mistakes ka nuqsan ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes ka nuqsan ?
    mai pochna yai chatey ho ky spelling mistakes ka forum mai kaya nuqsan ho raha hain ? mistakes ke waja sy account ka balance wash hota hain ya pher accoount baned ho jata hain ? mujy is bary mai information chahy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes ka nuqsan ?

    G han dear forex market mai aisa nhi hai kay nuqsan nhi hota hai es mai kafi ap ko nuqsan hota hai per us ki waja sirf sirf ap ki mistake hoti hai tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain aur es mai ap kabhi ghalti na karain kiyu kay ghalti insan kaliye kafi niqsna daye hoti hai wo life mai kabhi bhi khean pay bhi hoti hai tu trading mai aik mistake say kafi niqsan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai kosesh karain kay kam mistake karain aur kosesh kiya karain kay aik bar ki gaye mistake dubara na ho kiyu kay es mai ap ka kafi niqsan ho jata hai jub kay ager ap es mai acha kam kartye hain aur ghalti say bad kay kam kartye hain tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai khas kar jub ap es mai aik bar ki gaye ghalti dubara nhi kartye hain tu ap es mai kamyab he kamyab hai tu acha kam karain mahnet kay sath kam karain aur ghalti kabhi na karain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: mistakes ka nuqsan ?

      Forex forum pay jab haum postings Kartay hay to haumay apney knowledge aur learning ko improve kartay hoye Kam karna parta hay aur appni learning power ko increase karney ki zarorat hoti hay aur forex forum pay mistakes say avoid Kartay hoye forum pay Kam karna chahiye phir hi haum acha profit hasal kartay hay.jab haum forum pay contest may Kam karnay Kaye liye practice Kay saath Kam kartay hay to haumay zayada profit hasal hota hay aur forum pay mistakes say faida hasal nai hota hay balkay nuksaan hota hay Kyu Kay jab app postings Kartay hay to appko chahiye kay post ko sumitt Karney say pehlay ake bar Lazmi read karna chahiye takay app ki posts may spelling mistakes ko recover kar saky.spellings mistakes ki waja say app ki Post ka concept clear nai ho pata hay jiss ki waja say appki posts contest may zayada maqbool nai hoti hay lehaza forex forum pay haumay apni learning skills ko zayada achay tareekay say increase karna chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: mistakes ka nuqsan ?

        forex trading main mistakes ka boht loss hota hai q k jub ap galti karty hain tu apko loss he hota hai or ap kbhi bhi achi trading nahi kar skty hain es liye hmain aghr forex main aik galti karty hain tu apni os galti ko sodharty nahi hain tab tak ap apni galtiun se apni trading nahi sikh skty aik achy trader ki nishani yahi hai k ap forex main aghr ap koi galti karty hain tu apko apni galtiun se sikhty hain or jo log aik bar aik he galti karty hain pher wo wohi galti se avoide karty hain wohi forex main kamyab hoty hain tu apko apni galtiun ko control krna chahye or apni trading ko achi trha se sikhna hoga jis se ap achi trading sikh skty hain or market ko smjhny ki ability ko bhi strong kar skty hain tu hmain chahye k apni galtiun ko thek karty karty apni trading ko acha karen ta k ap forex main achi earning karen or forex main kamyab earning kar skaen
        • #5 Collapse

          Re: mistakes ka nuqsan ?

          Asalam o Alikum dear forex members umeed ha kay ap sab theek hon gay forex ak bahut he acha or lajawab business ha is main kam karny kay leye hammy bahut he knowledge ki zarorat hoti ha markit ma kam karna bohat muskal huta ha q ka ya aik online markit ha es ma kam karna dosro ki nisbat bohat muskal huta ha es liya hamy apna kam ma aik achi kamyabi ka liya bohat zyada mehnat karni hu gi es ma achy sa acha knowldge hasl kar ka kam karna hu ga demo ko zyada sa zyada estmal karna hu ga taky real markit ma jab ham kamkarta han to hamy es ma kisi kisam ka koi losse na hu asi markit ma bohat hi souch samj ka kam karna huta ha agr hamri es ma mistak han to in ko dor karna hu ga q ka rael markit ma hamri koi mistak maf nai huti or hamra account wash hu jata ha en misatk sa hamy bohat zyada nuksan ka samna karna parta ha es liya hamy sab sa pahly in ko dosr karna hu ga nai to real markit ma kamyabi nai mil sakti or nuksan ka samna karna hu ga
          • #6 Collapse

            Re: mistakes ka nuqsan ?

