Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.
    Dear Forex Members

    Ap ko batana chahta ho kuch trader bhout achi trade karty hain or akhir main a kar waha fail ho jaty hain jab un ka stop loss hit ho jata ha tu woh emotional ho kay us loss ko recover karty hain jab kay un ko cheye kay compare karain apny profit or loss ko ager woh profit main hai still tu normal ho kay souchain or apni mistake ko find karain. in dunu ko jab tak accept nahi karain gay ap kamyab kaisy hogay? esleye yeh sub batain ap ko sath lay kay chalni hai or apni mistake ko gain repeat na honay dfain gay tu ap kamyab hain.

    Shukriya.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

    ji Han ap bilkul sahi keh rahay hain q k loss aur profit dono buisness ka hissa Hain is Lia agr AP forex per kamyab hona chahty to apko chahea k AP mentally tour per dono kelia ready rahain chahy wo loss ho ..agr profit ho Allah ka shukr ada karain aur agr usko mazeed age le k chalain..agr loss hai to phir b sabar karain.aur mehnat k sath sath Allah se kamyabi ki dua Karain..
    • #3 Collapse

      Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

      Yes g loss or profit hissa hotty Hein har game ka or har business ka to hmain chahye keh agar hmary mind m loss h to profit b mind m rakhein or agar profit h mind m to loss Ka alternative b sth rakhein woh b bht ziada zarori h hmain yeh chezain mind m rakh k Kam karna chahye agar Ham aesa kreingy to hmara mind dono trf set rhy ga or hm policies b bnaty rheingy dono k Barry m to hmain chahte keh yeh chezain mind m rakhty Huey agy jaen keh ham n loss or profit dono s compete karna h forex phr he ham profit gain Kar paengy forex m Jo hmara target b h
      • #4 Collapse

        Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

        hamy forex mai loss or profit ka samana karna parta hai jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hia to hamy loss ho jata hain hamy loss par sabar karna chahey or apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hamy market ky up or down ko watch kar ky is mai pasia be invest karna chahey pher he hum is mai acha profit hasil kar sakty hai yai aik legal karobar hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

          Ji bilkal, forex main profit or loss both forex buainess kay parts hain, aisa nai ho sakta keh forex main sirf profit he ho, loss ho jany per isko bardasht karna seekhain or himmat say kam laity huye forex main mehnat karty rahain, q keh ager loss hay toprofit bhi hay or hum ko loss ko bhi recover kar sakty han.
          • #6 Collapse

            Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
            Dear Forex Members

            Ap ko batana chahta ho kuch trader bhout achi trade karty hain or akhir main a kar waha fail ho jaty hain jab un ka stop loss hit ho jata ha tu woh emotional ho kay us loss ko recover karty hain jab kay un ko cheye kay compare karain apny profit or loss ko ager woh profit main hai still tu normal ho kay souchain or apni mistake ko find karain. in dunu ko jab tak accept nahi karain gay ap kamyab kaisy hogay? esleye yeh sub batain ap ko sath lay kay chalni hai or apni mistake ko gain repeat na honay dfain gay tu ap kamyab hain.

            Shukriya.
            Forex ek business hai aur business mein profit aur last donon hote hain to jab bhi humne Forex trading start karni ho to usse pahle yah donon chijen mind mein set karni chahie kya mein profit bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai to dost ki Surat mein hamen mayus nahin hona chahie Dil ke usko recvar karne ki koshish karni chahie aur apni mistake se hamen sikhana chahie.
            سرکار
            • #7 Collapse

              Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

              Bilkul sahi kha loss hunay per emotional nh hona chahy loss to hota he Forex me WO business nh he jis me loss na ho
              • #8 Collapse

                Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

                foreign exchange major agar humain es important kam karty howay humian es foremost loss ho jata hain to humain es predominant boht sbr say our humian es essential boht mahnat say humain es principal kam karna ho ga to he hum es predominant sucess ho skty hain our hum es essential den major be kam kar skty hain our hum es important rat mian be kam kar skty hain our hum es predominant stay buying and selling kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

