Himmat na haren kamyabi zarur milegi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Himmat na haren kamyabi zarur milegi.

    gi han himat na harein kamiyabi zaror mily gi kyo ky jab ham himat hi har jaein gy tu hamein kamiyabi kaisy mily gi ham kamiyabi ki taraf kaisy barhein gy kamiyabi ky kiye hamein pori tarah mehnat karni ho gi our himmat sy kam lena ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Himmat na haren kamyabi zarur milegi.

      Forex main kamyabi hasil karne k liye himmat our housala hamare liye bahut hi zarori hai our forex main hamein apna zyada se zyada ime invest karna chahiye our forex main hamein us waqt tak apni mehnat jari rakhni chahiye jab tak forex main hum kamyab nahi ho jate hain our forex main ache work our achi trading k liye achi learning ka hona bahut hi zarori hai.
      • #18 Collapse

        Re: Himmat na haren kamyabi zarur milegi.

        Ji han bilkul sahi kaha aapane hamen himmat nahin aani chahie forex trade ek aisa business hai jo 1 profitable business hai hamen shuru karne se pahle iska experience hasil karna chahie is per kam karna chahie isase jyada Kama sakte hain agar Ham is per bagair bhagya experience ke kam karte Hain to Ham is per nuksan karenge ise khane se pahle hamen iska experience hasil karna chahie aur uske bad use per kam karna chahie
        • #19 Collapse

          Re: Himmat na haren kamyabi zarur milegi.

          Ki aapane Sahi Kaha Forex per mehnat karne se kamyabi milati hai Hamen relax hokar apni Karni chahie aur jaldbazi Nahin Karni chahie
          • #20 Collapse

            Re: Himmat na haren kamyabi zarur milegi.

            Aslam o Alaikum bhai jan umeed karta hu ap sab khariyat sa honga,forex aik online karobar ha jisy ham apna garo ma bath ka kar sakta han ya aik lajawab business ha asa koi nai ha jo hamy gar bathy inti zyada earning da forex ma kam karna ka liya hamy zyadas a zyada learning ki zarort huti ha asi markit jo himat har jata ha wo bohat hi galt bat ha q ka online markit ma hamy bohat zyada sabr karna ki zarort huti ha aik achi kamyabi hasl karna ka lia ap ko es ma aik acha time spend karna parta ha bohat sa member asi markit ma losse hona pa himat har jata han or kahta han ka ham na itni zyada mehnat ki toi ab wo mehnt zaya hu gyi ha asa bilkol nai ha jo mehnat ham karta han wo abi zaya nai huti hamy markit ma set hona ma toime lagta ha or jab asi markit ma kamyabi milti ha to wo hamri souch sa bi zyada huti ha es liya hamy kabi bi asi markit ma himat nai harni hu gi sabr sa kam karna hu ga
            • #21 Collapse

              Re: Himmat na haren kamyabi zarur milegi.

              Yes exactly humyy duniaa ky kissi bhii mehdaan mn himaat nhii haarnii chaaiyee jo bhii kaam krein purii tawju or intrest ly ky krein businesses y parts hotyy hain profit and los humy loss hoo jaae too hum himaat khoo bethhty aorr profit ho to humarii khushii ka thikana hii nbii hota humy dono sortou mn sabit qadm rehna chaaiye humy himaat nhii haarni kamyabii hum syy dourr nhii hum yaqinan kamyan hoo sktyy hain ager humara hosla barqrar rahy to ..
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Himmat na haren kamyabi zarur milegi.

                Hamen chahie ke Ham kabhi bhi himmat na haren khas taur per forex trading business ke andar kyunki yah business bahut risky business hai is ko samajhna bahut jaruri hai aksar Ham ismein nuksan uthate hain lekin jo log himmat har jaate Hain vah kabhi bhi kamyab insan nahin Ban sakte isliye kabhi bhi himmat mat hare aur iske andar kamyabi hasil karne ke liye mehnat karte hue knowledge experience for practice ki madad se kamyab forex pata bante hue jyada se jyada profit kamaye. ek din jarur aaega jab aap ek rich person Ban jaenge aur apne sari vishesh ko pura kar sakenge
                "Dream bigger. Do bigger"
                (mahroosh)
                :1f607:


                اب آن لائن

                Working...
                X