Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..
    Is bare mein sirf Itna Kahana Chahunga ke Agar Apne account ko acche se chalana chahte ho aur kamyabi Hasil karna chahte ho to mehnat karo lekin mehnat ke sath sath is Baat Ka Khyal lazmi rakho ke kamyabi ke bich Mein lalach Nahin Aane chahie agar aap lalage Karenge to kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge isliye koshish Kiya Kare Ke Forex ki is opportunity se fayda uthane Lekin apne aap ko lalach Se Dur rakhen aap jitni safe trading Karenge aapko utna acche se earning hoti Rahegi Lekin agar aap lalach karte hain to yah aapke liye nuksan de ho sakta hai lalach karne wala Insan Kabhi Kamyab Nahin Hota isliye koshish Kiya Karen ki target Banakar apni earning Karen aap Jitna small target Rakhenge daily basis per Itni hi acchi earning kar sakte hain 1 Din Mein Koi Amir Nahin ho sakta is Baat Ko Apne mind se bahar nikal De aur Forex life time ke liye istemal Karen Apne target ke mutabik kam Karen mehnat Karen Dil lagakar kam Karen kamyabi zarur milegi Kabhi Bhi Na ummid Nahin Hona chahie aur acche ki ummid Hamesha rakhni chahie..

    :1f620: T H A N K S :1f62f:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..

    Forex Trading me agar kamyabhi ko koi cheez zyada nuqsan de sakti hia to wo hai lalach aur jaldbazi. Ye hamare sare mehnat ko zaya kar deti hai. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..

      forex aik best and uniuqe business hain hum is mi agar lalachi ban kky kam karty hain to hmara account band ho jy ga hamy is mai mahnet sy or lagan sy km karna ho ga pher he hum kam kar ky earning gain kar saky gy hum is mai agar lalach ko qabo au rak ky kam karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum isy apna life time carer be bana sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..

        ji haan asi he baat hai kamaybi hasil krnei hai to lalach se dooor jine warna ap ko kamyabi nai mily gi balk ap ko loss he loss ho ga is liy sabar aur sakoon se kam krien aur lalch se door bhagine
        :1f62e: O ho Dear Friend Like To Karo :1f61d:
        • #5 Collapse

          Re: Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..

          Forex business mein kaamyaab hi woh hota hai jo lalach nahin karta Jo log forex mein lalach kartay han un ko loss hi hota hai aur lalach se bachna zaroorat hota hai ap ko forex mein apne experience ko aur knowledge ko use kar kay trading karni cahaiye phr hi achi earning hoti hai aur agr lalach mein ziada lot size laga kar ziada profit kay leye trading kartay han tu is se kuch hasil nahin hota
          • #6 Collapse

            Re: Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..

            Kamiaabi me lalach ki koi value nahi hame lalach ke baarey me sochna hi nahi chahiey dosto ham tab Tak aek ache trader nahi ban sakte jab Tak hamare pas acha knowledge na hoo yaa acha experience aor forex me earning karne ke liey mehnat air e pwrience dono must hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..

              Ji han bilkul Mein aapki baat hai Aakhri karta hun agar aap Logon Ko kamyabi Fark Pada Mein chahie to iske liye aapko Apne Andar Se lalach ko khatm karna hoga ki lalach Buri Bala hai isliye Sabari Bala se chhutkara Hasil Karen Taki aap Logon Ko Forex form mein kamyabi mile
              • #8 Collapse

                Re: Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..

                اصل پيغام ارسال کردہ از: SyedAlishah537 پيغام ديکھيے
                Is bare mein sirf Itna Kahana Chahunga ke Agar Apne account ko acche se chalana chahte ho aur kamyabi Hasil karna chahte ho to mehnat karo lekin mehnat ke sath sath is Baat Ka Khyal lazmi rakho ke kamyabi ke bich Mein lalach Nahin Aane chahie agar aap lalage Karenge to kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge isliye koshish Kiya Kare Ke Forex ki is opportunity se fayda uthane Lekin apne aap ko lalach Se Dur rakhen aap jitni safe trading Karenge aapko utna acche se earning hoti Rahegi Lekin agar aap lalach karte hain to yah aapke liye nuksan de ho sakta hai lalach karne wala Insan Kabhi Kamyab Nahin Hota isliye koshish Kiya Karen ki target Banakar apni earning Karen aap Jitna small target Rakhenge daily basis per Itni hi acchi earning kar sakte hain 1 Din Mein Koi Amir Nahin ho sakta is Baat Ko Apne mind se bahar nikal De aur Forex life time ke liye istemal Karen Apne target ke mutabik kam Karen mehnat Karen Dil lagakar kam Karen kamyabi zarur milegi Kabhi Bhi Na ummid Nahin Hona chahie aur acche ki ummid Hamesha rakhni chahie..

                :1f620: T H A N K S :1f62f:
                ji aap mein bahut hi acchi baat ki hai ki agar kamyab hona hai to laga se nahin Karni honge katra katra bankar dariya bharta hai to aapane vahi kam karna hai thoda thoda karna hai uske bad aapki earning Bharti jayegi.....
                ​"Try try again until you succeed"
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyabi ma laalch ki koi jaga ni honi chahyie..

                  Dear friend aap ki baat bilkul theek hai agar Ham kamyabi hasil karna chahte hain to is ke liye jaruri hai apne kam per mehnat Karenisliye mehnat ke sath sath is baat ka bhi bahut jyada khyal rakhna chahie ki hamen ismein lalach nahin karna chahie kyunki agar Ham kamyabi chahte Hain to hamen is ke liye mehnat karna hogi apna target hasil karne ke liye mehnat Karen kamyabi jarur milegi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X