Forex Trading me jaldbazi hamare sare plain ko khatam karta hia q k jo hum ne analysis ki hoti hai wo jaldbaji me trading karne se nakam ho jati hai aur hum apne matlba kaam tak bhi nahi pohunchte. Is waja se hamen jaldbazi se door ho k sabar se kaam karna chaheye. Forex Trading me hamen chaheye k sabar se kaam len. Kabhi bhi jaldi na karen aur na ye dekhen k jo trade me ne lagaye hai wo mere analysis k opposite q ja rahi hai. Forex trading sabar karne walo k leye aik behtareen zarya amdan hai. Q k jitna hum sabar sakon se trading karte hen otna hi is hamare leye acha profit bota hai. Forex trading me trade lagate bhi sabar wa tahamul se kaam lena chaheye na k jaldi karen is se hum aksar ghalat trade laga bethte hen aur pher is ka kafi bara nuqsan utha lete hen. Pehle hamen maerket ko achi tarah se janch kar aur pur sakon ho kar trade karna chaheye. Is se inshallah hamen kamyabi zaroor mele gi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим