Trading Krtay Huay Apny Profit K Teen Hissay Kr Diya Karayn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    i agree profit ke 3 hisse karne ke zaroort nahi he just 2 hisse kar den aik hissa apne liye or doosra Allah ki rah me kisi zaroort mand person ke den men bhi aese he karta hon or Allah ki rah men kuch dena bhi chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      han dear ye aik real buiness hais i ko kahein bhi kiajksta hai ye aik good buines shai is ko kisi tiembhi kiajskta hai ye aik acha buiness hai si ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buiness hai
         
      • #1113 Collapse

        humain trading main agr profit hasil hota hay to humain is main teen hisy karny hon gain profit kay aik hissy ko humain Allah ki rah main dyan ho ga or humain aik hissa investment kay liye rakhna ho ga or huamin aik hissa apnay liye rakhna ho ga
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #1114 Collapse

          apki ye baat theak hay agar hum aisay trading main earn kiey profit kay hisay karen gay to humari earning main barkat rahy gi aur hum es trha jinki help karen gay unki duwao say mazeed kamyab earning kar sakty hay
          • #1115 Collapse

            bohat he behtareen baat hai yeh hamesha apne profit ke teen hisse he karne chahiyen ham ko ham jab tak mehnat kar rahe hote hain or kama rahe hote hain tab tak ham ko chahiye ke Allah ke naam ka hissa zarur nikalen takay karobar me hamesha barkat peda hoti rahe .
            • #1116 Collapse

              haan sahi kaha ap nay teen hisay kr lyny chahye hain profit k ALLAH K naam pay ju daita hai wu kabhi mar nae khata niyat saf manzil assan, or safe side pay bhi kuch rakhna chahye ta k market ager buhut bhi nichay chali jai tu account man kuch hu sahi dobara kam krny k liye.
              • #1117 Collapse

                apki baat theak hay agar hum profit kay es trha hissay karen gay to market main bohat acha profit earn kar sakty hay so humay chaihey keh dil lga kar forex trading ko learn karen tabhi kamyab ho sakty hay
                • #1118 Collapse

                  apki baat theak hay agar hum aisay karen gay to market main theak say apni earning ko continue rakh sakty hay so humay chahiey keh forex trading ko theak say time dain tabhi humay theak result mitla hay
                  • #1119 Collapse

                    trade ko krny k bad hum nay is main say kitna with draw krna hota mera ye kehna hai k agar ap ka account main kum balance hai to is ka balance ko zada hony k liay chor do or is say hum next time main behter trade kr laity hain zada big lot vali
                    • #1120 Collapse

                      Yeh to depend karta hy keh aap ney kitna profit earn kia hy aur aap ki kia zaroorat hy. Agar aap ko money ki zaroorat hy to aap maximum profit withdraw karwa lain aur agar aap ko itni zaroorat nahi hy to aap 50% withdraw karwa lain aur 50% account main rehnay dain aur is sey trading kr key mazeed profit hasil karney ki koshish krain.
                      • #1121 Collapse

                        wah g wah real mn ap na dil jeet liya ha ka forex market ka ander earning mn just lalech na krn ka ap na e sara ka sara paisa use krna ha dear always try krn ka forex market ka ander kam krna ka liya ap logon na hamisha apna sath ka ghreebon ka bh khyal rakhn to ap ka dill bh stassfied rehta ha and ap log kam bh skon sa kro ga sub sa best to ha ka ksi buzurg ghreeb ya child sa e cheez purchase kr ln to bhot e behtr ha
                        • #1122 Collapse

                          aap ki soch bohat achi hai aisa hi karna chye aor Allah ki rah main to dete hi rehna chaye aor us ka koi hisaab nahee rakhna chaye aor trading main invest kar k apna capital increase karna bhi zaroori hai is liye aap ne bilkul sai thread ki hai
                          • #1123 Collapse

                            teen hisay karny say hamen apnay ak hisa loss k lye recover rakahan par skty ha or ak hisa ap ka profit k lye use ho jata ha or ak hisa ap ka bad deads k lye use hota ha k jab kabi ap ko loss ko face karyen tu is say ap ko bear kar skty han
                             
                            • #1124 Collapse

                              is tara say kr saqty hain k khud ki sari is main planning hoti hai kun is main kaam ko profit ko with draw kr laity hain bus yehi jo cheez hum ko teek feel hota hai kr laina teek hai kun k is say humy nuksan ho saqta hai or koi b is main pher option nahi hai
                              I LOVE PAK FORUM
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                ye lamzi nai ha kay ap is ko teen hisay karay kyu kay agar apko aik acha profit mil raha hai tu apko us time pe hi is ko cover kar lena chai is ko mazeed nai dekhna chaiy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X