Learning ki koshish earning ki zamanat hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning ki koshish earning ki zamanat hy
    Mery Aziz forum k members forex trading main learning p kafi zor dia jata Hy her forum p aur yehi Sach aur haqeeqt Hy k learning ka process zaroor poora krna chahiy Jo members adhoora learning ka chapter seekhty Hain unko trading main ziada issue aaty Hain agar ap chahty Hain k ap Forex trading main lagatar earning kro aur loss na ho to learning ki poori kitab aik dfa zaroor mokammal kro iska apko bahut ziada faida ho ga aur ap mokammal ehtmad k sath trading perform kr Pao gy inshallah
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

    hamy earning gain karny ky luye hamy learning gain karne ho ge hum is mai mahnet karty han ti hamy kamaybe hasail ho jy ge forex ko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai bager baalcne acount bana ke be kam kari sakty hain is ko samjna aik din ka kam nahui hain hum ismaiagar lalachi ban ky kam kartry hain toi hamara account bad ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
      Mery Aziz forum k members forex trading main learning p kafi zor dia jata Hy her forum p aur yehi Sach aur haqeeqt Hy k learning ka process zaroor poora krna chahiy Jo members adhoora learning ka chapter seekhty Hain unko trading main ziada issue aaty Hain agar ap chahty Hain k ap Forex trading main lagatar earning kro aur loss na ho to learning ki poori kitab aik dfa zaroor mokammal kro iska apko bahut ziada faida ho ga aur ap mokammal ehtmad k sath trading perform kr Pao gy inshallah
      Apne thek kaha haumi jn tak hum learnin nhi krte earning kese ho sakti hai Hum log yahan pe Phle to learning kren knowledge le expereince gain kre aur khud trade open kren take hum khude e age chal kr future main kam kren Mahant krna buht e zarori hai jb hum mahant krnege kamyabi zaroro milegi
      • #4 Collapse

        Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

        Assalamu Alaikum dear Forex friend Forex per Vahi Lo Kamyab hote hain jinko Forex ki learning hoti hai jinko Forex ka Achcha experience Hota Hai isliye Hamen chahie ki Ham jitni jaldi ho sake utani jaldi Forex ki learning kar len Iske techniques ko samajh len Taki Ham kam se kam mistakes Karen aur Hamara zyada Achcha amount bane jitni zyada aapke learning Hogi Itni zyada aapki earning Hogi
        • #5 Collapse

          Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

          G han dear member mein aap ke baat sy ittefaq karta hon ky behtreen earning ky liye quality ke learning ke zarurat hy. Forex na easy hy na he hard ye risky business hy or is mein kamyabi ky liye learning hogi tabhe knowledge or experience mein izafa hoga or yehi wo factors hain jiski wajah sy newbie convert hota hy professional trader mein jahan wo dusre newbies ky liye trademark banta hy.
          Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
          • #6 Collapse

            Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

            Trading mein experience increase krny k liye learning kabhi rukni ni chahiye kionkeh market ka behaviour waqt k sath change hota rehta hy jis mein traders ko us k mutabik run krna hota hy is liye learning bht important hy jis mein daily kuch na kuch seekhny ko mil jata hy traders ki koshish unko trading mein kamyab banati hy.
            • #7 Collapse

              Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

              Forex mein achi earning ke liye achi learning ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein earning se pahle jitna ho sake hamen apni learning ko increase karna chahie kyunki forex mein jitni achi hamari learning hogi forex main hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain aur itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

                Forex ek achi earning denay wala best online platform hai.
                Hello dear memberb. Kaisy hain ap sab log umeed krta hn k ap sab log khairiyat se honge aur apni trading ko enjoy kr rye honge .kaffi sary logo k dil ma ye sawal zaror atta hai k forex ek scam tou nahi ya forex se hum axhi earning nahi kr sakty lakin ye bat bilkul ghlat hai or ma isky khilaff hn agr ap log aisa souchty hain tou ajj hi apni souch kk tabdeel krian .meray opinion k mutabik forec ek bohat axha or achi earning denay wala best online platform hai q k is ma ab bina initial investment k b kam shuru kr sakty hain.internet or b kaffi online earning k platform available hain k lakin forex un sab ma se best platform hai.lehaza is ma mehnat krian ta ki ap is ma zyada se zyada profit earn kr skaien shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

                  Ji aapane Sahi Kaha Job person learning Apne increase karta hai vah hi apni life ke andar Kamyab hota hai so Ham Sabko chahie Apna focus apni learning Dena chahie aur mehnat Karke kamyabi Hasil karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

                    Dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai learning ki koshish karne ki zamanat hai Forex trading mein agar acchi earning karni hai to Jyada Se Jyada learning Karen learning Karenge to acchi earning kar Sakenge isiliye learning karna zaruri hai learning ke bagair earning Namumkin Hai isiliye Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Forex trading ka experience aur knowledge gain Karen aap aur isiliye mehnat aur Himmat ke sath kam Karen aur daily time invest Karen
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning ki koshish earning ki zamanat hy

                      Off course ISI tarah Jo bhe bnda apnii zindagi mn koshish karta Hy wo kabhi bhe nakam nhn hota Hy Kun k wo bndy nakam hotey hny Jo bndy kabhi Kashi nhn karty mery kahayl k motabiq Jo kamyabi ki zamanat koshish or mehnat Hy Kun k agar Jo bhe bnda kamyabi hasil karna chata Hy wo apni Kam ko mehnat or himmat k sath karty hny wo hamesha kamyab hotey hny Jo himmat k sath nhn karty hny wo nakam hny..

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X