Trend line ko follow karen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend line ko follow karen
    Assalamu alaikum doston jaisa ki aap sab log jante ho forex ki market ko samajhna itna aasan nahin jitna ke log samajhte Hain forex ki market sabse though market hai jismein risk bahut hi hai aur is market ko samajhne ke liye hamen sabse pahle market ke trend line ko samajhna hoga aur iski direction ko bhi samajhna hoga trendline ko samajhne ke liye hamen MACD chat ka istemal karna hoga jo aapke pass aane se forex mein mil jaega indicators ka Ham use karke market ke trend easily analysis kar payenge kyunki yah coommon indicator hai jo har EK professional trader use milta hai hamen bhi acche tarike se kam karna hoga aur har vah tarika istemal karna hoga jisse Ham market ke trend ko aur uski direction ko easily samajh paye itni jyada Ham mehnat karenge aur learning per focus denge utna hi achcha experience hamen hasil hoga aur forex ki market ko aasan banata hai hamara experience itna achcha experience hoga itni acchi trading kar payenge aur market ko bhi samajh payenge forex mein profit bahut hi bus jarurat hai acche experience or knowledge ki aur har trader ko kamyabi tabhi milati hai jab vah acche tarike se kam karta hai aur achcha knowledge or experience hasil karta hai hamen bhi kamyabi tabhi milegi jab Ham learning par focus denge aur mehnat karke achcha experience or knowledge hasil karenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend line ko follow karen

    Instaforex Punjabi updating kar rahi ho To Hamen sirf ka Khas kya Rahana chahie ki Hamen trading ke liye Jab Bhi Ham Barati learning Karen To usmein Ham apni line to control ko check kaise kiya Karen Thakar FIR Ham usmein acche trade Mein acchi kar sake Agar ke sath Nahin lagaenge to Fir Aap Mujhe Achche Lagne Kafi nahin kar sakte To Kuchh Nahin Karen Sara Se Jyada acchi hai Ne Kaha Se karne ke liye Apna Pata Nahin karne ke liye Hamari planning bahut important hai
    • #3 Collapse

      Re: Trend line ko follow karen

      Forex na easy hy or nahi tough ye business risky hy or is risk ko accomplishe karne ky liye market ky flow mein rehna important hy. Trade mein trend line ke knowledge zaruri hy kyo ky trend is your friend. Experts technical analysis ko use karte or trend py depend karte kyo ky trend line trader ko verify karti ky kab market up hogi ya down bus trader ko planning karke profitable trade karne ke zarurat hoti.
      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
      • #4 Collapse

        Re: Trend line ko follow karen

        G hy bilkul forex bht hi acha or kamyb business hy is main hm jitni mhynt sa achi qulit ka kam kra ga soch semjh kr kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitns ziyada market ka konwldg or experience Ho GA hm utna hi acha hi kam kr saky ga jitni mhynt sa achi qulit ki treading kra GA utna hi kamyb Ho ga
        • #5 Collapse

          Re: Trend line ko follow karen

          Exactly Aisa market Mein Jo Bhi order place karte hain trend ko dekh lena chahie Jitna Achcha trend nikalkar market Mein order place Karenge utna hi Achcha profit bhi nikal Sakenge kabhi bhi jaldbaji Mein trade Nahin Karni chahie market ka mukmmal trend dekh lena chahie
          • #6 Collapse

            Re: Trend line ko follow karen

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Azizbabber پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum doston jaisa ki aap sab log jante ho forex ki market ko samajhna itna aasan nahin jitna ke log samajhte Hain forex ki market sabse though market hai jismein risk bahut hi hai aur is market ko samajhne ke liye hamen sabse pahle market ke trend line ko samajhna hoga aur iski direction ko bhi samajhna hoga trendline ko samajhne ke liye hamen MACD chat ka istemal karna hoga jo aapke pass aane se forex mein mil jaega indicators ka Ham use karke market ke trend easily analysis kar payenge kyunki yah coommon indicator hai jo har EK professional trader use milta hai hamen bhi acche tarike se kam karna hoga aur har vah tarika istemal karna hoga jisse Ham market ke trend ko aur uski direction ko easily samajh paye itni jyada Ham mehnat karenge aur learning per focus denge utna hi achcha experience hamen hasil hoga aur forex ki market ko aasan banata hai hamara experience itna achcha experience hoga itni acchi trading kar payenge aur market ko bhi samajh payenge forex mein profit bahut hi bus jarurat hai acche experience or knowledge ki aur har trader ko kamyabi tabhi milati hai jab vah acche tarike se kam karta hai aur achcha knowledge or experience hasil karta hai hamen bhi kamyabi tabhi milegi jab Ham learning par focus denge aur mehnat karke achcha experience or knowledge hasil karenge
            Ji bilkul trendline ko follow karne se aap trend ko acchi Tarah Jawan Jaate Hain Ki Trend kis Taraf ja raha hai
            Agar friend aap ki taraf hai to trendline aap ki taraf ho gaya agar turned down ki taraf hai to trend line down ki taraf hogi.....
            • #7 Collapse

              Re: Trend line ko follow karen

              Jay ho pyare bhai jaan aapane theek kaha hai kab tradeline ko focus Karen aur follow karega aap tradeline ko follow karenge to hi aap kamyabi ke kareeb pahunch sakte hain kamyabi hasil karne ke liye aapko Har namumkin koshish karenge
              • #8 Collapse

                Re: Trend line ko follow karen

                G bilkul forex trading waqhi koi asan kam nhi ha . Trading ma agr kamyab hona ha tu is k lie apko market samjna bhot zrori hota ha .agr trading k duran trade line ko follow kryn gy tu trading se hme kafi faida ho ga .trade line ko samjhne k lie MACD chart se hme guide line lani ho gi taky hme trade line ki achi trah se samj ajye .
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trend line ko follow karen

                  A.o.A to all forex traders hope all you are good dosto jesa k AP jantey hey k forex trading me bhi hm log bht sa profit hasil kr saktey hey r is me hm logo ko bht si cheezo ka khial bhi krna prta hey isi liye jb hm trade krt6hey to sb se phly treading lines ko chk krna lazim hey q k markeet me in krney ke liye pta hona chaiye k markeet me konsi curency ka rujhan ziada chal raha hey usko dekh kr hm apni kot konlga saktey hey r achi sey achi kamiyabi hasil kr saktey hey Instaforex Punjabi updating kar rahi ho To Hamen sirf ka Khas kya Rahana chahie ki Hamen trading ke liye Jab Bhi Ham Barati learning Karen To usmein Ham apni line to control ko check kaise kiya Karen Thakar FIR Ham usmein acche trade Mein acchi kar sake Agar ke sath Nahin lagaenge to Fir Aap Mujhe Achche Lagne Kafi nahin kar sakte To Kuchh Nahin Karen Sara Se Jyada acchi hai Ne Kaha Se karne ke liye Apna Pata Nahin karne ke liye Hamari planning

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X