Trading Krtay Huay Apny Profit K Teen Hissay Kr Diya Karayn
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Yes dear, aap ny bohat achi advise ki hay . hum sab ko chaheye kay hum apni earning say charity zroor karey . apni earning main say hum ko re-invest kay liye bi zrror rakhny chaeye. Ye aik bohat acha method hay is say aap ko soul sanctification milti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      i think it is not the too much good idea and the too much good practice i do not think that there is any kind of the advantage of this on our trading the trading is not like that if you want the success then you should make your own plan
         
      • #93 Collapse

        Mein aap ki baat se mutafiq hun, Lekin kya aap bhi aesa karte hain? Well...! Forex ek high income business hai is main se hum buht earn karte hian aur agar Forex se earn ki hui raqam se kuch kherat bhi karenge to is main barkat ho jaegi.
        • #94 Collapse

          Base on me i will say that any time that you are trading you must try at all times to be in the right trend of the market so that you will be very happy when you are making your money at any given time
          • #95 Collapse

            yes offcoarse i m agree with your plane forex trading mein kamaya hua jitna bhi profit hai uskay ap teen hissay kar kay aram aram se withdraw karwa saktay hain forex mein ye policy best rahey gy aur apko is mein bohat asaani bhi hogy
            • #96 Collapse

              It is very good for any one that is new in trading for such trader to try and be very focus so that he will be able to raise is money from one level to the other and the sure way to do that is for you to be in the right trend at all times
               
              • #97 Collapse

                good question esa karo brother jub trading start kar lo our pher ap weekly ka profit may do best ho ga ap k mutabeq sahi say pata chalay ga our ziyda booj b naho ho ga ap ka question bahot best hai
                • #98 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: alizai پيغام ديکھيے
                  Dear Traders, Main apko ek baat batana chahta hoon k jab bhi ap trade krayn tu shuru krny say pehlay ap apny zehn main or dil main decide kr layn k jab bhi muje jitna Profit hoga Usky main 3 hissay krunga, Ek Hissa ALLAH k naam per dunga, Dosra Hissa Apnay lye Rakhunga or teesra ko dobara unvest kr dunga, Inshaallah Phr apko acha profit hoga, Azma Lijye!!!
                  Bahi take profit ko divide na karain or na he es k 3 hisay karrain or na he dil ya zehen mai decide karain k ap ney kiya karna hai.Humesha analysis ko use karian or jab analysis ki madad se ap stop loss and take profit chose karty hain tu un ko follow karain jab ap dil se kam lain gay tu ap ko nuqsan ho ga or ap apna take profit hasil nahi kar sakain gay.Jab trade ko laga dain phir market ki sutitation ko apny past experience se samaj kar acha decision apni knowledge se lay kar ap kamyab ho sakty hain.
                  Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                  • #99 Collapse

                    g bhai aap ne buhat acha mashwara diya hay lakin aisa shayed hi koi kare kyun ke yahan to jab koi profit karta hay to wo aur bhi ziada lalchi ho jata hay aur jitna wos ne profit kiya hota hay wos se ziaa loss kar deta hay
                    • #100 Collapse

                      agar hum aisa kartye hain to phir yeh bhi acha hota hey but i think is main is cheez ki koi lmit nahin hey keh aap apney profit ke teen hisey karen because yeh aik business hey koi bakra eid nahin hey.
                         
                      • #101 Collapse

                        as Muslim Allah ki rah main jitna kharch koro utna hi acha hai lykin main sub traders ko eyk bat bta dyna chati hoon keh forex ki income 100% hram hai hai because forex trading gambling ki eyk qisam hai main samjhti hoon keh Allah ki rah per hamysah hlal kmai do.
                        • #102 Collapse

                          waisy to bht achi bat kahi ha apny , aur ALLAH ki rah main to waisy b Dena chaiyeh is say Barkat hoti ha, aur baki jo profit ap nay earn kiya ha us per apka pura haq ha ap us say apny expenses karin aur jab ap usko use karin gay to ap mei aur motivation aye gi earning ki...
                          • #103 Collapse

                            Har bar profit k lye hi tu yahi advice di hy bro
                             
                            • #104 Collapse

                              g han apne bohat achi advice di he jab hamme profit hoto hamme allah ki rah me zaror kharch karna chahiye jab ham koi bhi cheeze allah ki rah me kharch karte hen to us kam me barkat hoti he or issi tarha jab ham trading me hua profit allah ki rah me kharch karenge to hamme or bhi zyada profit hoga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                jab hum forex main trading krty hai tab hume jab profit hota hai to hume use tree parts main divide krna chahya 1 : Allah ki rah main kharesh krna 2 : next trading ka liya investment 3 : apna khud ka expences ka liya is se ap ki zarorat bhi pore ho gi aur barkat bhi aye gi aur ap ka capital bhi bhare ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X