jaiza : greed hamara enemy hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza : greed hamara enemy hain

    Ji han absolutly right baat hy k greed hmara dushman hy greed krny sy hmen losses k chances 100% hon gy agar ham sabar otahamul sy kaam len gy tab ham ko profit zyada ho ga.Ji bilkul greed is a curse agar hum sabar k sath aik achi si stratagy sy kaam len gy tab hi ham is business me kamyabi hasil kr paen gy warna hmen losses ka samna krna pad skta hy aj tk ap ny dekha ho ga k jo jo log jald bazi krty hen wo log losses ka hi samna krty hen hmen unhe logon sy lesson sekhna chahey k unho ny ghalti ki or losses ka samna kia is liy hmen chahey k ham aesa kaam hargaz na kren ham sabar sy kaam len or zyada sy zyada profit hasil kren greed jab jab b admion me aya hy us ny har kisi ko hba ho barbad hi kia hy Allah pak hmen sabar k sath kaam krny ki tofeek ata kry or zyada sy zyiada profit dy trading me.sabar ka daman kisi b soorat na choden ap ko zror kamyabi mily gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza : greed hamara enemy hain

      Aoa dear members forex ek asa forum hai jis p ham kaam KR k acha profit bana salty Hain. But aksar logo ko loss ho jata hai balky itna ziada loss hota hai k woh apna acount hi wash KR lty Hain. Jis ki Bari waja Inka lalach hota hai . Log rato rat Ameer honey ka soch lety Hain and investment bhe ziada krty Hain aur oper sy trading bhe big lot b KR dety Hain jis sy Inka risk factor bht barg jata hai. And loss honey ki soorat me Inka acount bilkul wash ho jata hai so ham keh sakty Hain k forex me greed hamara Sab sy Bata enemy hai thanks
      • #18 Collapse

        Re: jaiza : greed hamara enemy hain

        Assalamu Alaikum dear friend you are definitely right I strongly agree with you.. Greed Hamara enemy hai Because greed is curse.. Dear member Forex Ek international level ki market Hai agr hm yahan greed Karenge To Ham yahan se loss ki taraf Jaenge Kyunki lalach karne se Hamen bahut nuksan hota hai Kyunki Jab Ham lalach Karenge To Ham yahan se nakami ki taraf jaaenge.. Dear Forex aik aise market Hai Jahan Ham ekadam se Kamyab Nahin ho sakte... Yahan ahista ahista kamyabi Ki Taraf Ja sakte hain Hamen chahie ke Ham Yahan mehnat ko Jari rakhen Mahinat se kam Karen lalach na Karen Kyunki Jab Ham greed Karenge to yah Hamen nuksan ki taraf Lekar Jaega Kyunki greed Hamara bahut bada Dushman hai.. Agar Hamen Forex trading Mein profit Ho Gaya Hai To Hamen is profit ko use karna chahie Soch Samajh Kar Sabar se kam lena chahie use profit per lalach Karke is profit ko double karne Ke Chakkar Mein trading Nahin Karni chahie Is Tarah Se Ham trade jab Karenge To Ham lossMein Jaenge Hamen cahehay k sbar se kam Le Yahan mehnat Karen ta k kamyabi ki taraf ja skain..
        • #19 Collapse