                  Assalamu Alaikum dear members forex forum pr Agar Hum Apni trading ko continue karna chahte hain To Hamen ek baat Jaan leni chahie Ke Jahan per Hamara loss Ho Raha Hai Vahi Hamen Kahin per Profit b mil raha hai isliye disheart Na Ho Agar Kisi galti ki vajah se aapka loss ho gaya hai to apni galti se seekhein aur Aage voh Galti na Karen Taki Jo loss ho gaya hai aapko aap Aage Apne profit se pura karne isliye kabhi bhi loss Se mayus Na Hun jaldbazi Mein Koi Aur nuksan na karaen Apne profit ko Mein mehfooz rakhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

                    Yes. Forex trading ma loss or profit ko sath sath ley kat chalna parta hai. Forex trading ma jo trader serf profit hasil karna chahta hai wo hamesa loss ma he pansa rehta hai. Jo trader forex ma pehle loss or bad ma profit ka sochta hai wo hamesa acct wash karwa leta hai. Forex trading ma lot ko munasib adjust karna chahe
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: neatpassion12 پيغام ديکھيے
                      Dear Forex Members

                      Ap ko batana chahta ho kuch trader bhout achi trade karty hain or akhir main a kar waha fail ho jaty hain jab un ka stop loss hit ho jata ha tu woh emotional ho kay us loss ko recover karty hain jab kay un ko cheye kay compare karain apny profit or loss ko ager woh profit main hai still tu normal ho kay souchain or apni mistake ko find karain. in dunu ko jab tak accept nahi karain gay ap kamyab kaisy hogay? esleye yeh sub batain ap ko sath lay kay chalni hai or apni mistake ko gain repeat na honay dfain gay tu ap kamyab hain.

                      Shukriya.
                      Yes dear exactly aapane theek Kaha Hai Jab Ham Koi business karte hain to usmein profit bhi ho sakta hai aur nuksan bhi ho sakta hai ISI Tarah Forex trading Mein are profit aur nuksan donon Ko Apne mind Mein rakhkar kam Kiya Karen Jab aap kam start Karte Hain To aapke mind Mein yah bhi Hona chahie ki ismein humko nuksan bhi ho sakta hai Kyunki Agar just aap apne mind Mein profit Rakh kar kam Karenge to nuksan hone per aapko mayusi ho sakti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

                        Jee dear aapke pass bilkul theek hai ki Forex forum per loss or profit ko Sath Lekar Chalna chahie Ek Kamyab trader Ki Nishani Hai Ki Wo loss se Kabhi mayoos Nahin hota agar aapko loss ho gaya hai to aapko use overcome karne ke liye emotional Nahin Hona chahie balki loss or profit donon ko dekhna chahie aik achy trader ko chahie Ky wo Apne loss se muyus hony ki bjay us sy Sabak sikhe aur jo mistakes pahle Ki Hain un mistakes ko improve kry ta k usy dobra loss Na Ho Is Tarah wo profit ki taraf Ja sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

                          Fox Business mein chalna hai To Hamen Subah ke sath Chalna Hoga aur loss or profit donon ko Lekar Chalna Hoga Kyunki Ek Din Mein donon chij hoti hain loss or profit Jahan Hamen profit hota hai vahan Hamen loss bhi hota hai isliye Hamen loss hone par emotional Nahin Hona chahie balki Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie aur sabar ke sath kam Lena chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

                            Loss aur profit dono ko sath le kr chalny ka mtlb ye hai k kbhi kbhi forex mein loss ho jata hai aur kbhi profit. Tu in dono soorton mein ap ne khud pe control krna hai aur emotional nahi hona. Agar ap emotional ho jatay hein tu phir ap se wrong trades lagni shuru ho jati hein. Jesy jesy ap se wrong trades lagti hein tu apka account loss ki trf jane lagta hai. In the end account wash ho jata hai. Tu behtr yehi hai k start se he ap profit and loss dono ko sath le kar chalen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Main Loss Profit Dunu ko Sath lay kay chalain.

                              Hamen se Business mein kam karte hue loss or profit to hota rahata hai isliye Hamen loss hone Ki Surat Mein confuse Nahin Hona chahie Hamen apni trade Mein Kabhi profit ho jata hai aur Kabhi loss ho jata hai isliye Hamen Apne kam ko acche tarike se karna chahie Raksha profit Hasil karne ki koshish Karni chahie Agar loss Ho Jaaye To Hamen Apne loss recover karne ki koshish Karni chahie aur apne kam ko Hamesha quality wala gana chahie Hamen is business Mein kam karte hue jaldbaji Nahin Karni chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X