dear friends aj main ap say apna knowledge aur experience share karna chata houn forex main log asy bhi hoty hain ju hard work tu karty rehty hain mager un ko success nahi milti hai us ki sb sy main waja forex main galt education ya galt path par chalna aur us py hard work karna hai jab ap sahi rasty pay nahi chalain gay tu ap ko manzil bhi nahi mily ge is lea ap ko success bhi wrong path py nahi milti hai ager ap is bat ko note kar sahi education aur forex market ki reality ko samjh kar us pay mehnat karain gay tu ap ki hard work phir he kam aa saky ge is lea ap ko kisi achy mentor say ju forex main successfull ho us ki help ay forex main hard work karni chahye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим