Re: Big lot size lagana chaye?
Aapko Apne account ke mutabik money management Karni chahie Kyunki agar aap apne account ke mutabik money management Nahin Karenge to aapko kabhi bhi achcha profit Nahin Milega Bal ke aap nuksan Mein rahenge money management ka matlab yah hota hai ki aap apne account ke mutabik lot size use Karen aur apni trade Mein stop loss aur take profit lagaen Uske alava aapko chahie ke aap ek Se zyada trade open na Karen Kyunki Jab aap ek hi currency per more than one trade open Karte Hain To ho sakta hai aapki vo trade loss Mein Chali Jaaye to Is Tarah aapko bahut loss Hoga aur aap profit ke lalach Mein Aakar bahut zyada loss hassil kar lenge aur Agar aapka account Saman hoga to aapko nuksan bhi ho sakta hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим