trading kay mamly main khud par yaken karna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading kay mamly main khud par yaken karna.
    hello all dear forum members main ap ko yei kahna chahti hon kay trading kay mamly m ain kabhi bhe ksis par yaken nahi karna chea kyun kay agar ham trading kay bary main sab janty hian tu ham ko chaea kay hm khud trade karen or is masly main ham ksi par bhe bhrosa na karen kyun kisi kay hath say ziada insan ko apnay kam kany par yaken hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

    yes dear ap ki bat thek hai forex main ager ap nay success hona hai tu ap ko khud par yaken kar ky tardinng karni ho ge phir he ap is business main achi success hasil kar skaty hain aur is business main ap ko achi output milti hai ager ap is main fail hon gay tu ap khud par yakeen na akrny say hon gay is lea khud par yakeen rakh forex main business karain,.
    • #3 Collapse

      Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

      Dear member aap nay theek kaha kay jab bhi ham trading karty hein hamein hmari mehnat par pora yakeen hona chaye jab tak ham confident ho kar kaam nahi karty tab tak ham kamyaaab nahi ho sakty is liye jab tak hamein apny aap par yakeen nahi hoga ham kabhi profit hasil nahi kar payein gay market mein full confidence kay sath kaam karein in shaa allah zaror kamyaab hongay jab ham apny kaam mein over confident ho jaty hein to ye hamein lose ki taraf ly jata hai is liye mehnat or lagan kay sath kaam krein or successful hony ka yakeen rakhein.
      • #4 Collapse

        Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

        Jin logon men self confidence ki kami hoti hey woh khud pe depend nhi kartay iss liay woh kamyab traders nhi ban saktay kiun k woh her waqt dusaron pe depend kartay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir khud pe depend karen aur khud hi trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

          Forex ka kam shuru karne ke liye hamare apne upar bahut jyada billi hona chahie apne andar jyada se jyada confidence hona chahie aur ham jo bhi kam Karen uske bare mein hamara yahi khyal hona chahie ki yah achcha se achcha kam hai...
          Just believe in yourself..
          Forex metre reading ke dauran Ham dusron se bhi help Le sakte hain lekin agar Ham apne upar yakin nahin rakhte to hamen main is Surat mein loss a sakta hai...
          • #6 Collapse

            Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

            forex main hum es main tradiong kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main den main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty haun our hum es main kam kar kay hum es main ache learning be hasl kar skty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be hasl kar skty hain our forex kbe be na bnd hoany wala busienss hain
            • #7 Collapse

              Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

              Forex 1 International and world by business hai yah bahut famous ho chuka hai Ham ismein online work Karte Hain aur acchi earning kar sakte hain Humko trading karte hue Khud per yakin Rakhna chahie Hamen Khud par Yakeen Hona chahie aur Humko Forex mein jyada Se Jyada hardworking Karni chahie hard-working Forex Mein Kabhi waste Nahin Hoti Hai Agar Ham Forex Mein hardworking Karenge To Ham Forex Mein successful ho sakte hain Forex Mein hardworking ke bagair kamyabi Hasil Nahin ho sakti
              ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
              • #8 Collapse

                Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

                Sahe bat ki hay ap nay dear agar ham khud sy he mhnat kar kay kam karen aor us say earning ho to khushi bhi zeada milti hay aor etimad bhi bahal hota hay aor jo income hoti hay wo bhi 100% apni hoti hay us men sy kisi ko share ni dena parta ab jo log signals pay trading kartay hen ya phi accounts kisi aor dy dye hen to wo unhe monthly fees dtay hen to ye bhi ek tara ka loss he huwa na agar ham ye sab khud sy karen to sara profit apna ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

