho ga other wise risk mat len bonus bahot mushkil sy collect hota hay hamara time spend hota hay aor mushkil sy ham time nikal kar bonus collect karty hen isi lye hamen chaye kay risk management sy kam karen.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

      Forex method lagate waqt hamen is baat ko dhyan mein rakhna chahie ki lot size Jyoti se chota lagaen large size jitna chhota hoga utna initial trader ke liye best hota hai kyunki account mein investment thodi hony ki vajah se market mein thodi si bhi HAL Chand se hamara account vas Ho jata hai is vajah se a agar lot size choti ho to market ki thodi bahut halchal se mare count was hone se bacha rahata hai aur kam jyada value thodi hoti hain hamen lost bhi kam hota hai hai usi tarah profit bhi kam hote nikal tension mein kam profit insan ko booster karte hain aur strong banate hain
      • #4 Collapse

        Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

        Assalamu Alaikum dear ji aapane sahi baat ki hai lot size aap Jitna Jyada Lete Hain risk bhi aapko Kitna Jyada Hota Hai aur ismein fayda hai aapko profit bhi Itna Jyada Hota Hai I think lot size Apne experience ko Dekhte hue Lena chahie agar aap acche trailer hai to aap Jyada lot size use kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

          ge han lot size se hamari trade ka risk barh bhi jata hai aur km bhi ho jata hai.agr big lot size ka use kren to profit bhi acha mil sakta hay aur agr trade nuqsan mein chali jaye to acciunt bhi wash ho sakta hai.is leye trading se pehlay lot size ko soch samjh kr chose kiya krein.
          • #6 Collapse

            Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Lot size ki selections he risk ko increased aor decrease karti hai jab ziyada risk liya jata hai tho lot size ko be increase kiya jata hai jesko waja say profitability be barh jati same osi tarha agar risk ko kam rakna ho tho lot size ko kam raka jata hai aab ye depend karta hai trader par kay wo kitna riak efford kar saktay hai agar balance acha hoga tho ziyada risk liya jata hai aor agar balance kam hoga tho kam risk liya jata hai
            dear aap jitna Bada lot size lagayenge utna hi jyada risk lenge agar aapka lot size jyada ho to agar trade aapki ki Randi ki direction main ja raha ho to aapko jyada profit Ho Gaya lekin agar aapke against ja Raha Hai to fir aapko log bhi bahut jyada ho sakta hai aur isase account wash hone ki bhi chances Hai to Hamesha apne account ko dekhkar lot size lagaen agar aapka account small Hain aapke pass balance kam hai to small lot size lagaya Karen.
            سرکار
            • #7 Collapse

              Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

              Dear members hamein kam say kam lot size ka risk lena chahye is say hamein profit hoga jab ham lot size ka zeda risk lety hein to ye hamein lose ki traf lay jati hai is liye greed say door ho kay kaam karna chahye jab hmary andar zeda ka lalch ajata hai to ham kabhi bhi zeda bonus hasil nahi kar sakty hmaein market ki movements kay hisaab say trade lgani chaye isi traha ham trading mein kamyaab ho sakty hein .
              • #8 Collapse

                Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

                hanji dear yei forex main aham kirdar ada karti hai agar ham lot size ko bara rakhty hain tu hamra risk bharta jay ga or loss kay chances bharty jain gay or agar ham apnni lot ko chota or kam rakhty hain or hamen risk kam uthana parta hai is le hame chaea kay ham isko kam hi rakhen is say yei hoga kay ham lot size say kam tu kma sakty han laikn khrab nahi kar skaty hain is lea hamen chaea kay ham jitna bhe kam karen save trading karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

                  assalamualaikum..ji Han dear bilkul forex forum per trading kerty wakt apki lot size bht matter kerty hai..apki lot size apki trade ko profit aur loss dono Dilla sakti hai .agr apka account bonus km hai aur AP lot size zeada rakhty Hain to apka account wash b ho sakta hai..lekin aagr apka lot size apk account bonus k mutabik ho ga to apko profit Mily ga inshallah..
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                    Lot size ki selections he risk ko increased aor decrease karti hai jab ziyada risk liya jata hai tho lot size ko be increase kiya jata hai jesko waja say profitability be barh jati same osi tarha agar risk ko kam rakna ho tho lot size ko kam raka jata hai aab ye depend karta hai trader par kay wo kitna riak efford kar saktay hai agar balance acha hoga tho ziyada risk liya jata hai aor agar balance kam hoga tho kam risk liya jata hai
                    Salam dear members g bilkul humy kbi bhi esi lot ni lgani chaiye jis sy humy loss ho isliye bhut zroori hai zaida se zaida learning kren isi me hi apka faida hai jtna zaida learn kren gy kamyab hongy .. isliye mehnat krna kbi bhi na choreen aj ni to kl apko zrooor profit hoga inshAllah kamyab hongy ... mehnat krna ni choren agr ap kamyab hona chahte hn to ...humeshaA small size ki lot lgayen is main apko faida hoga ...
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

                      bilkul forex main lot size pay bhi hamra risk ziadaa ya kam hota hai ager hamri lot size kam hai tu hamra risk bhi kam ho ga aur reward bhi kam ho ga aur ager hamri lot size ziada hai tu hamain jab loss ho ga tabb bhi ziada ho ga aur ager profit ho ga tab bhi ziada ho ga is lea ham ko is lea ap ko ap ky account balance ky hisab say trading karni chahye aur money mangement ky mutbaik kam karna chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

                        Trading karte hue kam hai Yad Rakhna chahie ki Ham market ko Kis Tarah istemal karte hain isliye Hamen chahie ki Ham Apna lot size money management hisab se use Karen Agar Ham Apna lot size money management ke hisab se Lagate Hain To yakin Jaane aap forest market Mein Kabhi Bhi loss Nahin Karenge isliye Hamen Hamesha market wale ise karke hi trade open Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

                          lot size ka istemal members ke liye bahut jyada important hai aur yah members ko soch aur samajh Kar Hi karna hota hai aur aise members ke Jo is ko bahut hi jyada acche se kar lete hain UN members ke liye trading karne mein bhi koi problem nahin hoti yahi vajah hai ki members ko jyada loss nahin hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                            Lot size ki selections he risk ko increased aor decrease karti hai jab ziyada risk liya jata hai tho lot size ko be increase kiya jata hai jesko waja say profitability be barh jati same osi tarha agar risk ko kam rakna ho tho lot size ko kam raka jata hai aab ye depend karta hai trader par kay wo kitna riak efford kar saktay hai agar balance acha hoga tho ziyada risk liya jata hai aor agar balance kam hoga tho kam risk liya jata hai
                            Ge ha forex friend lot size ke istimal larne se loss ka be kjatra kam hoti he is waja se her tread per lot size ka kam se kam lot size ke treading karni chaya is se fayada kam hoti he aur loss be kam hiti he
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size risk ko increase aor decrease karti hai?

                              hello friend hai ki mere Bhai aapki jab aap trade lagane lagte Ho to mere Bhai is time aap ke screen per option aata vahan per aap increase or decrease kar sakte ho kam ya jyada kar sakte ho and iske bad mere bhai koshish Kiya karenge starting apna lot size kam rakhen tha ki agar aapko loss hota hai to jyada loss Na Ho aapka kaun wash hone se bajaye in mere Bhai hamesha lalach se dur rahe hain kyunki Lal ki sabse badi dushman hai aapka account wash ho sakta hai bahut bada sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X