trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur laytay h

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur laytay h
    g han agar hum es maain trade kurtay waqt best plan bnay gaay or es kay mutabiq hum es main apna kam kuray gay to es saay hum asani say kamyab ho jay gaaay or es kay sath sath es say humaain aachi se earning bhi sani say gain ho jay giiii to es tarah say humain es main apna kam kurnaa chaahiyaay or hamesha humain es main kamyab honaa chahiyaaay:1f60e:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layt

    G bulkul apki baat bulkul thek hai k trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layta hai. Forex Trading me planning bohut acha idea hai. Planning hi k zarye se hum apne leye aik gaol banate hen aur pher ko complete karne ki koshash karten hen. Planning agar hamari achi hogi to hamen kamyabi bhi achi aur behtareen mele gi. Is waja se jab bhi planning karen to cool mind k sath karen kabhi bhi jaldi na karen. Aur planning k bagher hamen nahi chalna chaheye. Agar hamari planning kesi khas point pe nakam hoti hai to hamen apni planning par aik dafa pher se nazar sani karni chaheye. Aur ghaltion ko darust karna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layt

      hum trading kar ky pasia kama sakty hain hum isy apna life time career be ana sakty hain hum is mai live kam kar sakty hain hamy soch samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai agar lalach ban ky kam karty hain to hmara account band ho jy ga hum is mai agar lalaci ba ky am karty hain to hamara account band ho jy ga yai ai legal busness hain
      • #4 Collapse

        Re: trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layt

        Ji han taiyar aapane bilkul sahi baat ki hai Forex trading mein agar aapane kamyabi Hasil karni hai to uske liye aapko ismein best planning Karni Hogi aur timetable ke mutabik kam karna hoga agar aap ismein best planning karte hain aur timely decision Lete Hain To aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki trading Ek Aisa business hai jis mein aapko bahut active mind ke sath kam karna padta hai Agar aapke pass ismein Achcha knowledge hai aur trading ka experience hai to aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layt

          hamy week ky start mai kam or time ke planing kar lyne chahey or pher is ky hesab sy end tak kam karna chahey pher he hum is main target ko asne sy pra kar sakty hai or acha bonus hasil kar sakty hai or trading be kar sakty hai hamy is mai soch samj kar trading karne chahey hamy market ke movement ko dakth kar is main trade lagane chahey pher he hum is main profit hasil kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layt

            G haan billkul ap na billkul tk kha forex trading ma trading krta time agr ap planing sa kam krta han tu ap bohat achi earning gain krta han or kamyab hota han hamin chahia trading ka lia acha acha plan bna kr trading kran tu pr hi kamyab hon ga
            • #7 Collapse

              Re: trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layt

              Forex business waqie profitable hay laikin is main tab he profit ho sakta hay jab hum is main trading knowledge and experience use kar kay analysis karain or better trading planning kar kay achy entry point per trading order place karain tab he hum forex main successful trade kar kay profit earn kar sakain gay.
              • #8 Collapse

                Re: trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layt

                strategy banakar agar koi bhi member apni trade ko open nahin karega tu is tarah Se members ko kafi loss ho sakta hai har EK member ko chahie ke ek vah bahut hi acchi tarah Se strategy banale aur FIR uske bad hi apne kam ko acche se start kar le aur acchi planning ke bad hi acche trading ki ja sakti hai aur iske bagair members trading nahin kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layt

                  Agar ap nay trading karty wqt best plan create kar lia to ap is main is main achy say kamyb ho jao gay dear friend agar ap nay is main achy say kamyb hona hai to ap ko chayay ap is main best plan kay sath work karin gay to ham is main achy saykamyb ho jain gay dear freind agaar ham is main plan karin gay to ham is mani kam waqt main bhi successful ho jiain gay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: trading kurtay waqt best plan kay sath kam kur kay hum best earning gain kur layt

                    Assalamu Alaikum De friend aapka ji baat hai ji bahut bhi Dost Hai Kyunki aapane Pakistan Forex trading ke bare mein kaha Kyon kya aap earning ki jo Karte Hain ab trading earning kam karte hain to ismein aapko bahut hi bachat Hona chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X