trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen
    hello dear frineds trading me emotion or jazbaat par kabu rakhna he hamari kamyaabi hai agr ham apne emotions par kabu nahi rakh sakte hai to ham koi na koi na koi bari galti zaroor kare ge jiss e bare nuksaan ka kdsha ho sakta hai is lie hame chahiye k trading ko smjh bojh k sat kare or jazbaat par kabu rakhen ku k aksar loog profit dekh kar bekaabu ho jate hai or emotional ho kar high lot size k sat dobara entry lete hain jis ki wjha se zyada loss le lete hain agar ham emotions par kabu rakhen to ek din me ek he bar trading kare ge or positive signal ka wait kar k he market me enter ho ge
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

    Ji han aap sahi kah rahe ho main aapki baat se itaifak karta hun Forex mein hamesha apne emotions per kabu ho Pana chahie Forex mein risk bahut hai Ham agar ham jaldbaji mein aakar ke trade karenge to hamen sirf nuksan hi hoga main achcha profit vahi trader hasil kar payega Jo apne emotions per control rakhega aur hamesha ek real signal ko follow karke hi trading karega jyada se jyada mehnat karke achcha knowledge hasil karega aur acche trading skills bhi hasil karega Forex ke kam ko aasan banata hai aapka knowledge or experience jitna jyada knowledge or experience hoga aur jitna jyada sabar se kam karenge achcha aur jyada profit Forex se hasil hoga Forex mein kamyabi chahie to sabar se kam karna hoga aur apne emotions per control rakhna hoga aur lalach se dur rahana hoga aur market ko acche tarike se samajh karke Hi Kam karna hoga isase acche tarike se analysis karne ke bad bhi aadha lagana hoga tabhi Koi trader Forex se achcha profit gain kar payega
    • #3 Collapse

      Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
      hello dear frineds trading me emotion or jazbaat par kabu rakhna he hamari kamyaabi hai agr ham apne emotions par kabu nahi rakh sakte hai to ham koi na koi na koi bari galti zaroor kare ge jiss e bare nuksaan ka kdsha ho sakta hai is lie hame chahiye k trading ko smjh bojh k sat kare or jazbaat par kabu rakhen ku k aksar loog profit dekh kar bekaabu ho jate hai or emotional ho kar high lot size k sat dobara entry lete hain jis ki wjha se zyada loss le lete hain agar ham emotions par kabu rakhen to ek din me ek he bar trading kare ge or positive signal ka wait kar k he market me enter ho ge
      Dear repeated thread ya post na kiya kry aur na copy kia kryagar aap repeat Karenge yah copy Karenge to aapka trade delete kar diya jaega aur isko aapko koi fayda nahin hai aapka aapki mehnat bhi Ho jati Hai chij Shroff dekh sakti hain ki same page per is she topic per ek aur trade Hain to agar aap sem trade lagati Hain to iska matlab yah hai ki aapka trade delete kar diya jaega aur iska aapko fayda hoga aur na UN sab logon ko jo aapki trade per post karte Hain.
      سرکار
      • #4 Collapse

        Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
        hello dear frineds trading me emotion or jazbaat par kabu rakhna he hamari kamyaabi hai agr ham apne emotions par kabu nahi rakh sakte hai to ham koi na koi na koi bari galti zaroor kare ge jiss e bare nuksaan ka kdsha ho sakta hai is lie hame chahiye k trading ko smjh bojh k sat kare or jazbaat par kabu rakhen ku k aksar loog profit dekh kar bekaabu ho jate hai or emotional ho kar high lot size k sat dobara entry lete hain jis ki wjha se zyada loss le lete hain agar ham emotions par kabu rakhen to ek din me ek he bar trading kare ge or positive signal ka wait kar k he market me enter ho ge
        trading Mein Kabhi Bhi Jis Baat se trading open na Karen trade karne se pahle Apne emotion ko bilkul Apne Kabu mein rakhen
        trade Hamesha Suresh mind se Karen aur aaram se koi jazbati Eid jaldbaji na Karen
        Sabar ke sath bread open Karen aur Jab Bhi trade open Karen analysis candle market Ko Dekhkar trade open Karen
        • #5 Collapse

          Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

          Assalam o alaikum g members bilkul hamen hamesha he apny jazbat par qabo rakhna hoga or hum apny jazbat par qabo rakh kar he kamiyabi hasil kar sakty hain
          Hamen forex main bhot behtar andaz main kamiyabi hasil karny k liye hamen apny jazbat par control rakhna hoga or hum apny jazbat par control rakh kar he kamiyabi hasil kar sakty hain 😊
          • #6 Collapse

            Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

            Emotions insan mein qudrati amal hy lakin ispy control rakhna khud ky hath mein hy naky dusro ky. Forex trading risky hy or is mein kamyabi ky liye trader ka apne emotions py control karna zaruri hy jo ky sirf sabar sy kiya ja sakta hy. Emotions py control ka best way hy ky trader demo account kholy or bina trade lagaay trading screen ky aagy rahy is tarah market ke conditions ko samjhyga or sabar increase hoga jo ky baad mein live trade mein sahi decision lyne mein madadgar sabit hoga.
            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
            • #7 Collapse

              Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

              Dear forex member foirex ak bohat hi acha orbohat hi zayada famous bissiness hy forex my kamayb hon y k aliay humy proper triky sy kamkarana cvhiay agar humn pak forex forum my proper triky sy kamkarayn gty to zaroor kmayb ho gy is lisy humy apny traf sy mukamal mehnat karny chiay ka hum apny emotion s ko control karayn agar hum frex my sabr k asath kam laty hayn to hum kamayb ho jayn gy or agar hum subar ka sath kam ni latry to hum kabi bi kamaub ni ho sakty hayn.
              • #8 Collapse

                Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

                G bhai apki bat bilkul thk ha forex trading main ap relex aur cool rehty hwy trade kren apkk tradin ko ap k jazbat aur emotions he tavah krty hain is lia ap jb bhi trade kren apny mind ko cool aur relex rakhty hwy kren. Thanks
                • #9 Collapse

                  Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

                  Assalamu Alaikum Devra Tere Naam ke Pakistan ke liye ek ke liye aur bahut hi Achcha yah kam hai Kyunki Pakistan Ke Log bahut hi berojgar aur unke liye sabse behtarin kam hai Umesh kam ko ISI hokar Karenge To Ham bahut hi fayda hoga Kyunki kam bahut hi Achcha kam hai
                  • #10 Collapse

                    Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

                    Assalam o Alikum,


                    G han bikul agr hu mforex ma kamiyabi gain krna chty hein to us kliye hmein apny profit r loss dono prr emotions ko control krna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

                      Assalam o Alaikum ap nay bilkul theak baat ki hay main ap ki is baat say raazi hun kay hamain forex treading karty waqt apnay emotions aur jazbaat par controll rakhna chaiye agar ham apnay emotion aur jazbaat par control nhi rakahan gy to ham kabhi bhi kamayabi hasil nhi kar sakan gy to agar ham chaty hain kay ham apnay busniss main kamayabi hasil kar lyn to hamain sab say pehlay apnay emotion par kabu pa lena chaiye q k agar insan kay emootion sakth hoon gay to woh acha kam nhi kray ga our apnay emotion main aa kar woh loss honay wali trade laga day ga to hamain apnar emotion par control kar kar trade open karni chaiye.
                      $#@#i Khan
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: trading me apne emotions or jazbaat par kabu rakhen

                        Forex trading mein hume tab kam start kerna chahie jis waqt humare pas is ke bare mein acha knowledge aur experience hasil ho tabi hume is mein kam start kerna chahie. Aur is mein sab se important lalch aur jaldbazi se kam nhi kerna chahie tabi hum loss se bach pae ge. Jitna zyada humare pas experience ho ga us ki bunaid per hum ache se ache trade lagae ge jis se hume acha profit hasil ho ga.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X