Nakam..
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nakam..
    Insan nakam kab hota ha,?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Nakam..

    Dear Jab Bhi aap Koi kam karne ka Irada karen to use per Pure Dil Ke Sath kam Karen Kabhi Bhi mayus Na Ho agar aap tension hokar kam Karenge to aapko use per yakin nuksan hoga jo bhi kam Karen Dil lagakar Karen aur kabhi bhi Business mein last per Pareshan Na Ho balki apni galti se Sikar Aage Badhe to aap jikiden acchi trading kar sakte hain Jab Bhi e aap Kisi Kaam ko saranjam dete Waqt tension Ka Shikar Honge yah confusion Ka Shikar Ho Jaenge to aap post per na Kami Hogi aur agar aap business Mein Na kam ho Jaate Hain To yah aapki Life Ko Kafi had tak kharab kar dega acchi like ke liye jaruri hai ki Ham apni galti se Sikar Aage Bade
    • #3 Collapse

      Re: Nakam..

      Insan nakam tab hota ha jab insan mehnat ni karta agr insan mehnat kry to wo kabhi nakam ni ho skta insan agar sochta rahy to kbhi kanyab ni ho skta kab tak wo mehnat na kry sochny sa kamyabi hasil ni hoty agr insan bus sochta hi rahy to wo nakam ha us shaks ko kamyab ni kah sakty..
         
      • #4 Collapse

        Re: Nakam..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqib-Javed پيغام ديکھيے
        Insan nakam kab hota ha,?
        Salam dear members g jab insaan laparwai sy Kam kren gy to is sy apko nuksan hi hoga isliye bht soch samjh kyh Kam krna prhta hai jtna acha or soch samjh k planning kr le Kam kren gy is sy kamyab hogy isliye bht zroori hai apny seniors sy mashwara krna unki posts ko read krna is sy bhi kafi knowledge increase hota isliye acha Kam kren nakani sy Bache account wash hone sy Bache....
        • #5 Collapse

          Re: Nakam..

          Han g dear ma apki bat pa bilkul agree krta hon ap na drust kaha ha koy bhi kam krty waqt humy mayoos ni hona chahya usay agr hum naik niyati sa kry to kabhi hum nakam ni ho sakty.
           
          • #6 Collapse

            Re: Nakam..

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqib-Javed پيغام ديکھيے
            Insan nakam kab hota ha,?

            Salam forex me hmari nakami ki waja hmari apni galti ki waja sy ho skti hn ap koi esi galti kr skty hn jis me ap ko loss ho skta ha is liye zaruir ha or bar bar kaha jata ha k forex me trading sy phly learning achi tarha kr len us k bad hi ap kamiyab ho skty hn is liye zaruri ha experiance hasil kren or acha kam kren phr dekhna ap kbi bhi nakam ni ho skty trading me,,,,
            • #7 Collapse

              Re: Nakam..

              Assalamu Alaikum dear member Insan nakam tab Hota Hai Jab vah vah apni energies ko sahi se use nahin karta Har Insan mein Main potential hota hai kam karne ka bus Hamen Apne andar ke Dar Ko bhagana Hota Hai hai phir hi ham nakami se a bach sakte hain aur Kamyab ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Nakam..

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqib-Javed پيغام ديکھيے
                Insan nakam kab hota ha,?
                Insan Nagar tab Hota Hai Jab vah Himmat Har jata hai aur self- believing karna Chhod deta hai Jab Insan ko lagta hai ki vah Kuchh Nahin kar sakta uska Kuchh Nahin ho sakta to vah Himmat Har jata hai aur na Kami ki taraf chal padta hai Hamen kabhi bhi mayus nahin Hona chahie aur koshish Karte Rahana chahie koshish Karne Wale Ki Jeet Jarur hoti hai koshish Kiya Karen Khud Ko confidence hai aur jo bhi baat Karen confidently Karen ghabraya na Karen Kisi bhi chij mein aur acche se trading ki taraf Apna focus badhaen Kitna Achcha kam aap self believing ke through kar sakte hain Itna Achcha kam aap Kisi bhi Tarah Se nahin kar sakte Agar aapko Khud confidence Hoga Khud per to aap bad work ko bhi acche se a kar sakte hain bus Khud per yakin Hona chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Nakam..

                  Kisi bhi kam mein kamyabi ky liye sachai, sabar or mehnat chahiye lakin agar ye facts nahi hain aap mein tou nakami har haal mein milti hy or is baat ke sabse important baat lalach hy jo ky insan ko kahin ka nahi chorti. Forex sabse behtreen business hy lakin is mein nakam traders ka ration 90% hy jo ky clear karta ky sirf 10% traders kamyab hoty sirf apni mehnat or sabar sy jo ky trading skills ko barhata confidence ky base py.
                  Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                  • #10 Collapse

                    Re: Nakam..

                    Nakaaaaaaaaaaaaam
                    Nakam insan wo hoty hn jo nikamy hoty hn kuch pany k liy kuch khona prta hy kuch krna prta hy mehnat krni prti hy wqt ki qdr kro abhi bhi wqt hy jis n wqt ko zay kiya so us n khud ko zay kiya r wo khud nakam ho gya
                    • #11 Collapse

                      Re: Nakam..

                      Assalamu Alaikum their friends aapka Baat bahut interest hai Kyunki aapka yah Baat yah bahut Rishta Hamare Samajh Mein Aaj Kya Hai aapane khana kam Hamen na kam Logon Se Bachana chahie Kyunki Hamen Bhulana kam log Jay Baat Kahate Hain bhaiya Vinay Saccha Nahin aap Aise kahan se nikala Aaoge Ya Hai Ji ko apne aap ko apni baten karta hai na kam Logon se mein bajana chahie Ham Kamyab Logon ke sath baithenge To Hamen kamyabi ke taps Denge
                      • #12 Collapse

                        Re: Nakam..

                        Pak forex business mien wo log nakam hoty hay jo log is business mien mehnat nahi kryt appine knowledge ko is business mien use nahi krty aor jun logo ka pass is business ka experience hasil nahi ho ta to wo log pak forex business mien nakam hoty hay. agar humy is business mien kamyabi hasil krne hay to humy is mien appine knowledge ko use krne chahiya.
                        • #13 Collapse

                          Re: Nakam..

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqib-Javed پيغام ديکھيے
                          Insan nakam kab hota ha,?
                          Bhai Insan nakam use Waqt Hota Hai Jab vah mehnat Karna Chhod deta hai aur dusron par depend karna Shuru kar deta hai aapko chahie kya aap khud mehnat Karen independent banne aur bado se Kuchh Na Kuchh sikhen ......💗💗💗
                          • #14 Collapse

                            Re: Nakam..

                            . Insan Nikam tab Hota Hai Jab vah Hosla Chhod Deta Hai interest Lekar working nahin karta Forex bahut hi best business hai agar ismein daily basis per learning Karke Kuchh Na Kuchh improvement late Rahe to Aastha Aastha ismein kamyabi mil Jaati Hai Apne working ko continue Rakhna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Nakam..

                              Us business ma wo log na kam hoty jo monhat ni kerty ar us k rules ko follow ni kerty us liy ma to ya kho gi k hum us k rules ko bhi follow ker na chiy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X