            ASSLAM O ALAIKUM
            dear friend .sahi kaha ap ny sahi kaha mistakes ka buhat nuqsan hota hy hmy chahiya jald bazi nhi kary or kam ko soch samjh kar kry ta ky hum ak bary loss sy bach sah ky or market ko jald bazi sy analyse nhi kary soch smjh kar trading kr ni cha hea taky mistakes na kry
            Last edited by ; 27-06-2020, 01:42 PM.
            • #7 Collapse

              Re: mistakes ka nuqsan ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: talat115 پيغام ديکھيے
              mai pochna yai chatey ho ky spelling mistakes ka forum mai kaya nuqsan ho raha hain ? mistakes ke waja sy account ka balance wash hota hain ya pher accoount baned ho jata hain ? mujy is bary mai information chahy
              Ji ap nay jo question kia hay es main ap nay two types kay topics pay sawal kia hay aik Forum pay posting kay doran spelling ki mistakes kay baray main aor dosra Forex trading kay doran mistakes kay baray main. Forum pay posting kay doran spelling ki mistakes bohat khatar nak hain kun k en ki wajah say others members post ko understand nahi kar patay bal baz to aisay words hotay hain agar un kay spelling change ho jayin to un kay meanings bhi change ho jatay hain jis say post ka matlab bhi uta ho jata hay aor woh post contest main ya to count nahi hoti ya phir delete kar di jati hay han albata account band nahi hota esi taran Forex trading main mistakes hain jo k bohat hi ziada khatarnak hain kun k Forex trading main mistakes kisi bhi big loss ka sabab ban sakti hain es liay har soorat koshish karni chahiay k trading kay doran kisi kisam ki koi mistakes na hon.
              • #8 Collapse

                Re: mistakes ka nuqsan ?

                Dear ap ki information mein main izafa karna chahta hon k ap agar pak forex forum par kam kar rahy hain tu apko post karty waqt spelling mistake ka khayal rakhna chahiye aur apko spelling mistakes ka nuqsan ye hota hai k apko bonus kam milta hai ap agar forum k rules parhyn tu apko rules mein ye likha hua nazar aye ga k agar thori bahut mistake ho tu koi bat ni agar ap ko post mein spelling mistakes zayada hon gi tu apko bonus kam mily ga aur ap ko spelling mistake ki waja bhi bata don k kuch forum members voice typing karty hain aur us mein spelling mistakes zayada hoti hain apko main ye mashwara deta hon k ap agar voice typing karty hain tu post ko ap quick rply karny se pehly aik bar read kar lyn aur agar spelling mistakes hain tu unko theak kar lyn tab he apko acha bonus mily ha aur mobile par post karty waqt bhi spelling mistakes hoti hain so ap ko aram se post karni chahiye aur spelling mistakes ki waja se account bann ni hota sirf bonus thora milta hai is liye ap spelling mistakes na karyn ta k bonus acha mily
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes ka nuqsan ?

                  Agar ham forex forum me apna kam karte he aur inke sath mehnat be karte phir hmare mehnat ke good point per earning na mile to buhat dukh hota he wo aiseelye ke ham sahee mana me posting nahe karte ham forum ke post per ham kafee ghaltyan kar bethte he ku ke jab ham posting kare to hame dekhna hoga ka post ka mafhoom kia he unka question kia he wo hamse kia puch raha he phir hme chahye ke unke mutabik hme answer dena hoga as per point to point hme reply karna hoga phir hme dekhna hoga ke kia hamre posting as per rule he kia hmare posing unke requirements ke mutabik he ke nahe ye kafee bate hote he jo hame sabkuch chek karna parta he akhir me jab ham pane posing kare to phir hme un post ke read karna hoga kahee hamne spelling mistake to nhe kee he ager kahe spelling mistake heto hame chahye ke unko dusrust kre phir hamre posts power full hoge.
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes ka nuqsan ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: talat115 پيغام ديکھيے
                    mai pochna yai chatey ho ky spelling mistakes ka forum mai kaya nuqsan ho raha hain ? mistakes ke waja sy account ka balance wash hota hain ya pher accoount baned ho jata hain ? mujy is bary mai information chahy
                    Dear brother Jab aap Pakistan Forex forum per kam kar rahe hote hain aur aap spelling mistake kar rahe hote hain to Iske Kuchh nuksan Hote Hain Jo main aapke Samne Rakh deta hun jisse aap koshish Kiya Karenge ki aap spelling mistake na Kiya Karen.

                    Not understandable:
                    Dear brother agar aap spelling mistake Karte Hain To jo bhi Banda aapki post ko study karta hai uske liye Ye bahut difficult hota hai usko understand karna aur Sahi tarike Se Usko samajhna ki aapane kya likha hai.

                    Cause of misguidence:
                    Dear jab aap Pakistan forest form per spelling mistake karte hain aur Logon Ko usko Sahi samajh nahin aati to usse a bahut Sare junior members missguide ho sakte hain isliye aap spelling mistake se avoid Kiya Karen.

                    Account Ban:
                    Agar aap bahut jyada spelling mistake Karte Hain ki aapki post moderator ko bilkul bhi samajh nahin aati e aur aap daily basis per is mistake ko repeat kar rahe hain to Aapka account Ban bhi ho sakta hai.

                    Insufficient Bonus:
                    Dear brother Jab aap spelling mistake kar rahe hote hain to aapko bonus bhi achcha Nahin Milta aur aap jitni mehnat Karte Hain Uske against aapko insufficient bonus Milta hai jisse aap mayus ho Jaate Hain.


