Commodities vs Currencies or Metals
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Commodities vs Currencies or Metals
    Dosto forex trading mn commodity matlb Oil, NSG ek acha group h jis pr kafi acha profit ho skta h q k en ki move fast hoti h aur enki analysing bi zayada mushkil ni h.
    Metals mn Gold, Silver etc hn lakin ye ek risk wali trade hoti h q k against Chala Jay to phir reversal mn bht time bi lg skta h aur hum as bonus trader itna time trade ko hold no KR skty aur wash out ho jata h.
    Third group mn currencies hn Jin ki trading zayada safe aur easy option h q k ye slow move hoti hn aur en sy bht km account wash hota h. New traders k ly best option hn k wo yahan sy start kr k real market mn enter Hun aur apna experience increase krain aur slow slow chalty huy apni daily ja earning target achieve krain.
    Ap log daily trading k ly kis group ko prefer krty hn?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Commodities vs Currencies or Metals

    G ap sahi keh rhy hain pr isme mughe koi experiance nhi hai so mughe itna ziada nhi pta keh ksy trade krt hai me abhi begginer houn asista sista seekh jaoun ga tb kron ga un cherezoun me investment

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Commodities vs Currencies or Metals

      hum currncy mai kam kar ky bonus kma sakty hain hamy soch samj kar kam karn ho ga pher he hum kam kar kypasia kama saky gy hum is mai raat mai ya din mai kes be wakt ka time tbale bana akr kam kar sakty hain hum i mai agar kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamara accout band ho juy ga hamy is mai ahtyet sy kam karna ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Commodities vs Currencies or Metals

        Ji bilkul main aapki bahut se agree karta hun oil per trading karna bahut hi jyada profitable hota hai nisbat Gold ke commodities trading karna currencies format alkenes back Jyada profitable hoga but iske liye Hamen Forex Mein Achcha experience gain karna padega Bina experience ki ham achi earning nahin kar sakte oil per trading bahut hi profitable hai currency ke pair mein bahut jyada vate karna padta hai dusra uski ki aap down movement bahut hi slow hoti hai but oil ki movement bahut acchi Hoti Hai Ham use per kam Karke acchi earning kar sakte hain aur cprofit game kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Commodities vs Currencies or Metals

          Har EK trader apni choice per trading kar raha hota hai maximum aise trader Hain ke Jo sirf currency trading kar rahe hote Hain kisi bhi member ko jis tarah Se trading karna best lagta hai har EK member ko usi tarah Se Hi trading karna chahie kyunki Jin members ka experience jis tarah Se hota hai use member ko maloom hota hay aur vah usi taraf se trading kar raha hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Commodities vs Currencies or Metals

            Forex trading main kafi pairs hain, but ham un he pairs main trade kar sakty hain jin kay liye hamain acha knowledge, experience and capital get and arrange karna easy ho, or jin main hum easily anaysis kar sakain, tab he hum aisy pairs main loss say bach kar earning kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Commodities vs Currencies or Metals

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran746 پيغام ديکھيے
              Dosto forex trading mn commodity matlb Oil, NSG ek acha group h jis pr kafi acha profit ho skta h q k en ki move fast hoti h aur enki analysing bi zayada mushkil ni h.
              Metals mn Gold, Silver etc hn lakin ye ek risk wali trade hoti h q k against Chala Jay to phir reversal mn bht time bi lg skta h aur hum as bonus trader itna time trade ko hold no KR skty aur wash out ho jata h.
              Third group mn currencies hn Jin ki trading zayada safe aur easy option h q k ye slow move hoti hn aur en sy bht km account wash hota h. New traders k ly best option hn k wo yahan sy start kr k real market mn enter Hun aur apna experience increase krain aur slow slow chalty huy apni daily ja earning target achieve krain.
              Ap log daily trading k ly kis group ko prefer krty hn?
              Yes dear apki information bahut achi han or informative han. Ma is ma kuchchezin add krna chahta hun stepwise.

              Commodities:
              Commodities ma Oil or NSG shamil han. Agr ap is pa trading krna chahty han tu is ma lot size pa b focus krna ho ga.

              Metals:
              Dear is group ma ap ka silver or Gold include hoty han. Is ma ap bahut profit hasil kr sakhty han or is mab lot size is hisab sa rkha krin or ya ik risky group ha.

              Currency Pairs:
              Dear agr ap junior members han tu ap initially stages per is group ma kam start krin js ma bahut sa currency pairs included hoty han.
              • #8 Collapse

                Re: Commodities vs Currencies or Metals

                Ham Logon Ko Apne account size ko Nazar Mein rakhte hue trading Karni chahie Hamesha hi for example Agar Ham logon ka account size $100 Tak Hai To Ham Logon Ko koshish Karni chahie ki ham log kabhi bhi 0.01 se lot size ko increase mat Karen aur metals ke upar trade bilkul Bhi Na Le aur Hamen Ek chij important jo hoti hai vah yah hai ki Ham Logon Ne is market ke andar Hamesha money management ko improve karte hue kam karna hai money management karne se hi Achcha profit Hota Hai
                When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                :)
                (AbdulWahab33)
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Commodities vs Currencies or Metals

                  sab kuch acha hai jis ko jis pe experience hai us ke liye wo acha hai hmain bus us pe kaam karna chahiye jis pair pe hmain acha experience hai agar ham ne is mein mehnat nahi ki to hmain is mein buhat loss ho ga aur hmain agar kameyab hona hai to hmain chahiye ke ham practice ko focus karain agar ham practice karian ge to hmain is mein knowledge mile ga tab ham kuch kar sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X