Overconfidence sa ap ko loss milta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overconfidence sa ap ko loss milta hai
    Asslam.o.Alikam dear forex members Ham Sab Ko chahie overconfidence Mein Nahin because overconfidence Hamen nuksan deta hai isiliye overconfidence se bacche Hona chahie aur apni trade Soch Samajh Kar open Karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

    Forex trading karnay kelye confidence hona zaror chaey magar inta confidence bhi ni hona chaye kay confidence men aa kar loss kar den kyn kay jab insan taraki ki manazil tay karnay lagata hay to wo khud pay bahot sa bharosa karnay lagata hay aor kuch faisalay aisay karnay lagata hay kay wo bad men ghalt ho jatay hen aor traki tanazali men change ho jati hay to jo log foex men expert hen wo over confident na hon bal kay myani ravi sy kam karen gy to kamyabi hoti rahay ge aor jab bhi koi kam over confidence sy ho ga to mistakes lazmi hoti hy is lye hamen forex men kamayb honay keye mistakes sy bach kar kam karna ho ga.
    • #3 Collapse

      Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

      agar hum is main over confidence sy kam kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum is main agy bar sakty hai hum is man aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily base par kam ko pora karna chahey
      • #4 Collapse

        Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

        Ji han aap sahi kah rahe ho over confidence se hamesha nuksan hi hota hai jo bhi trader over confidence Ho karke kam karta hai vah hamesha nuksan mein hi rahata hai kyunki forex mein jitna profit hai utna loss bhi hai forex ke kam ko samajhne ke liye sabr se kam karna hoga aur hamesha forex main vahi trader achcha kam kar payega Jo market ko samjhega aur iske trend ko samjhe kya hua market ki direction ko bhi har time analysis karega aur proper analysis karne ke bad Hi aag laga forex ko samajh le ke liye acche se achcha experience hasil karna hoga aur acche tarike se market ke trend ko bhi samajhna hoga forex main sirf mehnat karke hi kamyabi hasil ki ja sakti hai aur jo mehnat per yaqeen rakhta hai aur sab se kam karta hai wahi trader forex mein success hasil karega hamesha shabd se kam karna chahie aur overconfidence hokar kabhi Kam na karne Varna nuksan hi hoga
        • #5 Collapse

          Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

          dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn overconfidance sa bhi ziada tr loss he hota ha keun k kuch logon ko jb achha profit milta ha to woh khud ko expert smjhnay lgtay hn aur big risk letay hn aur jb trades loss mn jati hn to account bhi wash ho jata ha
          • #6 Collapse

            Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: maliktahseen پيغام ديکھيے
            Asslam.o.Alikam dear forex members Ham Sab Ko chahie overconfidence Mein Nahin because overconfidence Hamen nuksan deta hai isiliye overconfidence se bacche Hona chahie aur apni trade Soch Samajh Kar open Karni chahie
            Salam members g bilkul overconfident Kam nahin krna chaiye is main hmeshasoch samjh k Kam kren trading humesha soch samjh k krni chaiye isliye bhut zrooori hai overconfidence nahi hona chaiye is main AP hi ki nuksan hai isliye mehnat kren confident Kam kren inshaAllah kamyab hongy ... Trad ko soch samjh k open krna chaiye na overconfident Ho ke ...
            • #7 Collapse

              Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

              jee bhai ap ne sahi kaha main apki baat se agree karta hun forex main agr ap over confidence se kaam karen gy to ap iss mian loss he lain gy apko isko pehlay achi tarah seekhna chahiye us k bad he ap is mian inter hon kiun k iss mian bina plaining k ap kabhi bhi kamyaab nai ho payen gy iss mian apko apni aik stratgi creat karny k bad he apko iss mian trade leni chahiye nai to ap ko iss mian bohat loss honay ka kahtraa hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

                Forex online business hy is main hm kamyb hona hy acha profit hsil krna hy to hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra subr sa kam kra jeldbzi kbhi bh na kra tb hi kamyb Ho ga or hm business main kbhi bh overconfidence nhi hona chya ugr aysa ho ga to kbhi bh kamyb Nhi Ho ga is sa hm loss hi Ho ga is lia hm subr sa soch semjh kr kam krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                • #9 Collapse

                  Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

                  jee bhai ap ne sahi kaha main apki baat se agree karta hun forex main agr ap over confidence se kaam karen gy to ap iss mian loss he lain gy apko isko pehlay achi tarah seekhna chahiye us k bad he ap is mian inter hon kiun k iss mian bina plaining k ap kabhi bhi kamyaab nai ho payen gy iss mian apko apni aik stratgi creat karny k bad he apko iss mian trade leni chahiye nai to ap ko iss mian bohat loss honay ka kahtraa hota hai iss mian hmen apny senior or teachers se rehnumai leni chahiye or ho saky to mistake bohat kam se kam karen tabhi ap iss mian sucsess hasil kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

                    Forex mein hamen overconfidence ke sath work aur trading nahin karni chahie jiski wajah se forex mein ham nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai isliye forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye hamen ache confidence ke sath work aur trading karni chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

                      Over confidence se hamesha nuqsan hota he jab forex trading me profit milta rahe aur ham regular profit Kama rahe hon to zahir si baat he har insan k andar confidence peda hota he lekin ye confidence bhi ek had tak acha he forex me hamen over confident nahi hona aesa na ho k is k hote hue ham market me trend dekhe bina trading Karen aur hamara profit bhi loss me tabdeel ho Jaye is me bahut soch samajh k trading karni chahie aur patience se kam karna chahie to is tarah ham apna account safe Kar payen ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

                        assalamu alaikum friend ham log jante Hain ki koi bhi kam log karte Hain to uske andar overconfidence bahut hi zyada hamen nuksan pahunchata hai aur Forex trading ke andar aur confidence ki koi jagah nahin kyunki Forex trading ke andar ek achcha analyses he aapko acchi trading mein profit dilva sakta hai aur confidence hamesha maar khata hai is business mein aur Loss uska muqaddar banta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

                          Apki bat darust ha overconfidence say aksar loss hota ha kyun k forex ki market aik ghair yakeeni type ki hoti ha ic mn kuch kaha nai ja skta k anay walay time mn kia ho ga. Aur aik masla aksar yeh hota ha k shuru shuru mn jb regular profit ana start hota ha to overal aik self confidence build ho jata ha aur us say aksar loss hota ha. Hmain ic say bharpor faida uthana chaheay aur aur hamesha overconfidence say bachna chaheya is say aksar nuqsan he hota ha. Safe reh k small lot k sath trade krain aur kbi bhi over confidence ki feelings apnay andar develop na hobay dain nai to iska nuqsan he ho ga. Ic leay yeh zaruri ha k hamesha confidence build krain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Overconfidence sa ap ko loss milta hai

                            Ji, aik do trades main profit get karny kay bad bhi hamain khud ko expert trader nai samjhna chahiye balkeh every time forex main achi trading kay liye market and trends analysis lazmi karny chahiye ta keh hum overconfidence say bach sakain or forex main kamyabi say trade karty rahain.
                            Last edited by ; 28-06-2020, 03:33 PM.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X