                    Changing the concept:

                    Dear Jab Kisi Jab Kisi sentence Mein Koi bahut major Jab Kisi sentence Mein Koi bahut major spelling mistake ho Jaati Hai Jab Kisi sentence Mein Koi bahut major spelling mistake ho Jaati Hai to use sentence Jab Kisi sentence Mein Koi bahut major spelling mistake ho Jaati Hai to use sentence ka completely meaning change Jab Kisi sentence Mein Koi bahut major spelling mistake ho Jaati Hai to use sentence ka completely meaning change ho Jaate Hain.

                    Solutions for spelling Mistake:
                    Dear brother aap Jab Ek Dafa apni post complete kar lete hain Uske bad aapko Ek Dafa D check karna chahie aur spelling mistake ki correction Karni chahie
                    Last edited by ; 27-06-2020, 02:57 PM.
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes ka nuqsan ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: talat115 پيغام ديکھيے
                      mai pochna yai chatey ho ky spelling mistakes ka forum mai kaya nuqsan ho raha hain ? mistakes ke waja sy account ka balance wash hota hain ya pher accoount baned ho jata hain ? mujy is bary mai information chahy
                      dear brother is market mein aapane agar nuksan se bachana hai to uske liye aapko is market mein planning karne hogi kyunki is market mein aap agar planning kar lete hain to aapko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai is market mein aapko jo bhi trade laga nahin hoti hai uske liye aap police maar peet ka experience hona chahie agar aap spelling States is foreign per karte hain usko se aapko yahan se bonus per milta hai aapki aap apna trading the experience is form per use karte hue kam Karen Taki aapki post ki quality acchi Ho uske bad aapko yahan se achcha bonus Mil jata hai agar aap is form per minut nahin karte to aapko Jahan se itna jyada bonus nahin milta agar is form per aapane kamyab hona hai to aapko chahie kya aap ishwar Ham per apni post ki quality coimbatore Patra hain aur apne spelling mistakes to avoid Karen Taki aapko ismein kamyabi mil jaaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes ka nuqsan ?

                        Dear ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai mistakes se bachna ho ga aus k baad ap ais market mai kamyab ho sakty hai ap agar ais market mai mistakes kary gay to ap ko ais market mai faida ho jata hai ais market mai ap ko time lagana hota hai aus k baad ap ko ais market mai hum ko mistakes se bachna ho ga aus k baad hum ais market mai apny account ko safe rakh skaty hai jab tak hum mistakes par control nai kar sakty hai tab tak hum ko ais market mai nuqsan hi hota rahy ga aus k baad hum ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai hum ko mistake se bachna hota hai aus k baad ko faida ho ga warna hum ais market mai nuqsan hi karty rahy gay.
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes ka nuqsan ?

                          Pak Forex forum pay members ko apni posts aur threads ko bohat achay tareekay say kerna chaiye kiyu kay posts aur forum he members ka asal work hai jiss say learning, knowledge aur forum work ker kay forex trading seekhi jaati hai aur uss kay baad posts aur threads say milnay waley bonuses say he members acha bonus bhi milta hai. Agar members iss baat ko samajh lain kay pak Forex forum he unn kay tamaam business set up ki base hai tou kabhi iss ko easy ma lain aur iss mai kam bhi hamesha bohat soch samajh kay he kia karain. Pak Forex forum pay posts aur threads mai spelling mistakes nahi honi chaiye. Spelling mistakes ki wajah say posts aur threads kay sarey meanings he badal jatey hain. Members ko apni posts aur threads kertay huay iss baat ka bohat khayaal rakhna chaiye kiyu kay mistakes ki wajah say bonus bhi Kamm milta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: mistakes ka nuqsan ?

                            aik mistake ke waja sy hamara account wash ho jata hai hamh posts ko read kar ky is mai mistake ko sahe kar ky replay karna chahey hum is mai ai din main aik account kaon 50 posts or 4 threads karty hai hamy daily base par kam ko pora karna chahey pher he hum is main ache earning hasil kar sakty hai hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy dollars main bonus dyta hai hum dollars ko apny mulik ke currency mai change karwaty hai hum is mai aik din mai aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy daily base par kam ke limit ko pora karna chahey yai aik international or kabe be band na hony karobar hain hum is main as a job be kam kar sakty hai hamy is mai aik time mai aik he pair mai kam karna chahey
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mistakes ka nuqsan ?

                              forum mai spelling mistakes ke wja sy hamara account band ho jata hain or hamara sara bonus zaaya ho jata hain or hamara mahnet be zaya ho jate hain forex mai agar hum kam karty howe koi mistake kar det hain to hamara account band ho jy ga hamy is mai mahnet karne ho ge pher he hum agy bar saky gy hum isy apna life time career be bna sakty hain hu is mai agar lalach ban ky kam karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai apne marze sy time tbae bana kar kam kar sakty hain is jasa koior business nahi hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamara account band ho jy ga forex ko samjna aik din ka kam nahi hain yai aik world wide business hain hum is mai apny bossap he hoty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X