Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?
    Aksar log dosro par depend karty hai aor kehtay hai kay signals waghaira kay zareye say trading karni chaheye ya kesi expert ko apna account daina chaheye trading kay leye lekan mairay khyal mai agar aapko permanent kamyabi hasil karni hai tho aapko apnah oper itemad karna hoga aor khud par yaqeen karna hoga kay ye trading aap he karoge aor aap he successful esko istemal karoge asal mai yahe real success hoti hai jab kesi kam ko aap khud say kartay ho
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?

    Jihad reading mein agar aapane Kamyab trader banna hai to aapko apne aap Anil ki Hona chahie Ham bad Shikayat kya karte hain Gate Re Laga Lete Hain lekin Jab candle Hamari against Jaati Hai yah plot Mein Jaati Hai To Ham Kabra kar apni trade lost Mein close kar dete hain lekin Agar Hamen apne aap itmad hota hai ya nahin Hota To Hamen Maloom Na Tha ki ismein Wapas trace karna hai aur Hamara Jo last hai aur cover hokar fayde Main To Dil ho jana hai aur vahan per FIR Hamen fayda Ho Jana Tha lekin Agar Hamare andar Ki Nahin Hai To Ham yah mistake lazmi karte hain aur jo bhi new trade rahe hain Vahi mistake Nasreen karte hain isliye pahle Apne andar Lekin pata Karen ki Aap Jo Bhi train le rahe hain vah Baki main aapko padega agar aap country ine Paida ho jata hai to aap Yahan per Kamyab trader Ban Jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?

      dear is markeet main kaam kartay huvay sb say ziada important yai baat oty hay k hamko apnay learn kiye huvay knolwedge py bhi trust hona lazmi hay aur sath sath hamian is baat k baray main bhi jankaari hona lazmi hay k lose koi bhi ham usay recover kar saktay hain hamara capital jitna bhi small ho hamko us say achi earning mils akty hay mairy khayal say yahi hay k ham har haal main sabi kadam rahain aur apnay aap pay bharossa karna seekhain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?

        Trading karte waqt Hamen Khud per itmad Jarur Hona chahie Forex trading Shuru karne se pahle Hamen for Uske bare mein Puri maloomat Hasil karna chahie jab tak Ham Iske bare mein Achcha experience a nahin kar lete Ham ismein Kamyab Nahin ho sakte aur stating Mein success hone ke liye jaruri hai ki Ham Iske bare mein acchi information learn Karte Rahen aur senior ke experian score share Karte Rahen acchi sharing aur acchi post se Ham Apna knowledge gain kar sakte hain aur Forex trading Mein Apna Ek Naam banaa sakte hain Forex trading kar sakta sone ke liye jaruri hai ki ham acchi practis Karte Rahen aur forest ke sath Jude Rahe
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?

          Ji han Jab Ham trading kar rahe ho to Ham Ko apne aap per yakin Rakhna chahie Humko chahie ke Ham sahi tarah se market core analysis Karen full confidence rakhen aur Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada knowledge or experience Hasil Karen Humko en pairs per ziada trading kerbe chaye jin ka hamen ziada experiemce ho aur jab tak market movement ko samajh Na Sake tab tak Sabar karna chahie aur trade ke sahi point per Jaane Tak Sabar karna chahie Taki Ham Sahi point per trade lagakar Jyada profit Hasil kar Saken
          ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?

            Kisi bahi business men tab tak kamyabi ni milti jab tak aadmi khud pori tara say handle na kaary same like forex men bhi jab tak ham khud learn kay kay fully tor pay khud kam ni karen gayt to asal profit ham gain ni kar sakty hen kyn kay agar ham kisis sy koi signals len gay to wo aadmi apni fees lay ga aor ye loss hay jab kay ham khud he kam karen gy to ye fees bach jaye ge aor 100% profit hamen mily ga aor ham agar kissi aor ko account den gay to wo bhi apna commission lay ga aor hamen loss hay is lye khud sy learn kar kay trading keren aor 100% profit len.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?

              bilkul forex tarding main jab tak ap ko apne ap apr yakeen nahi ho ga ap is business main achi tara sy success nahi ho sakty hain aur na he is main earn kar sakty hain ap ko loss ky siwa aur kuch nahi mily ga is lea ap ko is business main success hony ky lea is main achi tara sy hard work karna ho ga au full confidence say kam karna ho ga phir he ap is business main success ho sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?

                Ji bilkul trading ma kamyabi k lye personal skills ka hona bohat hi zaruri ha, trading aik complicated work ha jis ma bohat hi ziadah mehnat karni padti ha, is lye trading kartay waqat apni trading strategy pe complete trust rakhain, confidence k sath kam karain q k forex trading ma double mind aur confuse mind se ap kabhi bhi successful trader ni ban saktay hain, apnay ap pe yakeen hona chaye, apni trading methodology pe mukamal aitmad hona chaye, q k jis k pass jitna ziadah confidence ho ga utna woh kamyab ho ga, is lye forex trading ma hamesha knowledge aur trading experience ko improve karain ta k ap mazeed ashi earning kar sakain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai apnay aap par yaqeen rakay?

                  G bahut say log dosro say signal wagira lay k trade kr rahay hotay hain jo k merya khayal say aik achi chez nai ha aisay logo ka trading pay confidence kbi build nai hota aur unko khud pay yaken nai hota.jb tak apny analysis k hisab say trade open nai krain gay beshak loss he kyun na ho confidence build nai ho ga. Dosro k signal ko follow krnay ki bjye khud pay trade krna seekhna chaheay aur ic say experience ay ga aur time to time trading improve ho gi. Lehaza acha confidence paida krnay k leay zaruri ha k self analysis k bad trade open ki jaye wo ziyada useful ho gi.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X