Mehnat aur kamyabi ek sath sath

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mehnat aur kamyabi ek sath sath

    Ji aapane bilkul theek kaha ke Hamen Agar Ham mehnat se kam Karenge to kam hai abhi bhi Hamare Sath Sath Hogi Agar Main Se Kam Nahin Karte to kamyabi hamare Sath Nahin Chalegi aur usse Hamen bahut Salasar Rona padega Hamen chahie ki Hamen mehnat Aur imandari Ke Sath Apna Kam nibhaanaa chahie Agar mehnat karte rahenge to kamyabi bhi Hamare Sath Sath Chalti Rahegi mehnat Hi Se Hamen kamyabi Hasil hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mehnat aur kamyabi ek sath sath

      Aslam o alaikum
      Doston may umeaid krta ho k ap Tamam dost khariyat sy ho gay Aor apna kam waqat par kr rhy ho gay doston mehnat aur kamyabi ek aisi chij hai jisko ignore nahin kiya ja sakta mehnat hai to sab kuchh mehnat nahin hai to kuchh nahin doston mehnat Karne wale insan kabhi bhi NaKam nahin hote mehnat karne se hi kamyabi hasil hoti hai isiliye Tamam Forex member ko chahie mehnat aur kamyabi per focus Karen Taki Forex form per apne kam mein mein kamyabi hasil kar saken
      • #33 Collapse

        Re: Mehnat aur kamyabi ek sath sath

        ji han forex trading mein agar aapka naam kya aap trater banna chahte Hain to aapko forex trading mein bahut jyada struggle karna padegi tabhi aap forex trading mein achcha fayda aajkal ho sakta hai forex trading mein jyadatar hamen apni motion ko control karna ho gaya aur apni feeling control karke hi Ham acche trader Ban sakte hain kyunki forex trading mein agar Ham apni feeling control nahin karenge jazbati honge apne nuksan mein risk lenge apne nuksan Ko recover karne mein to hamen jyada nuksan hota hai forex trading mein money management ka khaskar rakhna padega tabhi aap ismein chicken ja be a sarkar sakenge
        • #34 Collapse

          Re: Mehnat aur kamyabi ek sath sath

          Dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. Jab ap mehnat kren gy mehnat se kam len gy apna kam wakat per kren gy to apko kamyabi mile gi.
          Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
          • #35 Collapse

            Re: Mehnat aur kamyabi ek sath sath

            G han sahe kaha mehnat or kamybi sath sath hy hum forex me tabhi kamyb hungy jab dil laga kar mehnat karen gy q k mehnat me azamt hy mehnat me kamyabi hy ise liy hamin hamesha mehnat me he kamybi hoti hy
            • #36 Collapse

              Re: Mehnat aur kamyabi ek sath sath

              mehnat aur kamyabi ek sath sath agar Ham mehnat karenge to kamyabi hamare sath rahegi aur duniya ka sabse accha platform hai is per Ham jitni mehnat karenge kamyabi hamare utna sath rahegi isliye hamen chahie Ham apna experience or knowledge to increase Karen hamara knowledge de mein kaun se banega time account per Ham jitne progress karenge itna hamara knowledge padega demo account se ki Hui practice hamen trading karne mein aasani paida karti hai
              • #37 Collapse

                Re: Mehnat aur kamyabi ek sath sath

                A. O. A kiya hall hy umeed karta ho sub dost khariyat say ho gay aur acha proft hasil kar ho gy isi thra menat karty rhy g dosto apny tek kha ky mehnat aur kamiyabi ik sath sath hy agr ap mehnat say kam kary gy to ap ko kamiyabi say koi ni rok sakta is liy mehnat ky sath kam kart rhy aur acha proft hasil karty rhy duniya jo inshan kamiyab howa ho wo mehnat ki waja say howa hy q ky mehnat aur kamiyab ik dosry ky sathi hy agr ap is forex me mehnat kary gy to ap ko acha proft hasil krny say koi ni rok sakta so isi thra mehnat karty rhy aur acha bouns hail karty rhy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Mehnat aur kamyabi ek sath sath

                  Assalam walekum bhai jaan aapane girlfriend theek baat ki hai mehnat aur kamyabi Ek ek sath sath hoti hain agar aap Kisi bhi business ke andar mehnat karte hain tab aapko kamyabi Mumkin hoti hai agar Ham mehnat Nahin Karte tab aapko kamyabi Hasil Nahin Hoti Duniya ka koi bhi business aur Vahi Banda Kamyab hota hai jo mehnat Karta Hai Hamesha mehnat karne walon ke sath Allah Hota Hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X