                  g bilkul ap ny theek kaha bhai. Hmy hamysha apny per trust krna chahye jb hm khud per trust kryn gy to hi hm kamyab ho skyn gy. q k jb hm apny uper ykeen ker k trading krty hian to hmy boht profit milta hai. mein ny jb bhi forex trading mein trade apny uper bhrosa ker k lgai hai to hmysha kamyabi haisl ki hai or jb bhi mien ny kisi or k signals per trade lgai hai to mujhy boht nuksan hota hai . aik dfa to mein ny aisy kisi k kehny per trade lgai to mera sara nuksan hogya mujhy lga k market nechy aygi or inhi chkron mein mein wait krti reh gai or mera sara account wash hogya. is k bad sy mein ny yeh socha k mein ny kabhi bhi kisi or signals per trust nehi krna , mein ny hmysha apny signals ko follow kia krna hai. or ab meri kamyabi ka raaz yahi hai k mein hmysha apny signals pe rtrust krti hun or kamyab hoti hun.
                  "Dream bigger. Do bigger"
                  (mahroosh)
                  :1f607:


                  • #10 Collapse

                    Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Kinzasarwar پيغام ديکھيے
                    hello all dear forum members main ap ko yei kahna chahti hon kay trading kay mamly m ain kabhi bhe ksis par yaken nahi karna chea kyun kay agar ham trading kay bary main sab janty hian tu ham ko chaea kay hm khud trade karen or is masly main ham ksi par bhe bhrosa na karen kyun kisi kay hath say ziada insan ko apnay kam kany par yaken hota hai.
                    Ge ja forex friend forex treading le lya bhit he fress signels milte he jis per zayada trust nahi karni chaya bulke market ke khud he analysis karni chaya ager market ke analysisbkare ge to experience be jasil ho ga aur earning be kar sake ge
                    • #11 Collapse

                      Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

                      self confidence bahut jyada important hai aur yah har EK member mein hona chahie kyunki jab members ke andar self-confidence nahin hoga tu is tarah Se unko kam karne mein koi bhi acche se help nahin milegi aur yahi vajah hai ki vah acche se decision bhi nahin Le sakte hain kyunki on my confidence nahin hota aur trading ke liye confidence ka hona bahut jaruri hai
                      • #12 Collapse

                        Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

                        G hy bilkul hm treading kr Ky bht hi acha paisa kama skty hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra market ko achy sa semjh achy sa analysis kra mouvmnt ko semjh tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitna acha signl ka intkhb kra ga utna hi kamyb Ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

                          G bilkul kisi b form men successful hone k liye khud py yaqeen hona zrori hy q k jab tk ap mintly mazboot Nahi hon gy tb tk ap achi trading b Nahi kr paen gy r na Kisi form py successful ho paen gy r trading hamesha Soch smj kr market dakh kr r khud par yaqeen rakhty huye k men Jo trad laga raha hon ye waqia thek hy .
                          • #14 Collapse

                            Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

                            G han aap nay theek kaha kay jab bhi ham buying and selling karty hein hamein hmari mehnat par pora yakeen hona chaye jab tak ham assured ho kar kaam nahi karty tab tak ham kamyaaab nahi ho sakty is liye jab tak hamein apny aap par yakeen nahi hoga ham kabhi income hasil nahi kar payein gay market mein full self belief kay sath kaam karein in shaa allah zaror kamyaab hongay jab ham apny kaam mein over assured ho jaty hein to ye hamein lose ki taraf ly jata hai is liye mehnat or lagan kay sath kaam krein or profitable hony ka yakeen rakhein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading kay mamly main khud par yaken karna.

                              dear members Agar Hamen Forex Mein kam Karna Hai To Hamen self-confidence Jarur strong Rakhna hoga aur Agar Ham Forex trading kar rahe hain to uske liye hi confidence Ka Hona Khud Par Bharosa Ka Hona bahut hi jyada jaruri hai Kyunki Hamen Aksar trading mein nuksan ho jata hai aur ham Agar nuksan se batana Chahte Hain To uske liye lazmi hai ki self-confidence Ho Hamare andar tabhi Ham Kamyab ho sakti hain Jiske andar confidence Nahin Hota vah kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta aur loss hone per Pareshan ho jata hai isliye lazmi hai ki agar Ham forest Mein kam kar rahe hain aur Ghas ka trading kar rahe hain to hamare andar self-confidence bhi ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X