          Re: jaiza : greed hamara enemy hain

          Assalamu Alaikum dear Forex member ji bilkul theek kaha aapane ke lalach hamara Dushman Hai Kyon ke lalach hamara bahut jyada nuksan karvata hai aur sometimes Itna Jyada nuksan Hota Hai ke hamara account bhi wash ho jata hai isliye Hamen Lalach Se Dur rahakar kam karna chahie Kyon Ke Jab Ham lalach Karte Hain To Ham jaldbaji Mein Bahar soche samjhe step Lete Hain aur Is Tarah Ham mistake kar Jaate Hain Jab Ham Apne agale kam ke bare mein Sochenge hi nahin aur jaldi se Ham vah kam kar denge Tu Hamare mistake Jyada hongi Aur Is Tarah Hamare kam ki quality bhi kam Hogi aur Hamen loss Hoga bilkul ISI Tarah Hamen Forex per kam karte hue bhi lalach nahin karna chahie Kyunki Jab Ham lalach Karte Hain To Hamari mistakes hoti hain Ham acche tarike Se Kam Nahin kar paate a Aur Itna Hamare kam ki quality kam hoti hai aur Hamen loss hota hai speciality trading karte waqt Hamen Lalach se Har Mumkin had Tak Dur Rahana chahie Kyunki Ham agar jaldbazi mein trade lagaenge to apni trade ki acchi Tarah Se analysis nahin kar Payenge Aur Is Tarah Hamari trade risk per Hogi Hamari trade ki acchi aur strong analysis Nahin Hogi to Hamari trade per Hogi aur Hamari trade ke loss ke chances Honge Is Tarah Hamen loss hota hai aur FIR Hamen usko recover karna padta hai aur sometime Itna Bada loss hota hai ki Hamara account he was ho jata hai isliye Hamen safe rahakar kam karna chahie tha ki Ham apni save earning ko continue rakshakan isliye lalchi Se Har Mumkin had Tak Dur Rahe yah aapka Dushman hai
          • #20 Collapse

            Re: jaiza : greed hamara enemy hain

            Ji han bilkul Hamen bilkul bhi gredy hokar Kam Nahin Karna chahie Jitna Jyada Ham main se kam Karenge Hamen Itni hi acchi earning Hogi isliye Hamen lalach Se Nahin bal Ke Mehnat sy Profit earn karna chahie Hamari mehnat hi Hamari kamyabi ki zamanat hai agar Ham lalchi hokar Forex Mein work karte hain then Hamara account wash ho jaega aur Hamen loss ho jaega isliye Hamen minut se aur Sabar se Trading Karni chahie then he Ham Achcha profit gain kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: jaiza : greed hamara enemy hain

              Therefore its members han bilkul theek kahan aap Hamen kabhi bhi lalach nahin Karni chahie Kyunki Jitna Jyada Ham dalit se kam karte hain itna hi Hamen nuksan hota hai grade Nahin se kam karne se behtar hai kya mehmandari se working Karen aur bahut se log Aise Hain Ki Jo trading Mein kam karte hain aur retreating jab unhen profit hota hai to vah yah sochkar profit Ko Chhod Dete Hain ki abhi Jyada profit Hoga aur se karne se Ham ki Unka profit bhi Vash ho jata hai Raunak account balance bhi khatm ho jata hai isliye Hamen chahie ki Hamen Jo profit mil raha hun use karne Kitna Jyada ham mehnat se kam Karenge Ham Mein Ek Achcha bonus mil Jaega Rakhna account capital Mein rakhne ke bad Ham trade Lagate Hain to use wedding Mein Hamen bahut jyada fayda Hota Hai
              • #22 Collapse

                Re: jaiza : greed hamara enemy hain

                Ji Ham Sabko Yahan per mehnat Karya ke kam karna chahie o'grady Nahin Hona chahie Jo Banda Yahan Pai mehnat Karega lalach Nahin Karega wahi Yaad Rahega aur jo Banda Yahan per kam Karega vah definitely Kamyab ho jaega so isliye Yahan per Ham Sabko mehnat Karni chahie aur Yahan per kamyabi Hasil karna Ham sab ke liye important hai aur Hamen chahie Yahan per Apna knowledge apply Karen Jo Banda Apna knowledge Apne trading Mein Apni posting ke time apply karta hai vah apni posting ko aur apni trading co Kamyab Bana leta hai so isliye Ham Sabko Yahan per mehnat Karke kam karna chahie aur Apna bonus level increase karne ki koshish Karni chahie Jab Hamara se increase ho jata hai tab hamare pass hota hai aur Milta Hai Jo Banda Yahan Pai kam Karega wala seen Kamyab Hoga usko isiliye Ham Sabko Yahan per mehnat Karke kam karna chahie aur profit Hasil karne ki koshish Karni chahie because mehnat Mein ki ajmat hoti hai aur ham Sab Ko kam karne se Barkat Hogi aur Hamen Apna confidence increase karne ke liye Apna knowledge level increase karna chahie aur knowledge level increase karne mein hi kamyabi hai aur ham Sab Ko kam Karke profit Hasil karna chahie ISI Mein Hamara advantage Hoga aur kisi se Hamen kamyabi Milegi vah yahan se hi Ham future mein bhi Kamyab Honge
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza : greed hamara enemy hain

