Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai
    Dear Forex members Forex trading Mein Hamen Hamari mehnat ki vajah se kamyabi milati hai agar Ham Dil lagakar kam karte hain focus at working karte hain Apne kam ko best banate hain Achcha knowledge experience and karte hain proper time investment ke sath apni working Karte hai aur money management ke sath kam Karte Hain To Hamen Jarur kamyabi milati hai aur ham acchi earning kar sakte hain aur Forex Mein Kamyab ho sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Malikawais پيغام ديکھيے
    Dear Forex members Forex trading Mein Hamen Hamari mehnat ki vajah se kamyabi milati hai agar Ham Dil lagakar kam karte hain focus at working karte hain Apne kam ko best banate hain Achcha knowledge experience and karte hain proper time investment ke sath apni working Karte hai aur money management ke sath kam Karte Hain To Hamen Jarur kamyabi milati hai aur ham acchi earning kar sakte hain aur Forex Mein Kamyab ho sakte hain
    Assalamu alaikum dearaapki baat bilkul theek hai ki Forex trading mein kamyabi hamari mehnat per depend karti hai jitna Ham se jyada mehnat karenge utni hi jyada hamen Kya main bhi milegi so for good success we have to learn and we have to gain knowledge about trading and so many factors.
    مرشد
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

      g han dear ap ny bilkul sahi bat kahi hai forex main aghr hum kamyab hona chahty hain tu hmain mahnat krna hogi or aghr hum mahnat karen tu he forex main achi earning kar skty hain or kamyab ho skty hain mahnat se apki trading ability bhi gain hoti hai or apko experience bhi milta hai es liye apko chahye k ap apni trading main soch smjh kar apni trading karen jis se ap kamyab ho skty hain jald bazi main kbhi bhi trading na karen aghr ap jald bazi se apni trading karengy tu apko kbhi bhi profit nahi hoga
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

        hum par ttime be kam kari sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apn boss pa h hoty hain is jasa koi or buisness nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

          Forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamari mehnat bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen zyada se zyada work karna chahie aur forex mein hamen hard work ke sath apni mehnat jari rakhni chahie aur forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie jisse forex mein hum jald hi kamyab ho sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

            humare mahant he humare kamjabe ka raz hain our humain es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es mian sucess ho skty hain our hum es main den mnain be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our huamra account be wash ho jay ga
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

              Dear friend aap ki baat bilkul theek hai forest mein kamyabi hamari mehnat per department karti hai lekin uske liye jaruri hai ki ham reading ke bare mein achcha knowledge cancel Karen aur iske bad hi trading open Karen kyunki jab tak hamare pass achcha knowledge or experience mein hi hoga isase hamen koi bhi fayda nahin hoga
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

                kamyab ho jana har EK member per khud Hi depend karta hai ki vah yahan per kitna jyada time de raha hai aur vah kitna jyada kam mein interest le raha hai lekin kafi aise members bhi hain ki jo yahan per acche se kam nahin kar rahe hote aur jyada interest bhi nahin le rahe hote yahi vajah hai ki vah apne kam mein kam jab nahin hote members ko chahie ki vah successful hone ke liye apni planning ko best kar len
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

                  ji han bilkul hamen Forex trading per mehnat Karni chahie vahan per kamyabi hamari mehnat per hi depend karti Hai hamen Dil laga kar kam karna chahie aur mehnat Karni chahie Ham jitni jyada mehnat Karenge Forex main utna hi acchi Tarah Se learning kar sakte hain hamen jyada Se jyada mehnat Karni chahie Dil laga kar kam karna chahie tabhi Ham soch samajh Ke trading lagaenge tab hi profit Hasil hoga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

                    forex mein kameyabi hamari mehnat pe hi hoti hai ke ham mehnat kitni karte hain agar ham achi mehnat karte hain to ham kameyab hote hain agr ham mehnat theek kar lete hain to ham loss kar ke bhi earn kar sakte hain aur ham kameyab ho sakte hain lekin agar hmain knowledge nahi ho ga to ham greed karian ge aur apni achi earning ko bhi loss kar dain ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

                      Aslam o Alaikum bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa honga,forex aik online karobar ha jisy ham apna garo ma bath ka kar sakta han ya aik lajawab business ha asa koi nai ha jo hamy gar bathy inti zyada earning da forex ma kam karna ka liya hamy zyadas a zyada learning ki zarort huti ha asi markit ma kamyabi hasl karna ka liya hamy apni mehnat sa kam karna hu ga mehnat karna wala asi markit ma kamyabi hasl karta ha es liya asi markit ma hamy agr kisi chiz ki zarort ha to wo mehnat ha ham es ma jitni zyada mehnat karta han hamy otni zyada kamyabi hasl huti ha markit ma kamyabi ka sara depend ghamri mehnat pa huta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

                        agar Ham Forex mein kamyabi hasil karna chahte hain acha profit hasil karna chahte hain acchi earning hasil karna chahte hain to hamen mehnat Karni hogi kyunki without mehnat ki Ham kabhi bhi kisi bhi kaam mein kamyabi hasil nahin kar sakte kamyabi just mehnat aur learning ke sath hi possible hai Jab Ham mehnat karte hain Kisi kam mein interest lete hain apne kam ko Puri mandari ke sath struggle ke sath karte Hain to Ham uska main zarur kamyab hote Hain pura akshar ka bahut hi acchi earning dene wala business lekin ismein vah log kamyab hote Hain Jo mehnat karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

                          Aapane Sahi Kaha Forex per kamyabi Hamari mehnat per depend karti hai jo person apni life ke andar Apna tigit achieve karta hai wahi Forex Park Kamyab hai because Forex aap se aap ka time Mangta Hai To Ham Sab Ko chahie Apna time ho raha hai per invest Karke kamyabi Hasil karne ke liye continue koshish karen iske sath Hamen dusron se bhi help leni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

                            hum trading kar ky pasia kama sakty hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain yai aik legal business hain hum is mai mahnet karty hain to hammy kamybe hasial ho jy ge hum is mai apne marze s time tbale bana kar kam kari sakty hain is mai hum apny boss ap he hoty hain yai ak world wide business hain is mai humapny boss kud pa he hoty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading Mein kamyabi Hamari mehnat par depend karti hai

                              Gee han dear friend ape ki bat bilkul thek hai ke forex mein trading humari mehnat pert depend kerti hai. Hum jitni zyada forex mein mehant ker ke demo account ke zarriye ache se ache knowledge aur experience hasil kare tabi hum is mein ache tarike se kam ker sake ge. Jitna zyada humare pas experience ho ga us ki bunaid per hum utni hi ache profitable trade lagae ge jis se hume ahca profit hasil ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X