Dear me yeh btana chahu gi k huk mn say aksar trader stop loss ki ehmiyat ko nai samjhtay aur baghir stop loss k trading krna pasand krtay hain kyun k wo yaken rakhtay hain k market wapas apni jga pay ay gi. Kbi kbi aisa hota ha ak swing trading ki tarha market ki price usi point pay kuch time k bad zarur ati ha lekin baz dfa nai bhi ati lekin behtar yeh ha k account ki safety aur wash honay say bachany k leay stop loss lazmi lgana chaheay kyun k forex ki market itni un predictible ha k ic mn kuch nai kaha ja skta so bahut bri move here bhi jaye to agr stop loss lga hua ha to account bach jaye ja aur ap thoray loss ko revovrkr sktay hain lekin jb account he wash ho jaye to recover kahan say ho ga so ic hisab say stop loss ki ehmiyat ko samhin aur smabhal k trading krain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим