mistakes ka nuqsan ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: mistakes ka nuqsan ?

    Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Doston Forex forum mein kam kerna Jyada Mushkil to nahin hai lekin jo members isko samajh nahin paate hain vah ise Kabhi samajhne ki koshish bhi nahin karte hain ismein iske rules ko follow karne se hi Ham Kamyab ho sakte hain lekin Agar Chhoti Chhoti mistakes ko Ham avoid na Karen Agar Ham unhen nazer Andaaz Karte Rahe Tu yah Hamare liye bahut hi jyada nuksan kar dete Hain forum Mein post karne ke liye Agar Hamare spelling mistakes Hoti Hai To isase Koi dusra member Hamari post ko acche se learn Nahin Karta aur vah Hamen thanks bhi nahin deta jisse ham zyada profit hasil nahin Karte Hamari post ko koi like Nahin deta Jiski vajah Se Jyada profit hasil nhi kar sakte.
    aur Agar Kisi bhi chij Mein investment karni ho to Agar Ham usmein Koi mistake kar de ya Iske rules follow na Karen ya FIR Ham iski information ko hasil na Karen To Ham ismein Aisa karne se bahut hi zyada loss kar dete Hain Jiski vajah se Hamara account wash ho jata hai aur ham loss Mein Ja sakte hain aise hi mistakes ko avoid karna chahie tabhi Ham ismein best kaam karke zyada earning gain ker skte hein. THANKX
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: mistakes ka nuqsan ?

      Ji apko forex trading me mistakes sy bachna chahey agar ap mistakes krty rehty hen to apky losses k chance b zyada hoty rehty hen is liy apko mistakes sy bach k dehan sy trading krni chahey aik choti sy choti ghalti b ap ko kha sy kha ly k ja sjti hy or aik shoti sy choti akalmandi ap ko zyada sy zyada profit b hasil krwa skti hy to apko choti choti ghalteon sy bach k trading krni ho gi or aik acha trader bnna ho ga agar ap mehnat kr k aesi choti choti ghalteon py kabu pa lety hen k jo apko ap k business me aghy badhny nae deti to ap zyada sy zyada profit hasil krny me kamyab ho jaen gy or aesi hi strategies ko apna apna k hi ap aik bady trader ban jaen gy or ap ko forex trading me lalach nae krna chahaey agar ap aik trading sy thoda profit hasil krty hen to apko byak wakt nae trading me soch smajh k trading krni chahey is khushi sy hi trading na ki jay k pechli baar profit a gya tha is baar b a jay ga aesy hi is khyal ko bahir nikal den or mind k mutabik trading kren.
      • #18 Collapse

        Re: mistakes ka nuqsan ?

        forex mai agar hum kam karty howe koi mistake kar det hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy hum isy apna life time career be bna sakty hain .
        forex mai agar hum kam karty howe koi mistake kar det hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy hum isy apna life time career be bna sakty hain Forex forum pay posts aur threads mai spelling mistakes nahi honi chaiye. Spelling mistakes ki wajah say posts aur threads kay sarey meanings he badal jatey hain.
        • #19 Collapse

          Re: mistakes ka nuqsan ?

          Agar Ham mistakes Karke kam Karte Hain To Hamen nuksan ho jata hai mistakes ki vajah se Hamara big nuksan ho jata hai Hamen nuksan ko khatm karne ke liye apni mistakes ko Har Hal Mein remove karna hoga Hamen mistake se learning Hasil Karni chahie FIR hi Ham nuksan Ko remove kar Sakenge aur kamyabi ki taraf badh Sakenge Forex Ek international business hai yah kabhi bhi khatm nahin ho sakta Agar Ham ismein hardworking Karte Hain To Hamen kamyabi Hasil Ho Jati Hai Ham ismein live posting bhi kar sakte hain aur ham ismein trading bhi kar sakte hain Hamen market ki movement ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie aur Hamen Soch Samajh Kar ismein entry points Lekar order lagana chahie Agar Ham kam karte hue koi ek bhi galti kar denge Tu Hamara Sara capital Jaya Ho Jaega forex market Mein Ek bhi Galti Ki gunjaish Nahin Hoti Agar Ham ismein kam karna chahte hain To Hamen first of all experience gain karna chahie Hamen experience Hustle karne ke bad market ki movement Ko samj kar is mai kam karna ho ga Ham ismein mahnet Nahin Karenge To Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga Forex Ek real business Hai Isko samajhna Aasan Nahin Hamen ismein quality wala aur informative kam karna chahie Agar Ham ismein low quality wala kam Karte Hain To Hamen Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga behtarin bonus Hasil karne ke liye Hamen quality wale kam per focus karna chahie Forex 1 online business hai isliye Ham minut aur Lagane se kam Karte Hain To Hamen kamyabi Hasil Hogi aur ham Paisa Kama kar apni life ko Aasan Bana Sakenge Forex Hamare future ko bright karne wala baten karobaar hai
          • #20 Collapse

            Re: mistakes ka nuqsan ?

            Hamen se Business mein kam karte hue nuksan Se bachne Ki Koshish Karni chahie Hamen bilkul bhi mistake Nahin karne chahie Jab Ham mistake Karte Hain To hamesh Businessman nuksan ho jata hai isliye Hamen mistake se bachne ki koshish Karni chahie aur apne kam Ganesha acche tarike se karna chahie aur apne Karm ki quality ko battery banana chahie Hamen Hamesha Dil Laga ke kam karna chahie Jitna acche tarike se Ham S Business mein kam Karenge Ham itni acchi kamyabi Hasil Karenge
            • #21 Collapse

              Re: mistakes ka nuqsan ?

              Assalam o alikum dear forex member g han bilkul theek kaha hai forex main mistake ka ap ko nuksaan zaroor hota hai .agar ap forex ki posting karnay main mistake kartay hain tu es ka nuksaan ap ko bonus ki sorat main hota hai yani ap ka bonus acha nhi hota hai .esi tarah agar ap forex ki trading main mistake kartay hian tu ap ko os ka nuksaan ap ki earning par hota hi yani ap ki earnin main kami hoti hai ap ko loss bota hai . Mistakes kisi bhi kaam main houn na kablay bardasht hoti hain
              • #22 Collapse

                Re: mistakes ka nuqsan ?

                Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hn gy or forex trading sy achi earning kar rahy hn gy g apka sawal bohat acha hy forex forum py work karty hoey agar hum sy mistakes hoti hain to hami bohat ziyaad nuqsan hota hy agar hum.posting main mistakes karty haij to hmati posting delete kar di jati hy kuch posting informative or kuch posting main spelling wrong hony ki srat main forum hmari posting delete kar deta hy or agar forex trading main hm sy mistakes ho jati hain to hmain loss hota hy or hmara account bhi wash ho jata hy es leay hami mistakes sy bachna chahiey taky hum forex py profitable work karty hoey forex sy achi earning karty rahy
                • #23 Collapse

                  Re: mistakes ka nuqsan ?

                  A.o.A umed krta hun ap sb members them hun ga or forex pa apna work acha sa kr RHA hun ga or daily base pay acha profit generate kr RHA hun ga.forex bahot hi acha platform hi es pa ap work krka achi output gain kr skta Han
                  Post ma mistake nhi krni chyaa q ka post ma mistake ho gyi to apka kaleaa loss sa sabab bna gyi apki post rank nhi kra ga apko acha likes comment nhi mipn ga or apko ASA krna loss ki trf la jya ga or agr apna acha bonus gain krna hi to apko posting achi krni Jo ge or acha profit bi Mila ga srf work acha krn or achi posting krn
                  • #24 Collapse

                    Re: mistakes ka nuqsan ?

                    Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kahan hai Forex Mein mistakes ke bahut jyada nuksan Hain Agar Ham Forex per Bar Bar apni mistakes repeat karte rahenge aur Bar Bar Forex Mein mistakes karte rahenge To Hamen kabhi bhi Forex Mein kamyabi Hasil Nahin Hogi Jab Ham Pakistan Forex form per apni post ke andar spelling mistakes Karen ke To Hamen Pakistan Forex form ki taraf se Achcha weekly bonus Nahin Milega aur Agar Ham trading ke dauran mistakes Karenge To Hamen trading Ke dauran nuksan Hoga aur Is Tarah Hamen Forex Mein kamyabi Hasil Nahin Hogi isliye Hamen Forex per mistakes se bachna chahie aur apni mistakes ko improve karne ki koshish Karni chahie.
                    • #25 Collapse

                      Re: mistakes ka nuqsan ?

                      friends Ham posting mein mistakes karte hain to uska nuksan hmain yeh hota hai ki hamen uska bonus bahut kam milta hai aur hamari post b delete kar di jaati hai aur jab Ham yahi mistake apne trading mein karte hain tab hamen profit Nahin milta aur hamen loss milta hai to aap kyon Na apni galtiyo ko khatm Karen or apny loss ko khtam krain tabhi apki galtiyan apka loss krwati hain har taraf se aapka loss tabhi khatm ho jaega jab aap ki galtiyan khatm hun gi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: mistakes ka nuqsan ?

                        asslam.o.aliakum dosto ji han agr ap apne work main mistakes kro gy to apko nuqsan ho ga aur ap nakam ho jao gy agr ap apni mistakes ko ignore krte raho gy isliye agr ap kamyiab hona chahte ho to hamesha apni mistakes py focus kr k work kya kro koshish kya kro mistakes na ho kam main hamesha sabar k sath workh kro aram sakon se to apke work main mistakes nhi hon gi apka work acha ho ga aur apko kamyiabi mile gi. isliye dil laga kr aram sakon k sath kam kya kro.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X