Management of trades.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Management of trades.
    Dear traders, forex trading tab hi mumkin hai jab ap trades ki management ache tareeqy se karo ge. Misal ke tor per ager ap 3 trades open kerte ho aur un mein se 1 profit mein aur 2 loss mein run kerna start ho jati haen tu ap aik time ke bad yaqeen ho jaye ga ke ap ki ko see trade loss mein close ho ge aur kon see profit mein. Ab Jo profit wali hai us ko ap secure ker laen aur koshish karaen ke next Jo bhi trade open karaen wo aisi trade ho ke us ke analysis mein kisi qisam ki koi ghalti na ho. Ta ke Jo loss wali trades haen un ka loss ap us trade se poora ker laen aur Jo dosri trade hai us se profit kama laen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Management of trades.

    Agar koi bhi trader money management ko follow karta hai to vah Forex trading Mein Jarur kamyabi Hota Hai agar ismein aap lalach karte hain aur ek Bada lot size ka istemal Karte Hain To aap kabhi bhi Ek accha profit Hasil nahin kar sakte ho aur aap always loss mein rahte hain Agar ismein apni management ka istemal karte hain aur freqs ke rules ko follow karte hue frocks Mein kam Karte Hain To aap yakinan yahan se ek bahut accha weekly profit hasal kar sakte hain Forex profitable business hai
    • #3 Collapse

      Re: Management of trades.

      Dear brother forex trading men achi trading wohi kar saktay hen jo apni trades ki management kartay hen iss liay pahlay market ka mukaml anaylsis karen aur phir acha sa pair select karen aur phir apnay balance aur experience k hisab se trade open karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen lekin stop loss aur take profit ko zaroor manage karen
      • #4 Collapse

        Re: Management of trades.

        daer forex koi aisa waisa business nai hay js main agar ham isay aisay he bay tukkay tareekay say kaam karnay say sab kuch hasil karnay main kamyaab hos aktay hain is makreet main kaam karny say pehlay hamain har aik cheez ko managmnt say kaam main lana hota hay har aik indicators aur har ik tools ko hamain manage kartay huvay kaam akrnay main ziada earning hay aur agar hamko lose hota hay to usk liye bhi yeh zaruri hay k hamain uski recovery k liiye bhi thora thora kark kaam akran chaye isay kehtay hain markeet main mangmnt.
        • #5 Collapse

          Re: Management of trades.

          dear sab se phaly hume koi be trade open krne se phaly apney account ki money management ko fallow krna chaiye is main agr hum extra kam krein gein is main hum bhagir soch samjen kam krein gein tu hume kameyab hona muskil ho jata ha hume is main samjdari se work krna hota ha hume hardwork krna hota ha kameyabi hume bhagir menat se nai milti ha hume hardwork krna hota ha achi earning k liye
          :1f60d: hard work :1f60d:
          • #6 Collapse

            Re: Management of trades.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
            Dear traders, forex trading tab hi mumkin hai jab ap trades ki management ache tareeqy se karo ge. Misal ke tor per ager ap 3 trades open kerte ho aur un mein se 1 profit mein aur 2 loss mein run kerna start ho jati haen tu ap aik time ke bad yaqeen ho jaye ga ke ap ki ko see trade loss mein close ho ge aur kon see profit mein. Ab Jo profit wali hai us ko ap secure ker laen aur koshish karaen ke next Jo bhi trade open karaen wo aisi trade ho ke us ke analysis mein kisi qisam ki koi ghalti na ho. Ta ke Jo loss wali trades haen un ka loss ap us trade se poora ker laen aur Jo dosri trade hai us se profit kama laen.
            Ji bilkul aap apni trades ko manage Karen Uske bad Apne money management Karen Jab aapki money management Hogi to tab aapki trades automatically manage Ho Jaenge matlab main ab isko close Karna Hai Isko open karna hai yah sab Kuchh trade management khelta hai...👍👍👍
            • #7 Collapse

              Re: Management of trades.

              Yes. Forex trading ma apni trades ko bhot achi tarha manage karna chahe. Forex trading ma ik time ma ik trade he lagani chahe. Forex trading ma hamesa small lot sy he market ma enter hona chahe. Forex trading ma ik he time bhot zayada trades open karny sy apka acct wash hony ma dair ni lagti kiu k capital ka free margin negative ho jata hau.
              • #8 Collapse

                Re: Management of trades.

                hello friend jiya mere Bhai aapko koshish karna chahie ki apni management complete karni chahie account key management rate ki management ji sab kuchh aapko mere Bhai set karna chahie uske bad aapko trading se profit hoga mere Bhai aap ek acchi trader Ban sakte ho lekin uske liye jarurat hai jyada se jyada mehnat ki to koshish karen jyada se jyada mahina tha Karen achcha knowledge hasil Karen mere Bhai aapki planning behtar se behtar honi chahie aapko inshallah kamyabi jarur hasil hogi
                • #9 Collapse

                  Re: Management of trades.

                  Ap agar trade 2ya3 lagatay hain aur aun main sy aik profit aur Dow loss main ja rahe hain tow Jo loss main ja rahe Hy aus k opsite aik trade lagain agar aik ap ke buy wale loss main ja rahe hay tow dousray aur currency par sell wale lagain ais sy trade braber aa jain ge phr Jo loss main ziyda jate Hy aus ko clos Kar dain ais sy ap ko loss kam aur profit ziyda ho ga
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Management of trades.

                    G haan hame trade ko manage karna chahiey aor agar aek trade abhi chal Raha hai to dosra na lagaey q keh phir ham acha profit gain nahi Kar sakte hai dosto forex me hame ziada se ziada soch samjh Kar trading karni chahiey dosto aek hi trade lagao aor ussi par fully focus rakhe tab me samjhta hoo dosto keh AP loss se Bach Kar aek acha profit earn Kar sakte hai .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X