Forex Trading me jaldbazi me aksar ghalat trade lag jata hai. Kabhi kabhi to buy ki jagah sell ka aur sell ki jagah buy ki lot lag jate hn. Aur ye kaam hamare bohut nuqsan deh ban jata hai. Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam ttawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karnaa chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим