forex mein loss hone ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein loss hone ki waja
    Forex aik worldwide online business hai js mein profit aur loss business ka hisaa hota hai forex mein profit hum mehnat aur hardwork kar kay learning knowledge aur experience se hasil kartay han aur forex mein jab loss hota hai tu apni galti mistake se hota hai hum jab bhi trade open karain hum market ko samjh kar analysis kar kay trade open kartay han tu profit ho sakta hai aur forex mein hum ko apni mistake ko cover karain gey tu loss se bach saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein loss hone ki waja

    Dear friend Meri cal se sabse Jyada jo maine edition hello sone ki hua hai sirf basic knowledge for different karna bahut se log Maine Dekhe Hain Ki Jo sirf basic knowledge gain Karte Hain Uske bad real account mein trading Shuru karte hain garrh experience ke Jiski vajah Se Hone Munh ki Khani padati Hai matlab unko Jyada loss hota hai to Mein Yahi Kahana chahta hun Ke Jab tak aapke pass fully experience aur full Na Lage Na Ho tab tak aap real account mein prayed na Karen vah aapke liye Behtar hoga
    • #3 Collapse

      Re: forex mein loss hone ki waja

      Forex main loss honay ki waja bohat acha swal hai forex main hum ko loss apni mistake ki waja say hota hai jab humra pas acha experience nahi ho ga tu hum Galt trada laga Kar apna loss Kar datay hai
      • #4 Collapse

        Re: forex mein loss hone ki waja

        forex k samjan aik din ka kam nahi hain hum is mai live posting kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty han hamy is mai ahteyt sy kam karna ho ga pher he humagy bar saky gy forex ma hamy mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy forex ak best business hain humisy apna life time career be bana sakty hain yai aik legal business hain
        • #5 Collapse

          Re: forex mein loss hone ki waja

          mery bhi forex foorum per loss ki sb se Bari waja hamari apni ghaltion Hain Jo ham ghaltion krty to Hain lekin usy phir ham ignore ker dety Hain lekin phir usy control nhi kerty is Lia wahi ghaltian phir age ja k hamary Lia loss ka sabab bnti Hain is Lia agr koi ap k loss bnti Hain to usy ignore kerny ki bajie unhain control karain..aur unhi apni ghaltion se sabak seekhain ta k dobara wo ghaltion repeat na hn..
          • #6 Collapse

            Re: forex mein loss hone ki waja

            trading mein loss Ho jaane ki vajah yah hai ki members ke pass trading se related koi bhi achcha experience nahin hota aur vah koi bhi trade open kar lete hain aur iske alava loss Ho jaane ki vajah yah bhi hai ki maximum members kisi aur ke rough analysis per bhi trade open kar lete hain aur an analysis ko pahle verify nahin karte hain aur is tarah Se bhi members ko loss ho jata hai lekin maximum members apne trades ko jaldi mein kar rahe hote Hain is tarah Se bhi loss hota hai
            • #7 Collapse

              Re: forex mein loss hone ki waja

              Forex business agr profitable ziada hai Tu risky bhi ziada hota hai aur forex mein loss bhi ziada hota hai aur forex mein loss hone ki buht si waajoohaat Hoti hai jn se loss hota hai lakin sab se Bari waja forex ka knowledge aur experience ka kam Hona js ki waja se loss hota hai aur greed se jald bazi ki trading se emotional trading se bhi loss hota hai hum in mistake ko cover kar Kay loss se Bach saktay Han
              • #8 Collapse

                Re: forex mein loss hone ki waja

                aksar forex mein loss hony ki waja ye hoti ha jab ham market ko watch kar ky trade nahi lagatein hain hain jab ham pori planning ky sath trade nahi kartein hain tab hi hamein loss hota ha isi waja sy aksar log mar kha jatein hain
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein loss hone ki waja

                  Dear friends profit and loss dono hi bussness kay aham aspects hain ham yeh nahi keh saktay keh ham business karein gay aur hamein Siraf aur siruf profit hi ho ga balkeh hamein loss bhi ho sakta hay forex ek worldwide online business hay es mein bhi profit aur loss dono aspects mojood hain han yeh baat zaroor hay keh ham loss ko control kar saktay hain esliey hamein learning aur knowledge ki zarorat hay jitna ham knowedge gain karein gay aur market ko samjh kar kaam karein gay itna hi loss kay chances kam say kam hongay
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein loss hone ki waja

                    Forex my loss honi ki wja hmari apni glti Hy ye bat thk Hy lkn ye wja b Hy k kuch hmary Bhai new hoty hn or ziada samj ni paty is beznis ko to is surt my b unko loss ka samna krna prta Hy isly hmary Jo secnir member hn unko chahy k new any walo ko achi trha gide kren Tak wo loss sy bch saken
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein loss hone ki waja

                      Jab trading knowledge nahi hota skills nahi hoti loss hamesha hoga es k popularity ki waja online business ha or brokers k through easily join kar sactay hain or earning kar sactay hain. iss main hum apnay easy time ke mutabik trading kar saktay hain aur hum iss main 5 days a week aur 24 hours a day kar saktay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein loss hone ki waja

                        Forex trading mein Hamen koshish karni chahie ke sabar ke sath kam karna chahie jaldbaji Se Kam nahin karna chahie aur Hamen Apne balance ke Mata big profit sab karna chahie market KR Analysis karne chahie aur Market ke moment Kamy tradematbik trade Karen ge to achcha fayda sarkar sakenge trading mein vah log ab hai jo Apne karte hain aur sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein loss hone ki waja

                          Forex Mein Hamen lost tabhi Hota Hai Jab Ham Soch Samajh Kar apni working Nahin Karte Jyada Se Jyada mehnat Nahin Karte jaldbazi se kam lete hain aur Dil lagakar Fox Mein Apni working Nahin Karte Agar ham Dil lagakar Apna Kam Nahin Karte focus ke sath apni working nahin kar de To Ham Kabhi Kamyab Nahin ho sakte aur na hi acche trader Ban sakte hain isliye mein Chhaya Kya Dil lagakar farak ne apni working Karen aur Jyada Se Jyada Kamyab hone ki koshish karen
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein loss hone ki waja

                            Dear member wasy to ab forex my ,lose hony ke bohat si wajah hy agar bhum forum my kamayb hona chaaty hayn to us ka laiy zarory hy ka hum proper triky syka mkaraynn agar hum fiorex my proper ttriky sy kamkaraty rahayn gy to hum zaroor kamayb hon gy .forex my hum us waqat kamayb ho sakty hayn jab hum proper kam kamarybgy .foreex my jo log sub sy zayad lose karayn karty hayn who opver trading ke wajah sy karty hayn .or dosry number per propermoney managment ni karty or tesry number per who proper analysis ni karty is lisy humy soach samju kar trading karany chiay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein loss hone ki waja

                              Forex trading ak asa online business hain jis main hamain profit k sath sth loss bi hota hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X