Money management kiu zruri hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money management kiu zruri hai?
    Kya ap log janty hain money management kiu zruri hai? Juniors k lye ek bohat acha topic hai apni raye dijiye actually agr ap money management ko nehi seekhty to ap ek he trade main market se out b ho skty so always follow money management
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money management kiu zruri hai?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlain333 پيغام ديکھيے
    Kya ap log janty hain money management kiu zruri hai? Juniors k lye ek bohat acha topic hai apni raye dijiye actually agr ap money management ko nehi seekhty to ap ek he trade main market se out b ho skty so always follow money management
    Agar Ham money management ke bagair forex market Mein trade open karte hain aur continue Karte Hain To Hamara account Kisi bhi time wash ho sakta hai agar acchi Tarah money management Karke Ham apni trade continue Karte Hain To fir Hamen Kuchh trades mein bahut Achcha profit psle ho jata hai aur Hamari trading bhi continue rahti hai isliye Jab Bhi trade open karen to acchi Tarah money management Karke open Karen
    • #3 Collapse

      Re: Money management kiu zruri hai?

      dear is markeet main ham daikhtay hain k bhut ziada risk hay aur sath sath usk reward bhi hay jis main agar ham risk ziada laitay hain to hamko reward k chakkar main ziada lose bhi ho skata hay jis say hamko bahut jald he markeet say out honna parr sakta hay jisk liye zaruri hay k ham markeet main apnay account k sath aik manage tareekay say kaam kartay huvay kaam karain aur agar ham aisa nai kartay hain to hmko markeet bahut ziada earn k chakkar main lose bhi day skaty hay jis say hamko bach kar kaam karna hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Money management kiu zruri hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: saqlain333 پيغام ديکھيے
        Kya ap log janty hain money management kiu zruri hai? Juniors k lye ek bohat acha topic hai apni raye dijiye actually agr ap money management ko nehi seekhty to ap ek he trade main market se out b ho skty so always follow money management
        Market may in rehnay k liqy agar aap money management k osoolo par kaam karangay tho he aap ko faida hoga our aap ziada arsa market may kaam Kar sakthay hay lekin agar aap is may money managment ko book Kar kaam karthay hay tho aap ka loss me soorath may account wash he hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Money management kiu zruri hai?

          dear friend fotrex trading main woh log zaror kameyab hoty hain jo as main money mangm,ent say km krty hain as leye ap kocahye forex main ach km karen aur as main kammlot say trade opon karen ap ki as as say ach profet hasel karen gay forex m ain jo log money mangment say kam krty hain waho as say achi eraning hasel karty hain ur on k acount hi safe rhty hain baqui sb k acount as main khatm ho gaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Money management kiu zruri hai?

            Forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur ham ache trader bhi ban sakte hain lekin forex mein achi trading ke liye ache confidence aur achi learning ka hona bahut hi zaruri hai.
            • #7 Collapse

              Re: Money management kiu zruri hai?

              ASSALAM O ALIAKAUM dear friend ji bilkul agr hum acchi aur successful trading karna chahte hain to iske liye money management Ka hona bahut hi zyadaada zaruri hota hai Jab Ham money management ko fall nahin karte ignore kar dete Hain Ham kabhi bhi acche aur successful trader nahin kar sakte bahut sari trader money management ko falna karne ki vajah se na kam hote hain Money management bahut hi zyada zaruri hoti hai achha profit hasil karne ke liye hamen chahie ki Ham trading karte hue money management ko follow Karen tabhi Ham acha profit hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Money management kiu zruri hai?

                Dear friend money management isiliye jaruri hai ki aapke aap apna kaun se taraf se kendrachi earning kar Sabhi trading Mein kamyabi Hasil karni hai aur acchi Har Nahin karni hai to aapko money management ke sath trading karne chahie aur isiliye money mangmant zarur Karen ke sath kam Karenge to aapko loss Nahin hoga aur aap aap Kamyab Ho Sakenge isiliye kam lots trade open Karen Jyada Nahin Lena chahie Se Jyada risk Lenge to Aapka account was ho sakta hai isiliye diya tha lot size chair open na Karen Apne account ke mutabik lot size rakhen Taki aapka acount safe rahe or aap Achcha profit-earn kar sakte aur Kamyab Ho sakgy
                • #9 Collapse

                  Re: Money management kiu zruri hai?

                  Assalamu alaikum my dear friend Pakistan Forex form Mein tRading karte huemoney management ka hona isliye bahut zaruri hai kyon ka Forex form Mein tRading karte hue Hamen kabhi kabhi loss bhi uthana par jata hai aur mera concept yahi hai ki Forex form Mein loss Ki Surat meinmoney management hi vo chij hoti hai jo Hamen hamara account was hone se secure rakhti hai isliye main samajhta hun ke Pakistan Forex form meinbusiness karte hue hamare pass money management ka achcha hona bahut zaruri hai agar hamare passapne management sahi nahin hogi to hamare account vivah ho sakenge aur hamar profit bhi achcha nahin hoga aur money management theek na hone ki vajah se Hamen kabhi bhi nahin bolna chahie aur Hamen stop loss ka use zaroori karna chahie Jo log money management ka khyal rakhte hain aur normal lot size use karte hain aur Stoploss ka istemal karte Hain vah hamesha Forex Mein success Ho jaate Hain aur unke account wash nahin hote aur vah achcha profit Hasil karne mein success Ho skty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Money management kiu zruri hai?

                    Money management Hamare liye bahut jaruri hai bahut Hamen Ham work karte hain aur Achcha bahut Aasan Karte Hain Aise man Hona Hamare Jarur Yad ko pura Karti Hai Hamen chahie Hamen Chitra mehnat Karte Rahen aur acche tarike se kam karte hain aur acchi Mani Hasil Karen Achcha bonus Hasil Karen aur apni jarurat ko pura Karen

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X