Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?
    Aksar hum musalsal trading kay saath linked rehtay hai es say mind par kafi ziyada boj banta hai aor aksar hum stressful hojatay hai tho maira yahe suggestion hai kay kuch time kay leye trading say waqfa be zarore hai taakay apka mind relax hojaye aor aap fresh hojaye aisa naho kay musalsal trading say aap anxiety waghaira ka shikra he hojaye es leye relaxation be buhot zarore hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?

    Dear friend main aap kis baat se Gai nahin karta Kyunki agar aap trading ke dauran backfire gap Lenge to definitely aap apne knowledge core experience ko loss kar doge Kyunki Jab aap ek Kafi Uske bad dubara join karte hain to Aapka temperament aur aap customer na loose hoti kya hota hai aur aap ek acche trader Nahin ho sakte to iske liye main Yahi khaunga ke Jitna ho sakta hai constantly aur consistency ke sath Forex trading ke andar trade Karen Taki aapko Hamesha Iske benefit Milte Rahe
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?

      g han bhai jan ap ny boht achi bat kahi hai forex main apko apny kam main wakfa bhi chahye q k yah apki sehat k liye acha hota hai jub ap trading yah forex main he apna kam karty rahty hain tu apki sehat bhi khrab ho jati hai aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu mahnat k sath aram bhi karen or wakfa bhi len jis se ap acha kam kar skty hain sehat ka bhi khyal rakh skty hain or apni trading ko bhi enjoy kar skty hain
      Last edited by ; 29-06-2020, 04:14 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?

        Yes. Forex ma zayada trading ma loss k bhot zayada chances hotyn hain. Forex trading ma hamy hamesa achy entery point ki talash karni chahe. Forex trading ma jb acha entery point hasil ho jae to hamy foran trade ma in ho jana chahe. Forex trading ma loss k chances bhot zayada hotyn hain ye hamy yad rakhna chahe.
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?

          Trading ky doran mind py acha khasa pressure hota hy isliye intehai zaruri hy ky har trade ky baad break liya jaay taky mind ko fresh hony ka moka mile or dobara trade karne ky liye new strategies py amal ho saky. Na kam traders ke ye sabse bare kamzori hy ky wo loss hoty he break nahi lety or over trading karte jiska result tou same he rehta loss mein. Isliye achi trading or profit hasil karne ky liye zaruri hy ky break liya jaay jisy confidence bhi stable rehta.
          Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?

            Dear Forex trading mein aapko chahie kya aap ismein bahut hi Soch Samajh Kar kam Karen aur ismein aapko chahie ki aap ismein relax mind ke sath aur bilkul tension free hokar kam Karen aap Agar ismein thoda time refreshment Karenge to aapko ismein jyada fayda ho sakta hai Kyunki agar aap musalsal market ko Dekhte Rahenge to ismein aap kabhi bhi koi bhi galat decision Le sakte hain uske liye best hai ki aap ismein relax hun aur thoda market Ko Dekhkar trade lagaen usse aapko Jyada fayda Hoga aur aap isase Achcha profit Hasil kar sakte hain agar aap musalsal kam karte rahenge to aap ismein jaldbaji Mein Koi Bhi ya tension Ki Surat Mein Koi Bhi galat trade Laga sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?

              hamy kam karny kuy har aik rules ko pora karna chahey hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey hum is mai aik din mai aik account mian 24 ganty he kam kar sakty hai hamy day main he kam ko pora kar lyna chahey hamy kam ky sat ky apne health ka be keyal rakna chahey agar hamare health sahe nahe ho ge to hum be meyare or information wala nahe kar saky gy
              الحمد لله رب العالمين

              • #8 Collapse

                Re: Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?

                yes ji han dear friend trading kay layay ap ko chayay ap is main kuch time kay layay is main waqfa bhi lay lain agar ap is main achy say kaam kar rahy hain to ap ko chayay ap is main karty rahin aur ap is kay baad trade main kuch time kay lalay apa is main waqfa bhi lay lain agar ap is main time delay kar lain gay to ap is main achy say kamyb ho jain gay dear friend is kay layay ap ko chayay ap is main achy say mehnat karin aur is main achy say kamyb ho jain gay dear friend
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?

                  Actually bat ye hy k market 24 hrs open hony ka maqsd ye tu ni hy k hm 24 hrs trade e krty rhen no. Han market ko learning purpose k lye focus zrur krn pr hr wqt trade na lgain . Hr wqt jo trading krty rehty uska faida ni loss huta hy . Din me aik ya 2 trade Len wo b market k fundamental analysis aur technical analysis ko read krny k bd jb koi acha signal aur achi news hu tab .
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mai kuch time kay leye waqfa be zarore hai ?

                    Ji aapane sahi kaha hai hamen Forex trading mein abhi karna chahie ismein Sara Din Kam nahin karna chahie hamen jinke aur kam bhi karne hote hain isliye Ham isko Sara Din bhi use nahin kar sakte Ham is ko timetable banakar time den is se hamen hi faida hoga agar Ham ismein Sara Din kam karte rahenge hamen nuksan hoga Forex online business Ham kam karke bahut acchi earning kar sakte hain hamen ismein apni kamyabi ke liye ek time table banana hoga aur use timetable ke mutabik Hi Kam karna hoga inshallah FIR Ham bahut jaldi Kamyab Ho jaenge.

                    Never Lose Heart.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X