                  Introduction of Fx business :

                  dear friends trading aik profitable business hai our is main ham mehnat kar k achi earning kar sakte hai Forex business dunya ka sab se bara online business hai jis main trader full security k sat earning kar sakte hai or apne dreams pore kar sakte hai lekin jaha ye business profit deta hai wahi is k kuch nuqsan bhi hain ham is business ko agar seekh smjh ka na kren to loss bhi ho sakta hai
                  Forex business drasal currency ka business hai jis main ham gair mulki currency ki kharid o farokhat karte hai our market main currency k utar charhao se earning karte hai ku k market har time move karti rehti hai is liy profit ka nhasar hamare thik andaze par hota hai our hamari analysis par hota hai agar ham market ko smjh jaye to achi earning kar sakte hai our agr ham market ko analyse kiye bagair hi trading start kare lalach kare zayda earning ki koshish karen to loss hi ho ga

                  Why we gain loss ?
                  dear friends jaise k ham sab jante hain k trading business aik acha secure or profitable business hai lekin phir b agar ham research kare tp hame pata chale ga k success ratio just 20 to 30% hai baki 70% trader daily loss lete hai ab ham sochen ge k agar forex business profitable hai to loss ratio itni high ku hai dear friends actually trading business profitable business hai lekin jab ham is main enter hote hai to log hame good guide nahi karte hai hame just itna pta hota ha k bss order karo cell or buy karo our profit hi profit , jab ham aisi sooch k sat trading market main enter ho ge to ham lalach karen ge our bara profit hasil karne k liye market main small capital k sat big lot par kam karen ge our jb k hamare pass acha knowledge and experience nhi ho ga to ham loss hasil karen ge jo k ham recover nahi kar pae ge is trha hm business main fail ho jye ge

                  how greed is our enemy ?
                  dear friends trading business main greed hame sab se zayda nuqsan deta hai jab ham new hote hai ya old b ho tab bhi insaan ki nature ha k use jitna mily use kam hi lagta hai is trha jab ham trade karte hai to sochte hai k zayda se zayda earning kare is liye ham greed k sat market main high LOT size ka use karte huye trading karte hai our agar to hamare pass acha knowledge and experience hoga to ham profit hasil kar sakte ge warna ham itna bara loss hasil karen ge k use recover bhi nahi kar paye ge is tarah greed hame loss de ga our ham fail ho jye ge r

                  How to recover loss and avoid greed :
                  dear friends greed insan ki nature hai our ham isy khatam nahi kar sakte hai lekin agar ham koshish karen to ham apne greed ko control kar sakte hai our achi earning kar sakte hai greed ko ham mandrja zail trikon se control kar sakte hai our apni earning ko save traiky se withdraw kar k apna loss bhi control kar sakte hai
                  • sab se pehle hamare pass good trading knowledge and experience hona bohat zarori hai
                  • hamre pass demo account ka daily experience hona chaiye ho saky to daily demo account 2 hours k liey use kare is se aap ki trading ability b zayda ho g our aap achi earning b kar sakte hai
                  • hamesha fresh mind k sat trade karen our apna confidence kabi na kam karen
                  • market main entery hamesha analysis k bad hi karen
                  • lalach se bache k liye daily base par trading seekhe our pak forex forum par apna experience share kare
                  • good strategy k sat order karen
                  Ayisha Cutey's Trading Journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X