Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.
    Forex Trading me aksar aisa hota hia k jab bhi Trading k dowran lalach shoro ho jaye to ghalat lot size lagna shoro ho jate hn jo bohut zyada nuqsan de jate hn. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

    Lalaj Mein Aksar galtiyan large-size let hoti hain aisa hi hai ham log ko chahie kya ham log lalchi na Karen aur lot size Bhi Na lagaen Agar ham log lot size Lagate Hain To fir uski vajah se Ham logon ka kaun se nahin rahata hai isliye Ham Logon chahie Kya Karen aur small size Agar Ham Logon Ne small size ki chatting Kiya To fir ham log usmein kam Karenge isliye na Karen aur na rakhen Agar ham log kam Karte Hain To fir karna padega aur Aisi Surat mein sirf loski hota hai lalach se aapko pata hai ki Hamesha Insan Ko Dhokha Mila Hai lalach Buri Bala hai aur Bula Hamesha Insan Ko Dhokha Deti Hai nuksan Deti Hai isliye ko chahie lot size Bina rakhen Lal HP na karen to fayde hi hai
    • #3 Collapse

      Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

      dear friend apki bat bilkul theak ha lalach sa hmesha nuksan he hota ha isliay hmesha lalach sa door rehna chayay keun k forex trading mn jo log ziada,profit k lalach mn big lot size use krtay hn to jb trade loss mn jati ha,to account bhi wash ho jata ha
      • #4 Collapse

        Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

        lalach insan ko khokhla kar deti hai is se door rha jay to ziada best hai aur lalch men ham asy faisaly kar laty hine jo hamien loss ki janib dhakail datay hine is liy lalach se doori he sab k liy best hai
        :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
        • #5 Collapse

          Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
          Forex Trading me aksar aisa hota hia k jab bhi Trading k dowran lalach shoro ho jaye to ghalat lot size lagna shoro ho jate hn jo bohut zyada nuqsan de jate hn. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
          laalach
          Hamen nuksan ki taraf Lekar Jaati Hai
          Jab Bhi kam Karen Zara barabar Bhi lalach Na Karen
          kam karte waqt Kuchh chijon ka bahut jyada Khyal rakhen
          Jaise ke trade open karne se pahle analysis
          Chart ko banaen
          candle Ko Dekhkar trade open Karen
          aur Hamesha aap Jab Bhi thoda sa profit Ho Jaaye trade ko close kar de
          • #6 Collapse

            Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

            ap nay shi kha hai agar hum es main apna kam lalucgh say kurtay hain to es kay liyay hum zyada lot size choose kur laytay haain jis say hum achaa sa kam nhi kur paatay ain or humain loss kay sath sath kbhi kbhi accounyt bh wash kurna purtaa hai to e trah say humain kaam nhi kurnaa chahiyay humain es main acay say apna kam kurnaa chaiyay or es kay sat sath humain es maain acha saa kam kurnay kay liyay hamesha laluch say dor rehnaaa chahiyay or es kay bad humain apna kaaam kurna chahiyay or apnay balance klay mutabiq he humain lot size lgani chahiyay
            • #7 Collapse

              Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

              Assalamu Alaikum dear Forex friend Forex per kam karne ke liye aapko ek baat Apne mind Mein Baitha leni chahie ke aapane lalach Se Dur Rahana hai Jitna aap lalach Se Dur rahenge utna aap nuksan se bhi Dur rahenge kuch log excited hokar lalach Mein Aakar Jab trade Lagate Hain To galat lot size use kar lete hain Jo unke nuksan ki vajah banta hai isliye Kabhi Bhi lalach Na Karen
              • #8 Collapse

                Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

                Ji, forex main always greedy nature say avoid he behter hay, q keh trade karty waqat big lot size agar aik bar select kar lia jaye to trading resulta tak hum isko modify nai kar sakty, or trade reverse ho jany ki surat main trade close karny say loss ko recover karna mushkil hota hay jab keh trade ko chalty rehny say hamara account bhi wash ho sakta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

