Start ma nakami phir kmyabi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Start ma nakami phir kmyabi
    Dear friends hmy start ma nakami ho sakti hy jisy hm zeada sy zeada learn krty hn to phr bad ma hm kmyab ho jaty h. Qnk hmy apni mistake sy learn krn lety hn or expert ho jaty hn jis waja sy phr hmy kmyabi milny lg jati hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Start ma nakami phir kmyabi

    اصل پيغام ارسال کردہ از: umardraz639 پيغام ديکھيے
    Dear friends hmy start ma nakami ho sakti hy jisy hm zeada sy zeada learn krty hn to phr bad ma hm kmyab ho jaty h. Qnk hmy apni mistake sy learn krn lety hn or expert ho jaty hn jis waja sy phr hmy kmyabi milny lg jati hy.
    Assalamu alaikumaapki baat theek hai ki hamen start mein Na kabhi mil sakte hain lekin kabhi bhi apne aap ko nahin mayus hona chahie aur jyada se jyada mehnat Karen tha ki acchi kamyabi mil sake.
     
    مرشد
    • #3 Collapse

      Re: Start ma nakami phir kmyabi

      g apsahi keh rhy hain keh start me tu nakami hoti hai pr jesy jkesy humkaam krny lg jaty hain usi ky sath sath hum acha earn bhi krny lg jaty hain yehi ek tarika hai jis sy hum acha earn kr skty hain

      Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





      • #4 Collapse

        Re: Start ma nakami phir kmyabi

        اصل پيغام ارسال کردہ از: umardraz639 پيغام ديکھيے
        Dear friends hmy start ma nakami ho sakti hy jisy hm zeada sy zeada learn krty hn to phr bad ma hm kmyab ho jaty h. Qnk hmy apni mistake sy learn krn lety hn or expert ho jaty hn jis waja sy phr hmy kmyabi milny lg jati hy.
        <br>
        Assalamu alaikum dear aapki baat theek hai ki start mein hamen na karni mil sakti hain lekin hamen kabhi bhi har na nahin chahie apne aap ko proof karna chahie ki Ham kuchh kar sakte hain aur ham kisi se Kam nahin sakht se saaf mehnat Karen aur aage badhane ki koshish karen to Ham acche trader Ban sakte hain inshallah.
         
        مرشد
        • #5 Collapse

          Re: Start ma nakami phir kmyabi

          No. Forex forum ma aj kal gher meyari threads ki bar mar hoti hai. Forex forum ma agr ap achy thread ka wait karny ma lagy hain to ap ko limit pori karny ma bhot muskil pesh aye gi. Forex ma meyari kam bhot kam log he kartyn hain. Jo trader forex ma acha kam ni karta wo hamesa loss ma or kam bonus ki tension ma he rehta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Start ma nakami phir kmyabi

            agar humian es main loss ho jata hain to humian es main boht sbr sya humian es main our humain es main boht mahnatr say hum es main kam kar kay hum es main sucess hos kty hain our hum es main kam kar kay hum es main ache earning be hasl kar skty hain our forex kbe be na bnd hanay wala business hain our hum es main bgir pison kay account bna kar hum es main kam kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Start ma nakami phir kmyabi

              Forex mein hamen nakam hone par himmat nahin harni chahie balke nakam hone par pahle se zyada mehnat karni chahie aur loss se learn karna chahie aur forex main loss se bachne ke liye hamen apne experience our knowledge ko increase karna chahie aur forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie jisse forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi earning bhi hasil kar sakte hain aur forex mein ham ek ache trader bhi ban sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Start ma nakami phir kmyabi

                hum apne mistake sy seekty he hai hamy is mai loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey pher he hum market main run kar sakty hai hamy is ma aik time table bana kar kam karna chahey yai aik legal karobar hai hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hajn hum is ko apna life time career be bana sakty han hum is mai live chat karty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Start ma nakami phir kmyabi

                  G dear member aapki baat bilkul sahi hy kisi bhi business mein start mein nakami hee milti kyo ky experience nahi hota agar hum baat karain forex ke tou is mein start mein loss or nakami lazmi milti hy kyo ky forex aik professional business hy or koi bhi newcomer start sy professional nahi hota. Mistakes hona aik zaruri amal hy kyo ky isy ye pata chalta ky trader try kra lakin apni mistakes sy seekhna sabse behtreen skill hy.
                  Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                  • #10 Collapse

                    Re: Start ma nakami phir kmyabi

                    No. Forex discussion board ma aj kal gher meyari threads ki bar mar hoti hai. Forex discussion board ma agr ap achy thread ka wait karny ma lagy hain to ap ko restrict pori karny ma bhot muskil pesh aye gi. Forex ma meyari kam bhot kam log he kartyn hain. Jo dealer foreign exchange ma acha kam ni karta wo hamesa loss ma or kam bonus ki anxiety ma he rehta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Start ma nakami phir kmyabi

                      Bilkul beginners ke sath hamesha aise hi hota hai aur short mein nakam hote hain aur FIR hasta hasta jab Fox ko apna time dete rahte Hain To vah Forex mein kamyabi ho jaate Hain vah apni mehnat se khud ko is business mein Kamyab banate hain jo bhi is business mein Kamyab hota hai vah sirf aur sirf vah apni mehnat ki vajah se hota hai agar Ham bhi chahte Hain To hamen mehnat karni hogi aur bahut jyada mehnat karni hogi sakte hain yah ek online business haay jismein Ham part-time bhi kam kar sakte hain aur FIR time bhi kam kar sakte hain jab hamara Dil chahe hamesha mein kam kar sakte hain.

                      Never Lose Heart.
                      • #12 Collapse

                        Re: Start ma nakami phir kmyabi

                        G han pak foreign exchange mein hamen nakam hone par himmat nahin harni chahie balke nakam hone par pahle se zyada mehnat karni chahie aur loss se research karna chahie aur forex most important loss se bachne ke liye hamen apne trip our know-how ko expand karna chahie aur foreign exchange mein hamen buying and selling discomfort self belief ke sath karni chahie jisse foreign exchange mein ham kamyab ho sakte hain aur achi incomes bhi hasil kar sakte hain aur foreign exchange mein ham ek soreness dealer bhi ban sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Start ma nakami phir kmyabi

                          Assalam o Alikum, g forex ma start ma knowledge kam hony ki wja sa hmein nakami ho gi but bd ma hmrno bht kamiyabi mily gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Start ma nakami phir kmyabi

                            Hello friend kaise ho sab log ummid karta hun aap sab khairiyat se honge mere Bhai aapko batana chahunga ki ek Hi Din mein Koi achcha trader nahin banta sabse pahle aapko main karni padati hai mere bhai trading mein loss bhi hota hai profit bhi hota hai Koi dry direct hi achcha businessman hi achcha theatre nahin banta pahle loss uthana padta hai mere bhai na kami ke bad hamesha kamyabi milegi lekin Dil chhota nahin karna chahie mehnat nahin chhodane aapane hard work karte hain aur jyada main Karen agar aapko loss hota hai apna loss recover Karen apni galti ko sudhar inshallah aap Kamyab jarur honge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Start ma nakami phir kmyabi

                              Kisi bhi kam ka start up laina boht hi ziada mushkil hota hy aur jab wo koi kam shuru karta hy to usay us kam may liss hota hy aur wo usi loss ko daikhtay howay agay sekhta hy forex bhi isi tarah ki market hy is may shuru walay ko loss bhi ho sakta hy lakin jaisay jaisay wo apni khamia dor karay ga aur apnay kam per mehnat karay ga to wo agay zaror kamyab ho ga aur achi earning kar sakay ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X