Forex trading ma tp or sl ka faida
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma tp or sl ka faida
    Assalam o alaikum dear friends ap sb ko btana chahta hon forex market ma jb ham trading krta han trade lgata han tu hamin take profit or stop loss zaror set krna chahia keon ka market ki moving ka pta nhi lagta or ham bi her time market pr nazar nhi ruk sakta tu ya na ho ka agr trade loss ma jy to zada loss na ho jy ya account wash na ho jy is lia stop loss lgata han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma tp or sl ka faida

    Forex trading Mein laptop se Hamen yah fayda hota hai ki ham log ki trading bahut acche tarike Se Hoti Hai Agar Kuchh Logon ke pass laptop Nahin Hai Ya Fir Bhi chij Ko Nahin Le Sakte to selfie bhi ham log trading kar sakte hain selfie Ham Logon Ko isliye trading karne ka fayda ho sakta hai aisa nahin hai ki best Nahin Hai Ya laptop donon hai King lekin Nahin Ja Sakte sirf ghar mein hi Rakhi laptop per trading kar sakte hain jabki cell phone per ham log Janki village Jaaye to le ke sath Ja sakte hain aur FIR Mamluk trading kar sakte hain Apna loss or profit aise kar sakte hain isliye I think laptop se behte hai cell phone cell phone call block isiliye Har Jagah per Lekar Ja sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma tp or sl ka faida

      Dost frocks online business mein TP stop loss Lagan ka boti I am maksad Hai Kyunki Ham stop loss aur take profit ke bagair Ham Agar trading Karenge to Y Kare uski trading Hai risky trading karne se Hamen bahut nuksan ho sakta hai Ham koi bhi work Karen usko confusion Hoke na Karen Bal ke best confidence ke Saathiya Mein work karna chahie Hamen ismein kabhi bhi risky trade open Nahin Karni chahie Jo Hamen bahut hi nuksan de sakti ho isliye Hamen SMS Soch Samajh Ke bar karna chahie jisse Ham acchi kamyabi
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma tp or sl ka faida

        is market Mein t p and S L safety tools Hai Jin ka use Apne trading mein agar Ham Karte Hain To Yahan per safe trading possible lekin apni trade Mein TP aur SL ko set karne ke bad usse befikar Nahin ho jana chahie Yahan per Hamen market ki movement ko watch Karte Rahana chahie aur apni trade se avere Rahana chahie because the home is market Mein order place karne ke bad Apne trade ko Dekhte Rehte Hain To Yahan per sometime trend change hone per Hamen Apne trade ko TP hit hone se pahle bhi close karna pad sakta hai isliye Jahan active hokar kam Karen trade open karne ke bad relax Hona ho jaaye a aur aur trade lagakar Bhul Na Jaaye Yahan per active rahakar Bar Bar Apne trading ko check Karte Rahana chahie
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma tp or sl ka faida

          dear brother Forex trading main aap stop loss or take profit ka istemal kar sakte hain usse aapka ya fayda hota hai ki aap tradesafe ho jaati hai aur aapka account was Nahin hota agar aap take profit ka istemal karte hain to uska aapko ya fayda hota hai ki aapki trade automatically use point per jakar close Ho Jaati Hai aur aap usse Achcha profit Hasil kar sakte hain aap ko Bar Bar market ko dekhna Nahin Padta aur top lost se aapki trade Se Hoti Hai Aap Jyada loss bardasht nahin karna padta isliye aapki Trade 1 laws may close kar di jaati hai jo ki aap money management ke sath kam kar rahe Hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma tp or sl ka faida

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqdr30503 پيغام ديکھيے
            Assalam o alaikum dear friends ap sb ko btana chahta hon forex market ma jb ham trading krta han trade lgata han tu hamin take profit or stop loss zaror set krna chahia keon ka market ki moving ka pta nhi lagta or ham bi her time market pr nazar nhi ruk sakta tu ya na ho ka agr trade loss ma jy to zada loss na ho jy ya account wash na ho jy is lia stop loss lgata han
            Forex Mein take profit aur stop loss Lagana bahut jaruri hai
            Jab Ham trader start Karte Hain To Hamen niche
            aur Upar Se dekhte hain ki trade kidhar ja rahi hai aur usko glass Lagate Hain Jab tak Hamesha class Lagate Hain tab tak Hamen sochana chahie ki niche ja raha hai Upar ja raha hai stop log Lagane Ke Sath Sath Hai Hamen take profit Lagana bahut jaruri hai agar Ham Tak pura Nahin Lagate the To Ham lalach mein ghus Jaate Hain Ki Shayad ki Aage badhati hai main Achcha prapt se lekin yah theek Nahin Hai Hamen stop aur take profit Lagana bahut jaruri hai stop loss profit safety
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma tp or sl ka faida

              Dear iska bahut bada fayda hai Aksar Hamare Sath aisa hota hai Ham trade open karke Bhul Jaate Hain yah Kisi kam Mein busy Ho Jaate Hain Agar ham take profit aur aur stop loss use karte hain to Hamari trade vahan Dakar ke Band Ho Jaati Hai Jahan Tak ham take profit yeah stop loose use karte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma tp or sl ka faida

                Dear brother forex trading men tp aur stop loss dono bahut achay options hen kiun k yeh safe aur secure trading k achay tools hey stop loss ko use karen tu baray loss se Bach saktay hen aur account bhi safe rahta hey aur tp men her waqt trade pe nazar nhi rakhni parhti balkay khud ba khud hi trade profit men close ho jati hey
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma tp or sl ka faida

                  Dear forex member tp or sl ka bohaat hi nzayada faida hasil hoata bhy agar hum, forum my kmaayb hoan chaaty haaynto us ka liay zarory hy ka hum soach samj kar ka mkaraty rahy agar hum soach samuj kar ka mkarty rahyn gy to zaroor lkamyb honn gy.humy koshis ksrnyt chiay ka hum proper tp mor sl ka use karayn ak [proper tp or sl who use kar sakta hy jo proper triky sy mehnat karata hpo gar hum mehnat karayn gy to hum azroor kamay hon gy is liayt humy soach samj kar ka karana chiay ta kah hum mehnat sy ka karayn tabbhi humary kamaybi mumkuin ho sakty hy.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma tp or sl ka faida

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqdr30503 پيغام ديکھيے
                    Assalam o alaikum dear friends ap sb ko btana chahta hon forex market ma jb ham trading krta han trade lgata han tu hamin take profit or stop loss zaror set krna chahia keon ka market ki moving ka pta nhi lagta or ham bi her time market pr nazar nhi ruk sakta tu ya na ho ka agr trade loss ma jy to zada loss na ho jy ya account wash na ho jy is lia stop loss lgata han
                    Stop loss or profit Hamen bahut fayda Dete Hain in ki madad se Ham Achcha profit aur Bade loss se bhi save Reh sakte hain Agar Ham take profit aur stop loss ka istemal Karte Hain To Ham apni trading Bina Kisi Se fikr ke kar sakte hain Kyunki Agar Hamen pata hai ki Humne stop-loss lagaya hai To Hamen usse Jyada loss Nahin hoga aur Agar Hamen yah pata hai ki Hamen take profit Ka Bhi istemal Kiya Hai To Hamen Bata hai ki Jab market vahan point per pahunche ki to Hamari trade automatically off ho jayegi isase pahle ki market niche Aaye isliye Ham befikr ho kar Apna Kam kar sakte hain isliye Hamen take profit aur stop loss Ka istemal lazmi Karna chahie apni Har trading ke andar

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X