                  How are you dear Forex members ji han bilkul ji aur Pakistan Forex trading nahin lalchi trader kabhi bhi successful nahin ho sakta kyunki lalach buri Bala hai dear aksar log lalach mein aakar lot size galat lagate Hain ya FIR lot size laga baithe Hain jiski vajah se Los se jyada ho jata hai isliye hamesha apne bonus ke mutabik lot size lagaen aur jyada lalach se avoid Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

                    ap nay shi kha hai agar hum es principal apna kam lalucgh say kurtay hain to es kay liyay hum zyada lot dimension pick out kur laytay haain jis say hum achaa sa kam nhi kur paatay ain or humain loss kay sath sath kbhi kbhi accounyt bh wash kurna purtaa hai to e trah say humain kaam nhi kurnaa chahiyay humain es foremost acay say apna kam kurnaa chaiyay or es kay sat sath humain es maain acha saa kam kurnay kay liyay hamesha laluch say dor rehnaaa chahiyay or es kay horrific humain apna kaaam kurna chahiyay or apnay stability klay mutabiq he humain lot measurement lgani chahiyay
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

                      Bilkul forex trading me lalach ka factor hamare lie ziada loss ka reason banta he lalach me a kar aksar ghalat trading hoti he ghalat aur be ja lot size ka intikhab Kar k ham aur ziada phans jate hen to hamen chahie k ham forex me lalach se jitna mumkin ho avoid Karen lalach hamen kabhi faida nahi de sakta ye sirf aur sirf loss ka hi reason banta he to is me ham usi waqt kamyab hote hen jab lalach ko chor den aur sabar se hardwork karte hue apna thora thora profit market se earn karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

                        Market mein bahut Sare log Aise Hote Hain Jo ki Apna Kam karte hue Apne kaam mein lalach karte hain aur is lalach ki vajah se unhen market Mein acchi kamyabi Nahin milati Kyunki lalach bahut hi Buri Bala hoti hai jo ki aapko kabhi bhi Kamyab tRider Nahin banaa sakti Bal ke Iske jariya se aapko bahut jyada nuksan uthana padta hai aur na hi aap apni life mein kabhi Aage padh sakte hain agar aap apni life ko change karna chahte hain to uske liye aapko chahie kya per market main Apna Kaam imandari ke sath Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

                          ji han aapki baat bilkul theek hai lalach mein hamesha galat lot size select hota hai aisa nahin karna chahie soch samajh Kar trading karni chahie aur money management ke sath hi trading karni chahie agar Forex trading mein unlimited earning karni hai aur successful trader banna hai to hamesha mehnat Karen aur Achcha profit Hasil karne ki koshish karen planning ke sath market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye aur Achcha entry point milane per hi trade open Karen aur apne account ke mutabik lot size rakhe zyada lot size bilkul mein rakhen zyada lot size rakhenge to risk zyada hoga aur aapka account wash ho sakta hai zyada loss se behtar hai kam profit isiliye hamesha soch samajh Kar Hi trading Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

                            Ji aapane bilkul theek hai lalach Mein Aakar bahut se trader Aise Hote Hain Jo lot size ko galat select kar Baithe Hain Hamen kabhi bhi lot size ki selection karne mein jaldbaji nahin Karni chahie Garam jaldbaji ke sath lot size ko select Karenge To Ham kabhi bhi achcha result Hasil nahin kar Payenge Hamen Hamesha Achcha result Hasil karne ke liye Apne kam ko Shabd ke sath karne ki koshish Karna chahie Sabar bahut jyada Jaruri Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalach me aksar ghalat lots size select hota hai.

                              my dear make a friend to make aapne bahut hi achcha sambhalne ke Kiya main aap kis baat se agric nahin hun kyunki la la jagah banai kyon unke bahut unki buri chij mein khelal aaja main kabhi bhi kam jawab nahin dete nikalalalaji ne kitne ka hamare Ham apna aapa kho baithe Hain aur apne kam remind bhi hamare control mein nahin rahata hai kyunki apne kya Ham apne kyunki pahle se apne mitron ko profit apne ke kidhar hotaHam apne to apne mitron ko is baat hai ki writing likhna humne to humne Kota mein kya karne ka koi kam kar rahe hain to usmein ki taraf se kailash bhi Ho saktahamen chahie ki Ham padhaai karte samay ki mahila jindagi se dur make rahe hain aur apne kam pata Karen aur jyada se jyada mehnat Kare aur practice re Ham jitna jyada mehnat karenge apne kuchh nahin achcha profit ho chuka sakenge aur itni kamjor bhaiya sarkar se karenge ji bilkul apne bilkul theek hai main aap kis baat se kyunki hamen har kisi bhi nahin rakhni chahie kyunki lalach buri Bala hai aur

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X