Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....
    Assalam o alaikum dear friends ap sb ko btana chahta hon forex trading ma ham us time tk kamyab nhi hota jb tk hamin loss ho or usa ham recover nhi kr sakain trading ma kamyab us time hota han jb ham apna loss ko recover kr lata han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....

    For its Bihar Samiti jab tak aap is proper time na desi Kyon Aur market Trends store
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....

      w.a.s ji haan hamine kamyabi k liy loss ko recover karna bhut lazmi hai is liy ham haesha loss hone se preshan na hon ye baat b himin yakenin bnani chhaye har hal mien
      :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....

        Ham Forex trading main use Waqt Tak Kamyab Nahin ho sakte hain jab tak Ham ismein mehnat Nahin karte hain Agar Ham ismein Dil Laga kar kaam karte hain aur Apna regular target regular base per pura Karte Hain To Ham yahan se ek Achcha profit Hasil kar sakte hain ya Ek bahut hi accha business hai jismein ham bagair paison ke account banaa sakte hain aur ismein kam kar sakte hain kam karne ke liye Hamen Kisi bhi Jagah per jaane ki jarurat Nahin Hai Ham apne ghar mein baith kar is per kam kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....

          Ji han aap sahi kah rahe ho kamyabi use time tak kisi trader ko nahin milati jab Tak ke vah apna loss recover nahin kar Leta kyunki forex bahut hi risky business hai aur is business ko samajhne ke liye forex ko jyada se jyada time Dena padta hai aur jab Koi trader apna loss isliye recover kar leta hai to use aur bhi jyada experience ho jata hai kyunki loss vahi trader recover kar pata hai jiske pass experience or knowledge achha hota hai aur kamyabi ki bhi sabse pehli nishani yahi hoti hai ki trader apna loss recover karle aur loss recover tabhi hota hai jab kisi ke pass achcha experience or knowledge hota hai hamen sabse pahle learning par focus Dena hoga aur forex ke kam ko samajhna hoga aur yah koshish kar li hogi ki Ham apna loss isliye recover kar sake jab Ham apna loss isliye recover kar lenge tab hamen achcha experience aur knowledge ho jata hai jo kamyabi ki ek nishani samjhaie jaati hai forex mein kamyabi hasil karne ke liye mehnat karni hogi aur acche tarike se practice karni hogi aur trading skills hasil karne honge jitne acche trading skills hamare pass honge utna hi achcha aur Behtar benefit hamen forex se hasil hoga
          Last edited by ; 28-06-2020, 03:04 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....

            dear brother Forex trading mein agar aapane kam karna hai aur ismein kamyabi Hasil karni hai to aapko ismein mehnat karna Hogi aur isko Jyada Se Jyada time Dena Hoga Kyunki Forex trading Mein Jab tak aap time nahin Denge aur mehnat Nahin Karenge aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte trading cake bahut hi Jabardast online businessHai jismein Ham jitni Jyada mehnat karte hain Hamen ismein Itna achha profit hone ke chance hote hain Hamen chahie ki Ham ismein Jyada Se Jyada mehnat Karen aur isko time Dena Sath ki Hamen Achcha profit Ho
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....

              dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn sb sa moshkil kam loss ko recover krna hota ha aur forex trading mn kamyab aur achha trader woh he hota ha jo loss ko recover krta ha lekin loss ko recover krnay k liay apkay pass achha trading experience zroori ha
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....

                Forex per mehnat karne se hi kamyabi milati hai Insan use vakta Kamyab Nahin Hota jab tak vah mehnat nahin karta so Ham Sabko apni mehnat ko improve karne ke liye apni learning aur apne knowledge par focus karna chahie Jo person Apne knowledge ko improve Karta Hai vah satisfy Ho ka apni trade ko continue Rakhta hai because vah Ek Mehnti Insan Hota Hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma us time tk kamyab nhi hota....

                  Ji han Forex trade Mein Pak Forex Mein Hamen tab tak kamyabi Hasil Nahin Hoti Jab Ham up jab tak Ham Apne kaam par focus Nahin Karte maximum posting Nahin karte hain aur apni posting Mein maximum quality per focus Nahin Karte Agaram inches per focus karte hain tabhi Hamen kamyabi milati Hai Iske alava Muhammad bahut jyada jaruri hai knowledge informations experience Ka Hona jaruri hai experience knowledge aur information kamyabi ke setups hai aur pop aur trade ke liye proper planning bahut hi important hai Kesari Ham Park Forex Mein Kamyab ho sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X